Dare Mustafa ka faqeer hun Lyrics


Dare Mustafa ka faqeer hun
Wohi kham Jabeene Niyaz hai
Hein Wohi ke Tukde naseeb mein
Muje Apne bakht pe naaz hai



Jo Bula Bula ke nawaz de
Jo gada ko Daulate Naaz de
Bajaz Unke kaun hai Dusra
Ke Jo Aesa banda nawaz hai

Dare Mustafa pe jo aa gira
Wo sambhal gaya wo sanwar gaya
Sabhi Marhalon se guzar gaya
Ke Jise Teri Zaat pe naaz hai

Muje Zauqe Ishqe Bilal de
Wohi rang Mujpe bhi dal de
Tu gani hai sadqa-e-Aa'l de
Tere dar pe joli daraz hai

Dare Mustafa se koi gada
Kabhi na-murad nahin gaya
Wohi dar hai Khalide Benawa
Jo gunahgaron pe baaz hai

Dare Mustafa ka faqeer hun
Wohi kham Jabeene Niyaz hai
Hein Wohi ke Tukde naseeb mein
Muje Apne bakht pe naaz hai

Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu