Aisa Lagta hai Madine Jald Wo bulwayeinge Lyrics


Aisa Lagta hai Madine Jald Wo bulwayeinge
Jayeinge Jakar Unhe Zakhme Jigar Dikhlayeinge

Wo Agar Chaheinge to Aesi nazar Farmayeinge
Khub royeinge pachhadon par pachhade khayeinge

Maut ab to Gumbade Khazra ke saye mein mile
Kab tak Aaqa Darbadar ki thokarein Ham khayeinge

Aye Khusha Takdeer se gar Hamko Manzuri mili
Rakh ke Sar Dehliz par Sarkar ki mar jayeinge

Khuld mein hoga Hamara Dakhila Is Shan se
Ya Rasulallah ka Naara lagate jayeinge

Hashr mein Kaise Sambhalunga Mein Apne Aapko
Aa Mere Attar !  Aa Wo Jab Wahan Farmayeinge

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا