Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa parwaane ko charaag to bulbul ko phool bas siddeeq ke liye KHuda ka rasool bas mustafa ka ham-safar, abu bakar, abu bakar gali-gali, nagar-nagar, abu bakar, abu bakar lutaaya jisne apna ghar, abu bakar, abu bakar ahesaan jiska deen par, abu bakar, abu bakar hei.n charche jiske 'arsh par, abu bakar, abu bakar lagega naara farsh par, abu bakar, abu bakar saalar -e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara duniya-e-sadaaqat mei.n tera naam rahega siddiq tere naam se islaam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara siddiq ke gustaakh se to jang rahegi jo inse jalega wahi na-kaam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara be-laus mohabbat ka sila khoob mila hai ta-hashr muhammad ke sang aaraam rahega saalar-e-sahaaba, wo pa...
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
mere ghar mein saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan - English rahmat ka wasila hai, barkat ka wasila hai maula ka dastarkhwaan hai kya, ne'amat ka wasila hai mere ghar mein saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan duniya mein nahin is dastarkhwaan ke jaisa dastarkhwaan mere ghar mein saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan karam karam, allah o nabi ka, karam karam bibi zahra ka karam karam, allah o nabi ka, karam karam bibi zahra ka mashhoor zamaane waalon mein tha dastarkhwaan hasan ka is ghar ka dastarkhwaan bhi hai us dastarkhwaan ka sadqa haan rizq ki tangi door kare hai aisa dastarkhwaan maula ka dastarkhwaan mere ghar mein saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan ho jiske ghar mein rizq ki tangi dastarkhwaan saja le gar kuchh bhi nahin ho paas to bas paani pe nazar dila le phir dekh wasee' karta hai maula, kaisa dastarkhwaan maula ka dastarkhwaan mere ghar mein saja hai aaj, maula ka dastarkhwaan karam karam, allah o nabi ka, karam k...
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
saare nabiyon ke ohade bade hei.n ambiya aur rasool kitne aaye sabke rutbe KHuda ne badaaye pyaare aaqa ka rutba juda hai haan wohi khaatam-ul-ambiya hai saare nabiyon ke ohade bade hei.n lekin aaqa ka mansab juda hai wo imaam-e-saf-e-ambiya hai unka rutba bado.n se badaa hai koi lafzon mein kaise bataade unke rutbe ki had hai to kya hai humne apne bado.n se suna hai sirf allah unse bada hai khatam-ul-ambiya, mustafa ! mustafa ! naam jannat ka tumne suna hai maine uska nazaara kiya hai mai.n yahaa.n se tumhei.n kya bataadu.n unki nagri ki galiyo.n mei.n kya hai mustaqeel unki chokhat ata ho mere mahboob ye iltija hai koi puchhe to ye keh sakun Mein baab-e-jibreel mera pataa hai khatam-ul-ambiya, mustafa ! mustafa ! wo jo ek shahr-e-noor-ul-huda hai jalwa-gaaho.n ka ek silsila hai jiski har sub'ha shams-ud-duha hai ...
shaah-e-do 'aalam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam karo duur har Gam salaam assalaam har aankh hoke pur-nam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam a Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam rabb ne baDe pyaar se me'raaj me.n kahaa rahne do naa'lain ko aa jaao mustafaa qadam-e-mustafaa ka liyaa arsh ne bosaa jhuum uthe saare malaa.ik o marhabaa maa.nge jo nabii rab ne vo diyaa rab ne jo diya, nabii ne vo liyaa jhuuka 'arsh-e-aa'zam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam aapne jo kar diyaa u.nglii ka ishaaraa chaand do tukDe hua qurbaan ho gayaa jab namaaz-e-'asr 'ali ki hui qazaa aapne suraj ko dubaaraa palat diyaa aap jo kiye, mo'jize bane aap ...
Masha Allah
ReplyDeleteLast verse corrections*...
ReplyDeleteChadare *Zahra ka saya hai Mere Sar par *naseer
Faize Nisbat dekhiye Nisbat bhi *Zahraee mili
*nigah-e-Mustafa ka mojza
ReplyDeleteKalam syed peer Naseeruddin Naseer Rehmatullha Alaiy
ReplyDelete