Posts

Showing posts with the label E

Ik Khawab Sunawan Purnoor Fizawan Lyrics / इक ख्वाब सुणावां पुरनूर फिज़ावां

ik khawab sunawan purnoor fizawan Naat-Khwaan: Rahat Fateh Ali Khan ya nabi salam alaik ya rasool salam alaik salawatulla alaik ya rasool salam alaik ya nabi salam alaik ya habib salam alaik ik khawab sunawan ik khawab sunawan ik khawab sunawan purnoor fizawan aaqaa da mohalla jine arsh nu aala kadi aan farishte kadi jaan farishte sade azlon jud gaye, aaqa naal rishte oh karmaan wala weda, palkaan nal chumda jaawan ik khawab sunawan ik khawab sunawan rab le gaya mennu jado shahar madine ik haji laaya menu gut ke sine kadi piwaan zamzam, kadi padaan namazan meri pahonch jetho tak, mein deya niyazan rab sohne pal wich suneya, mere dil diyan sab duawan ik khawab sunawan ik khawab sunawan aaqaa da weda, palkaan di dhaari dil kare guzara, othe umar mein sari kaabe...

Ek Roz Mominon Tumhein marna zarur hai Lyrics / एक रोज़ मोमिनों तुम्हें मरना ज़रूर है / ایک روز مومنو! تمہیں مرنا ضرور ہے

ek roz mominon tumhein marna zarur hai ek roz mominon tumhein marna zarur hai padte raho namaaz ye qaule rasool hai padte raho namaaz toh chahere pe noor hai padte nahin namaaz ye apna kasur hai apne kiye ki aap saza jald paoge sidhe hi be namazi jahannam mein jaaoge jis roz ke takht pe baithega kibriya us waqt kya kahoge tumhein aayegi haya sharmo haya se us gadi sar ko jukaaoge jannat to kya milegi jahannam mein jaaoge tauba karo khudaara namaazien pada karo makro fareb jhuth se har dam bacha karo masjid khuda ka ghar hai ibaadat ka kaam hai duniya ka kaam karna to mutlak haraam hai padte hein jo namaaz jamaa'at se sar b sar tayyar kar rahe hein wo jannat mein apna ghar bakhshaayeinge khuda se use shaahe bahero bar muslim ne aur bukhari ne likhi hai ye khabar jo tark ki namaz to wo naash ho gaya jisne padhi namaz to wo paak ho gaya ...

इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो / Izn-e-Taiba Mujhe Sarkar-e-Madina dedo Lyrics / اِذنِ طیبہ مجھے سرکارِ مدینہ

izn-e-taiba mujhe sarkar-e-madina dedo izn-e-taiba mujhe sarkar-e-madina dedo le chale mujhko jo tayba wo safeena dedo yaad-e-tayba mein tadapne ka kareena dedo chashm-e-tar soze jigar shahe madina dedo chaar yaaron ka tujhe wasita deta hoon shaha apna gham mujhko shahensha-e-madina dedo sadqa shahzadi-e-kaunain ka pyare aaqa mujhko dedo mere sarkar-e-madina dedo waqt-e-akhir hai chali jaan rasool-e-akram ik jhalak apni shahensha-e-madina dedo kasrat-e-maal ki aadat se bacha kar aaqa apne attar ko ulfat ka khazeena dedo इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो इज़्न-ए-तैबा मुझे सरकार-ए-मदीना दे दो ले चलें मुझको जो तैबा वो सफीना दे दो याद-ए-तैबा में तड़पने का करीना दे दो चश्म-ए-तर, सोज़-ए-जिगर, शाह-ए-मदीना दे दो चार यारों का तुझे वसीला देता हूं शाहा अपना ग़म मुझको शहंशाह-ए-मदीना दे दो सदक़ा शहज़ादी-ए-कौनैन का प्यारे आका मुझको दे दो, मेरे ...

Ek Fatima ke laal ko pani nahin diya Lyrics / एक फ़ातिमा के लाल को पानी नहीं दिया है / ایک فاطمہ کے لال کو پانی نہیں دیا ہے

ek fatima ke laal ko paani nahin diya hai Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri ek fatima ke laal ko paani nahin diya hai ek fatima ke laal ko paani nahin diya hai ek katra nahin tauheed ke pyaase ke liye band hai naher muhammad ke nawase ke liye khoon-e-shabbir se mehnga hua bartar paani kaun de aabide beemaar ko laakar paani saqī-e-kausar o tasneem hai jiska naana karbala mein hai wahi teen dinon ka pyaasa badla laeen tune kis jurm ka liya hai ek fatima ke laal ko paani nahin diya hai ek fatima ke laal ko paani nahin diya hai mashk thāme hue abbaas alamdaar chale naher ki simt wo paani ke talabgaar chale lashkar-e-shimr ne ki teeron ki baarish itni ho gaye hazrat-e-abbaas ke baazu chhalli ae sitamgar tera is par bhi kaleja na hila haa'e nanhi si sakiina ko bhi paani na diya ye charkh kya karega sitam tune jo kiya hai ek fatima ke laal ko paani nahin diya hai ek fa...

Ek Main hi nahi Un par Qurban Zamana hai Lyrics / एक मैं ही नहीं उन पर क़ुर्बान ज़माना है

ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai kal pul se hamein jisne, khud paar lagaana hai zahra ka wo baaba hai, hasnain ka naana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai aao dar-e-zahra par failaaye hue daaman hai nasl kareemon ki, lajpaal gharaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai izzat se na mar jaayein, kyun naam-e-muhammad par yunhi kisi din humne duniya se toh jaana hai ek main hi nahin un par qurbaan zamaana hai jo rabb-e-do aa'lam ka mahboob yagaana hai sarkaar-e-madina ki hun pasht-e-panaahi mein duniya ki hai kya parwaah, dushman jo zamaana hai ...

Eid Mubarak || Aayat Arif || New Eid Nasheed || ईद मुबारक

Roman (ENG) : Mubarak Eid Mubarak ! Mubarak Eid Mubarak ! khushbu lagaake, sheer-khurma khake hathon me.n ham apni mehndi lagake mangenge Eidi kahenge ye ham Pyari Mama ! Pyare Baba ! Eid Mubarak Sabko, Sabko, Sabko, Sabko, Eid Mubarak Chudi pehen ke, Kaajal laga ke Mathe pe Ham apne tikar saja ke Mangenge Eidi kahenge Ye Ham Pyari Nani ! Pyari Dadi ! Eid Mubarak Sabko, Sabko, Sabko, Sabko, Eid Mubarak Mubarak Eid Mubarak !  Mubarak Eid Mubarak ! Mubarak Eid Mubarak ! Mubarak Eid Mubarak ! Milne Saheli se jaungi Eid pe Main Apne kapde dikhaungi Eid pe Kehke saheli ko Eid-e-Mubarak Mein rishtedaro.n ke jaungi Eid pe Khala ke jake, Fuffu ke jake Mamu ke, chachi ke, taaya ke jake Mangenge Eidi kahenge Ye Ham Pyari chachi ! Pyare chachu ! Eid Mubarak Sabko, Sabko, Sabko, Sabko, Eid Mubarak Le kar Main aayi hun Paygam Eid pe Sab ko sunane hein Ahkam Eid pe Paana hai gar Eid ki barkaton ko Karne hein Ye Hamko chand kam Eid pe Us Din garibon yateemon ke jake Eidi se ham apni khana khilake...

Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Lyrics || Ramzan Special || Aayat Arif || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Roman(Eng) : Aakhirat ko karne aasaan aaya hai Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Samjo to Qismat mein likkha hai ye Ramzaan Isi liye to Hamne Paaya hai ye Ramzaan Khuda ka Hampe banke Ahesaan aaya hai Aakhirat ko karne aasaan aaya hai Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Muflis ki Jholi bhi Tu bhar de Aye Maula Be-Ghar Jo hein Unko Tu Ghar de Aye Maula Kar paaun kuchh acchha miskinon ki khaatir Aesa Muje Tawangar Tu kar de Aye Maula Mauka banke Phir se Ramzaan aaya hai Aakhirat ko karne aasaan aaya hai Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Kharch kareinge Allah ki Raah mein Apna Maal Is Ramzaan ka aese Ham kareinge Istiqbaal Jaise Ghar mein koi Mehmaan aaya hai Aakhirat ko karne aasaan aaya hai Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai हिंदी (Hindi): आख़िरत को करने आसान आया है एक बार फिर से रमज़ान आया है समजो तो क़िस्मत में लिखा है ये रमज़ान इसी लिए तो हमने पाया है ये रमजान खुदा का हम पे बनके अहसान आया है आख़िरत को करने आसान आया है एक बार फिर से रमज़ान आया है मुफ़लिस की झोली भी तू भर दे अये मौला बे-घर जो हैं उन...

Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana Lyricas || Milad Raza

Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana Fir Aur na Kuchh Mange Sarkar ka Diwana Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana Pal Pal Mera Dil Tadpe Din Raat kare Zari Kab Aaun Madine mein Kab aaye Meri bari Kab Jaake Mein dekhunga Darbar Won Shahana Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana Is Aas pe Jeeta hun Ek Roz bulayenge Aur Gumbade Khazra ka Deedarv karayenge Fir Pesh karunga Mein Ashkon bhara Nazrana Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana Bechain Nigahon ko Deedar ata kardo Daman Mera Khushiyon se Ya Shahe Umam bhar do Aabad Khuda rakkhe Aaqa Tera Maikhana Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana Itni si Tamanna hai ho jaaye Agar Puri Jaa Dekhun Madina Mein ho jaaye Jo Manzuri Bin Deed kiye Shaha Mar Jaye na Diwana Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Imdad kun Imdad kun Lyrics | Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन | या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा