Tere karam ki ilahi kuchh intiha hi nahi Lyrics


Tere karam ki ilahi kuchh intiha hi nahi
Na ab apna tere siva koi asara hi nahi

Na ho jo jazb ki taseer to sada hi nahi
Dua jo dil se na nikle to fir dua hi nahi


Juka jo dar pe tere pa gaya sukun e hayat
Hata jo dar se suku fir use mila hi nahi

Karoo mai jurrat e shikva majal kya meri
Tere karam se to mehroom mai raha hi nahi

Tere karam ki ilahi kuchh intiha hi nahi
Na ab apna tere siva koi asara hi nahi


Naat Khvan : Qari Wahid Zafar Qasmi

Comments

Popular Naat Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar || Lyrics || Wo Muhammad Madine mein Maujud hai || हमने आँखों से देखा नहीं है मगर || ENG HINDI URDU

Wo Mera Nabi hai Lyrics || Wo Jiske liye Mehfile Konain saji hai || वो मेरा नबी है || वो जिसके लिए महफिले कोनैन सजी है || وو جسکے لئے محفل کَونَیْن سجی ہے || Lyrics

Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasool Allah Lyrics || तेरा खावां में तेरे गीत गावां या रसूलल्लाह || Owais Raza Qadri

Allah humma Sallay Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || अल्लाहुम्म सल्ली अला सैय्यिदिना व मौलाना मुहम्मदिन || ENG HINDI URDU

Maula Ya Salli wa Sallim || Salam Lyrics || मौला या सल्ली व सलीम || Danish & Dawar

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya || गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया || Lyrics || Haifz Tahir Qadri

Shahe Do Alam Salam Assalam || शाहे दो आलम सलाम अस्सलाम || شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام || Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Aye Khatme Rasool Makki Madani || अये खत्मे रसूल मक्की मदनी || اے ختم رسول مکّی مدنی || Lyrics || Hafiz Uzair Akhtari

Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics || अपने मालिक का में नाम लेकर || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & اردو(Urdu)

Madina yaad aata hai Lyrics || मदीना याद आता है

Facebook Page