- Get link
- X
- Other Apps
ya husain ibne ali kehte hein ye saare ghulaam
ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam
sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam
teer laga nanhe asghar ko, phool sa chehra murjhaaya
dekh shaherbanu, bachche ko god mein leke farmaaya
hoze kausar ka pee lena jaam, aapko salaam
ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam
sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam
jabr ke aage sabr khada tha, zulm-o-sitam ko rok kar
jinko hua deedaar khuda ka, khanjar ki us nok par
dekho shaheedon ka hai ye maqaam, aapko salaam
ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam
sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam
jinki peshaani ka bosa pyaare nabi farmaate the
bachpan mein jibraeel-e-ameen bhi jhula jhulaane aate the
wo hain nawaasa-e-khairul anam, aapko salaam
ya husain ibne ali kehte hain ye saare ghulaam
sab ghulaam aapko salaam, aapko salaam
aye husain ibne ali, zohra ke dilbar assalaam
aye shaheed-e-karbala, aye deen ke raahbar assalaam
karbala mein aapne haq ke liye hai jaan di
aapka kaunain mein saani nahin, ibne ali
zulm ke aage jhukaaya aapne kab apna sar
aap par nazaan na ho kyun, sayyid-e-khairul bashar
aap hi ne deen-e-haq ko takmil tak pahunchaayi hai
aapki qurbani aye ibne ali rang laayi hai
hashr tak roye gi yunhi badnaseebi par furat
aapka deedaar jo karne na paayi uski zaat
duniya luta ke deen ki daulat khareed li
kauno makaan se izzat-o-azmat khareed li
jaate the raah-e-haq mein sadaqat khareed li
nana se deen, baap se taaqat khareed li
maa se hasan-husain ne jannat khareed li
या हुसैन इब्ने अली कहते हैं ये सारे ग़ुलाम
या हुसैन इब्ने अली कहते हैं ये सारे ग़ुलाम
सब ग़ुलाम आपको सलाम, आपको सलाम
तीर लगा नन्हे असग़र को, फूल सा चेहरा मुरझाया
देख शहेरबानू, बच्चे को गोद में लेकर फ़रमाया
हौज़-ए-कौसर का पी लेना जाम, आपको सलाम
या हुसैन इब्ने अली कहते हैं ये सारे ग़ुलाम
सब ग़ुलाम आपको सलाम, आपको सलाम
जबर के आगे सब्र खड़ा था, ज़ुल्मो-सितम को रोक कर
जिनको हुआ दीदार ख़ुदा का, ख़ंजर की उस नोक पर
देखो शहीदों का है ये मुक़ाम, आपको सलाम
या हुसैन इब्ने अली कहते हैं ये सारे ग़ुलाम
सब ग़ुलाम आपको सलाम, आपको सलाम
जिनकी पेशानी का बोसा प्यारे नबी फ़रमाते थे
बचपन में जिबरील-ए-अमीन भी झूला झुलाने आते थे
वो हैं नवासे-ए-ख़ैरुल अनाम, आपको सलाम
या हुसैन इब्ने अली कहते हैं ये सारे ग़ुलाम
सब ग़ुलाम आपको सलाम, आपको सलाम
ऐ हुसैन इब्ने अली, ज़हरा के दिलबर अस्सलाम
ऐ शहीद-ए-कर्बला, ऐ दीन के राहबर अस्सलाम
कर्बला में आपने हक़ के लिए है जान दी
आपका कौनैन में सानी नहीं, इब्ने अली
ज़ुल्म के आगे झुकाया आपने कब अपना सर
आप पर नाज़ां न हो क्यों, सैय्यद-ए-ख़ैरुल बशर
आप ही ने दीन-ए-हक़ को तकमील तक पहुँचाई है
आपकी क़ुर्बानी ऐ इब्ने अली रंग लाई है
हश्र तक रोएगी यूँ ही बदनसीबी पर फरात
आपका दीदार जो करने न पाई उसकी ज़ात
दुनिया लुटा के दीन की दौलत ख़रीद ली
कौनो मकाँ से इज़्ज़त-ओ-अज़मत ख़रीद ली
जाते थे राह-ए-हक़ में सदाक़त ख़रीद ली
नाना से दीन, बाप से ताक़त ख़रीद ली
माँ से हसन-हुसैन ने जन्नत ख़रीद ली
یا حسین ابن علی کہتے ہیں یہ سارے غلام
یا حسین ابن علی کہتے ہیں یہ سارے غلام
سب غلام آپ کو سلام، آپ کو سلام
تیر لگا ننھے اصغر کو، پھول سا چہرہ مرجھایا
دیکھ شہربانو بچے کو گود میں لے کے فرمایا
حوضِ کوثر کا پی لینا جام، آپ کو سلام
یا حسین ابن علی کہتے ہیں یہ سارے غلام
سب غلام آپ کو سلام، آپ کو سلام
جبر کے آگے صبر کھڑا تھا، ظلم و ستم کو روک کر
جن کو ہوا دیدار خدا کا، خنجر کی اُس نوک پر
دیکھو شہیدوں کا ہے یہ مقام، آپ کو سلام
یا حسین ابن علی کہتے ہیں یہ سارے غلام
سب غلام آپ کو سلام، آپ کو سلام
جن کی پیشانی کا بوسہ پیارے نبی فرماتے تھے
بچپن میں جبرائیلِ امین بھی جھولا جھلانے آتے تھے
وہ ہیں نواسہءِ خیرالانام، آپ کو سلام
یا حسین ابن علی کہتے ہیں یہ سارے غلام
سب غلام آپ کو سلام، آپ کو سلام
اے حسین ابن علی، زہرا کے دلبر السلام
اے شہیدِ کربلا، اے دین کے راہبر السلام
کربلا میں آپ نے حق کے لیے ہے جان دی
آپ کا کونین میں ثانی نہیں، ابن علی
ظلم کے آگے جھکایا آپ نے کب اپنا سر
آپ پر نازاں نہ ہو کیوں، سیدِ خیر البشر
آپ ہی نے دینِ حق کو تکمیل تک پہنچائی ہے
آپ کی قربانی اے ابن علی رنگ لائی ہے
حشر تک روئے گی یوں ہی بدنصیبی پر فرات
آپ کا دیدار جو کرنے نہ پائی اُس کی ذات
دنیا لٹا کے دین کی دولت خرید لی
کون و مکاں سے عزت و عظمت خرید لی
جاتے تھے راہِ حق میں صداقت خرید لی
نانا سے دین، باپ سے طاقت خرید لی
ماں سے حسن و حسین نے جنت خرید لی
ya hussain ibne ali lyrics ,
ya hussain ibne ali kehte hai ye sare ghulam lyrics ,
ya hussain ibne ali lyrics in hindi ,
ya hussain ibne ali salam lyrics ,
ya hussain aapki judai mein lyrics ,
ya hussain ibne ali kehte hai ye sare ghulam lyrics hindi ,
ya hussain ibne ali kehte hai ye sare ghulam salam ,
ya hussain ibne ali kehte hai ye sare ghulam ,
ya hussain ibne ali naat lyrics,
ya hussain aapki judai mein gham ke maare salam kehte lyrics,
ya hussain aapki judai mein gham ke maare salam kehte lyrics in hindi ,
ya hussain ali makam tum pe karoron salam ,
ya hussain ali makam tum pe karodo salam ,
ya hussain ibne ali aap ko salam lyrics ,
ya hussain ibne ali lyrics hindi ,
ya hussain ali makam tum pe karoron salam lyrics ,
ya hussain ibne ali kehte hai ye sare ghulam salam lyrics ,
ya hussain ibne ali kahate hain sare gulam ,
ya hussain ali makam ,
ya hussain ibne ali hum tumhare sab ghulam,
ya hussain ibne ali lyrics in urdu ,
ya hussain ya hussain lyrics in hindi ,
ya hussain aapko salam,
ya hussain ali makam tum pe karodo salam lyrics ,
ya hussain ibne ali naat lyrics in urdu ,
ya hussain ibne ali aap ko salam ,
ya hussain ibne ali naat lyrics in hindi ,
ya hussain ibn e ali lyrics ,
hussain naat lyrics in hindi ,
ya hussain ibn ali lyrics,
ya hussain aapki judai mein ,
ya hussain aapki judai mein lyrics in hindi,
ya hussain ibne ali lyrics in english ,
hussain ibne ali lyrics ,
या हुसैन इब्ने अली कहते हैं सारे गुलाम ,
या हुसैन आली मकाम तुम पे करोड़ों सलाम ,
ya hussain ibne ali kehte hai ye sare ghulam sabir ghulam aap ko salam ,
या हुसैन इब्ने अली कहते हैं सारे गुलाम आपको सलाम ,
ya hussain ibne ali lyrics salam ,
या हुसैन इब्ने अली
More Lyrics :
chhote majid kavvali
husain
husain mankabat
manqabat
moharam
muharram special
Y
ya husain
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam ...
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...







.png)



Please PURA karo is Salaam Ko.
ReplyDeleteYe Salaam adha hain
Ya Hussain Ya Husain Ibne Ali Kehte Hai Ye Sare Gulam Sab Gulam Aapko Salam Aapko Salam
Delete1): Mahe Muharam Har Momin ke Dil Ko Tadpa Jaye Hai
zikrr Hussini Karke Har Ik momin rota Jaye
Kesa Hai Ye (3) Sabr Ka Makaam Aapko Salam (2)
2: ) Teer Laga Nanhe Asgar Ko
Ful Sa Chehra Murjaya
Dekh Sherbanu Bache ko God Me Leke Faramaya
Houze Kousar (3) Ka Pilena Zaam Aapko Salam (2)
3:) Kheme Me Wo Bali Sakina Pyasi Thi Bechain Thhi
Sukhe lab thhe khusk gala thha roti huyi do nain Thhi
Jinke Kabje (3) Me ZamZam Tamam Aapko Salam
4:) Jabr Ke Aage Sabar Khada Thha Zulm Sitam Ko Rokne
jinko Hua Deedar Khuda Ka Khanjar Ki Us Nok Par
Dekho Saheedo (3) ka Hai Ye Makaam
5:) Jinki Paisani Ka Bosa Pyare Nabi Farmate Thhe
Bachpan Me Jibril A Amin Bhi Jula Julane Aate Thhe
Wo Hai Nawasa (3) A Khairul A Naam Aapko
Salam
6:) Rehmate Aalam Nana Hai To Rehbare Aalam Hai Hussain
Jinse Mili Hai Deen Ko Roshni Ese Muajam Hai hussain
Wo Hai Imamo (3) ke Besaq Imam Aapko Salaam
Bhai bahut bahut shukriya Aapka
DeleteMaje video
DeleteSub'han'Allah Masha'Allah dilko humesha chuu jati hai rula jati hai, baatein Hussain Alayhissalam ki,
ReplyDeleteAaqa Hussain Alayhissalam pe lakho salaam. Tamam Shahid e Qarbala pe Lakho Salaam.
Masha Allah dil ko shukoon milta h jab bhi sunta h
ReplyDeleteMashaAllah
ReplyDeleteMashallah shukriya mere bhai majid shola aur jisne bhi lyrics likha shukriya mera bhai
ReplyDelete