Tajdare Madina ke jalway Lyrics / ताजदारे मदीना के जलवे / تاجدارِ مدینہ کے جلوے
taajdaare madina ke jalwe Naat-Khwaan: Zulfiqar Ali Hussaini taajdaare madina ke jalwe jin ke dil mein samaaye hue hain door reh kar wo pur baa-aashna hain dil madina banaaye hue hain jinko unki tawajjoh ne paala unki rehmat ne jinko nawaaza un gadaaon ka kya poochhte ho wo zamaane pe chhaaye hue hain taajdaare madina ke jalwe jin ke dil mein samaaye hue hain mere aaqa ki jin par nazar hai donon aalam ki unko khabar hai jinka maqsood unka hi dar hai saare asraa wo paaye hue hain taajdaare madina ke jalwe jin ke dil mein samaaye hue hain aale at-har ka sadqa ata ho muflisi ka hamaari bhala ho aye sakhi aap ke dar pe hum bhi daamane dil bichhaaye hue hain taajdaare madina ke jalwe jin ke dil mein samaaye hue hain tees paaron mein jo kuchh likha hai sar ba sar seerat-e-mustafa hai unki seerat mein jo dhal gaya hai us ...