Mein Adna Gada hun Karam ki Nazar ho Lyrics || Khalid Hasanain


Mein Adna Gada hun Karam ki Nazar ho
Bada Be Nawa hun Karam ki Nazar ho

Mein Ranjooro Majboor hun Shahe Tayba
Mein BeDasto Paa hun Karam ki Nazar ho

Chashme Rahemat Ba Kusha Soo-e-Manandaze Nazar
Aye Qureshi Lakabo Hashami o Muttalabi

Mein Adna Gada hun Karam ki Nazar ho

Bahot Thokarein khayin Duniya Jahan ki
Mein Zakhmi hua hun Karam ki Nazar ho

Tere Dar ka Chahkar Tera Naam Lewa
Mein Tera Gada hun Karam ki Nazar ho

Duroodo Salamon ke Haaron koThame
Mein Dar par Khada hun Karam ki Nazar ho

Uthale Mujhe Dastaghire Do Alam
Mein Be Dam Padha hun Karam ki Nazar ho

Ye hai Arze Ilyas Aye Shafa-e-Kull
Badha Be-Nawa hun Karam ki Nazar ho


Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Eng & Hindi Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics