Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana Lyricas || Milad Raza

Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana
Fir Aur na Kuchh Mange Sarkar ka Diwana

Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana

Pal Pal Mera Dil Tadpe Din Raat kare Zari
Kab Aaun Madine mein Kab aaye Meri bari
Kab Jaake Mein dekhunga Darbar Won Shahana

Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana





Is Aas pe Jeeta hun Ek Roz bulayenge
Aur Gumbade Khazra ka Deedarv karayenge
Fir Pesh karunga Mein Ashkon bhara Nazrana

Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana

Bechain Nigahon ko Deedar ata kardo
Daman Mera Khushiyon se Ya Shahe Umam bhar do
Aabad Khuda rakkhe Aaqa Tera Maikhana

Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana

Itni si Tamanna hai ho jaaye Agar Puri
Jaa Dekhun Madina Mein ho jaaye Jo Manzuri
Bin Deed kiye Shaha Mar Jaye na Diwana

Ek Baar Madine mein ho jaye Mera Jaana

Comments

  1. Uniq and the best and heart touching naat jitni tareef karen utni kam mere aaqa ki aur aap ki aawaz masha allah

    ReplyDelete

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu