Posts

Showing posts with the label khalid hasanain

आपसा दोनों जहाँ में नज़र आया ही नहीं / آپ سا دونوں جہاں میں نظر آیا ہی نہیں / Aapsa Donon Jahan mein nazar aaya hi nahin Lyrics

aapsa donon jahaan mein nazar aaya hi nahin aapsa donon jahaan mein nazar aaya hi nahin kyunke allah ne koi aur banaya hi nahin aapne jab se nawaza hai ya rasulallah maine daman kisi chokhat pe bichhaya hi nahin kyunke allah ne koi aur banaya hi nahin jisne sarkar ke chehre ki ziyaarat kar li uski nazron mein koi aur samaaya hi nahin kyunke allah ne koi aur banaya hi nahin jab kaha qabr mein sarkar ne ye mera hai phir nakiron ne mujhe haath lagaya hi nahin jo bhi kaabe se palat aaye madine na gaye ye samajh lo unhein aaqa ne bulaaya hi nahin kyunke allah ne koi aur banaya hi nahin aap ki naat hi shehzad ka sarmaaya hai is nikamme ne to kuchh aur kamaaya hi nahin आपसा दोनों जहाँ में नज़र आया ही नहीं आपसा दोनों जहाँ में नज़र आया ही नहीं क्योंकि अल्लाह ने कोई और बनाया ही नहीं आपने जब से नवाज़ा है या रसूलल्लाह मैंने दामन किसी चौखट पे ...

kya Karun ke yaad aati hein sunehri jaliyaan Lyrics || क्या करूँ के याद आती हैं सुनहरी जालियां || کیا کروں کے یاد آتی ہیں سنہری جالیاں

kya karun ke yaad aati he.n sunehri jaliyaan kya karun ke yaad aati he.n sunehri jaliyaa.n dil me.n ek halchal machaati hai sunehri jaliyaa.n apni palko.n se unhe.n mai.n chumta hu.n der tak dil me.n jab bhi jagmagati hein sunehri jaliyaa.n phootne lagti hein phir ummid ki kirnein nayi khwaab aankho.n mein jagaati he.n sunehri jaliyaa.n zindagi bhar ki thakan ko door kar deti hai wo pyar se jab muskurati he.n sunehri jaliyaa.n puchhne wale ! mai.n lafzo.n mein bayaa.n kaise karu.n kya batau.n kya dikhati he.n sunehri jaliyaa.n jo yahaa.n pahuncha wo aaqa ki shafa'at pa gaya raah jannat ki dikhati he.n sunehri jaliyaa.n क्या करूँ के याद आती हैं सुनहरी जालियां क्या करूँ के याद आती हैं सुनहरी जालियां दिल में एक हलचल मचाती हैं सुनहरी जालियां अपनी पलकों से उन्हें मैं चूमता हूँ देर तक दिल मे...

Dare Mustafa ka faqeer hun Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

dar-e-mustafa ka faqeer hu.n dar-e-mustafa ka faqeer hu.n, wohi khaam jabeen-e-niyaaz hai hei.n wahi.n ke tukde naseeb mei.n, mujhe apne bakht pe naaz hai jo bula-bula ke nawaaz de, jo gada ko daulat-e-naaz de ba-juz unke kaun hai dusra, ke jo aisa banda nawaaz hai dar-e-mustafa pe jo aa gira, wo sambhal gaya wo sanwar gaya sabhi marhalo.n se guzar gaya, ke jise teri zaat pe naaz hai mujje zauq-e-'ishqe bilaal de, wohi rang mujhpe bhi daal de tu ghani hai sadqa-e-aal de, tere dar pe joli daraaz hai dar-e-mustafa se koi gada, kabhi na-muraad nahin gaya wohi dar hai KHalid-e-be-nawa, jo gunahgaaron pe baaz hai dar-e-mustafa ka faqeer hu.n. wohi khaam jabeen-e-niyaaz hai hei.n wahi.n ke tukde naseeb mei.n, mujhe apne bakht pe naaz hai

Hai Itni shadeed ab to Tamanna-e-Madina || है इतनी शदीद अब तो तमन्ना-इ-मदीना || Lyrics || Khalid Hasnain

Image
hai itni shadeed ab to tamanna-e-madina Roman(ENG): hai itni shadeed ab to tamanna-e-madina har saans se aati hai sada haaye madina jaagu.n to isi dhun mei.n rahu.n raat gaye tak so jaau.n to khwaabo.n mei.n nazar aaye madina mat aur kisi shahar ki roodaad sunaao shaida-e-madina hu.n mai.n shaida -e-madina  makka tu bhi afzal hai magar itna bataade har shahar se badh kar mujhe kyu.n bhaaye madina ho jaae ata rakht-e-safar izn-e-safar bhi ho jaae karam mujh-pe ab aaqa-e-madina khwaahish hai ke ab jaake na lautu.n mai.n wahaa.n se naazish mujhe taqdeer jo dikhlaae madina है इतनी शदीद अब तो तमन्ना-इ-मदीना हिंदी (HINDI): है इतनी शदीद अब तो तमन्ना-इ-मदीना हर सांस से आती है सदा हाए मदीना जागूँ तो इसी धुन में रहूं रात गए तक सो जाऊं तो ख़्वाबों नज़र आये मदीना मत और किसी शहर की रूदाद सुनाओ शैदा-इ-मदीना हूँ में शैदा-इ-मदीना मक्का तू भी अफ़ज़ल है मगर इतना बता दे हर शहर से बड़ कर मुझे क्यों भाए मदीना हो जाए अता रखते सफर इज़्ने सफर भी हो जाए करम मुझपे अब आक़ा-इ-मदीना ख्वाहिश है के अब जाक...

Mein Adna Gada hun Karam ki Nazar ho Lyrics || Khalid Hasanain

Mein Adnaa Gadaa hun Karam ki Nazar ho Badaa Be Nawaa hun Karam ki Nazar ho Mein Ranjooro Majboor hun Shahe Tayba Mein BeDasto Paa hun Karam ki Nazar ho Chashme Rahemat Ba Kusha Soo-e-Manandaze Nazar Aye Qureshi Lakabo Hashami o Muttalabi Mein Adnaa Gadaa hun Karam ki Nazar ho Bahot Thokarein khayin Duniya Jahaan ki Mein Zakhmi hua hun Karam ki Nazar ho Tere Dar ka Chaahkar Tera Naam Lewa Mein Tera Gada hun Karam ki Nazar ho Duroodo Salaamon ke Haaron koThaame Mein Dar par Khada hun Karam ki Nazar ho Uthaale Mujhe Dastaghire Do Alam Mein Be Dam Padha hun Karam ki Nazar ho Ye hai Arze Ilyas Aye Shafa-e-Kull Badha Be-Nawa hun Karam ki Nazar ho

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Wo Mera Nabi hai, Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں