Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Lyrics || Ramzan Special || Aayat Arif || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)


Roman(Eng) :


Aakhirat ko karne aasaan aaya hai
Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai

Samjo to Qismat mein likkha hai ye Ramzaan
Isi liye to Hamne Paaya hai ye Ramzaan
Khuda ka Hampe banke Ahesaan aaya hai

Aakhirat ko karne aasaan aaya hai
Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai

Muflis ki Jholi bhi Tu bhar de Aye Maula
Be-Ghar Jo hein Unko Tu Ghar de Aye Maula
Kar paaun kuchh acchha miskinon ki khaatir
Aesa Muje Tawangar Tu kar de Aye Maula
Mauka banke Phir se Ramzaan aaya hai

Aakhirat ko karne aasaan aaya hai
Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai

Kharch kareinge Allah ki Raah mein Apna Maal
Is Ramzaan ka aese Ham kareinge Istiqbaal
Jaise Ghar mein koi Mehmaan aaya hai

Aakhirat ko karne aasaan aaya hai
Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai


हिंदी (Hindi):


आख़िरत को करने आसान आया है
एक बार फिर से रमज़ान आया है

समजो तो क़िस्मत में लिखा है ये रमज़ान
इसी लिए तो हमने पाया है ये रमजान
खुदा का हम पे बनके अहसान आया है

आख़िरत को करने आसान आया है
एक बार फिर से रमज़ान आया है

मुफ़लिस की झोली भी तू भर दे अये मौला
बे-घर जो हैं उनको तू घर दे अये मौला
कर पाऊं कुछ अच्छा मिस्कीनों की खातिर
ऐसा मुझे तवंगर तू कर दे अये मौला
मौका बन के फिरसे रमजान आया है

आख़िरत को करने आसान आया है
एक बार फिर से रमज़ान आया है

खर्च करेंगे अल्लाह की राह में अपना माल
इस रमज़ां का ऐसा हम करेंगे इस्तिक़बाल
जैसे घर में कोई मेहमान आया है

आख़िरत को करने आसान आया है
एक बार फिर से रमज़ान आया है

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu