Posts
Showing posts with the label lyrics
- Get link
- X
- Other Apps
behr-e-deedaar mushtaaq hai har nazar aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye behr-e-deedaar mushtaaq hai har nazar donon aalam ke sarkaar aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye chaandani raat hai aur pichhla peher donon aalam ke sarkaar aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye saamne jalwagar paikare noor ho munkiron ka bhi sarkaar shak door ho karke tabdeel ek din libaase bashar donon aalam ke sarkaar aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye shaame ummeed ka ab sawera hua soo-e-tayba nigaahon ka dera hua bichh gayi raah mein farshe qalbo jigar donon aalam ke sarkaar aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye aaqa aa jaiye dil ko toota hua aabgheena liye shola-e-ishq ka toore seena liye kitne gayal khade hain saare r...
- Get link
- X
- Other Apps
maalik ne banaaye saare, ye dono jahaan ke nazare aaye lakhon payambar jahaan mein magar koi allah ko itna pyaara nahin arshe aazam pe ek mustafa ke siwaa phir khuda ne kisi ko pukaara nahin jo muhammad ki ulfat ka qaaeel nahin dono aalam mein uska guzaara nahin khud khuda wande aalam ne farmaan diya jo nabi ka nahin wo hamaara nahin ye muhabbat aqeedat hai ehsaaan hai ye nawazish meharbani ye shaan hai meri ummat jahannam ka munh dekh le ye rasool-e-khuda ko gawaara nahin jafa karne wale wafaa kab karega bata to sahi faisla kab karega seher ho chuki iltija kab karega tu sajde mein jaake dua kab karega qaza karne waala ada kab karega ibaadat khuda ki bataa kab karega jo waada kiya hai wafaa kab karega dil-o-jaan un par fidaa kab karega marz badh raha hai dawaa kab karega maalik ne banaaye saare, ye dono jahaan ke nazare nabi ke waaste, nabi ke waaste allah ne dekho utaare, quraan ke teesno paare nabi ke waa...
- Get link
- X
- Other Apps
Mein Adnaa Gadaa hun Karam ki Nazar ho Badaa Be Nawaa hun Karam ki Nazar ho Mein Ranjooro Majboor hun Shahe Tayba Mein BeDasto Paa hun Karam ki Nazar ho Chashme Rahemat Ba Kusha Soo-e-Manandaze Nazar Aye Qureshi Lakabo Hashami o Muttalabi Mein Adnaa Gadaa hun Karam ki Nazar ho Bahot Thokarein khayin Duniya Jahaan ki Mein Zakhmi hua hun Karam ki Nazar ho Tere Dar ka Chaahkar Tera Naam Lewa Mein Tera Gada hun Karam ki Nazar ho Duroodo Salaamon ke Haaron koThaame Mein Dar par Khada hun Karam ki Nazar ho Uthaale Mujhe Dastaghire Do Alam Mein Be Dam Padha hun Karam ki Nazar ho Ye hai Arze Ilyas Aye Shafa-e-Kull Badha Be-Nawa hun Karam ki Nazar ho
- Get link
- X
- Other Apps
Roman (Eng) : Abdul Qadir Al Jilani , Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani , Abdul Qadir Al Jilani Saare Jahan mein Charcha Tera , Abdul Qadir Al Jilani Jisko Dekha Tera Diwaana , Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Hish na Aaye Hosh Udh Jaaye , Kaun hai Wo Jo Hosh mein Laaye Tum Jo Uthaao Rukh se Parda , Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Tera Jalwa Unka Jalwa , Unka Jalwaa Tumse Zahir Mazhar Tu hai Mere Nabi ka , Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Mein hun Aur Badhdad ki Galiyan , Tera Karam hai Shahe Jilaan Kaise Yakeen Aaye mein Pahuncha , Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Gyarwih waale Peere Peeraan , Laaj rakho Tum Meere Meeraan Khaali na Jaaye Tera Mangtaa , Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Abdul Qadir Al Jilani Peero Murshid Hath Pakad lo , Aah ! Gunahon ka hai Rela Karta hun Tere Hath pe Tauba , Abdul Q...
- Get link
- X
- Other Apps
Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Sun le Aye Maula Hamari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Kar rahi hein Meri AAnkhein Mere Lab Bar Zabane Aaho Zari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Ab agar so jayein Ham to Khwab mein Mustakil rehti hai Jaari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Bakhsh de Meri Khata Karti hai Arz Meri Tauba Sharmsari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Tere hi Darbar mein bande Tere Karte hein sab bari bari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Aur kahan jayein so karte hein Nadeem Ham Khuda ke Dar pe Sari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...







.png)

