Posts

Showing posts with the label shakir razvi

Ya Mustafa Ya Mujtaba Lyrics || Qari Rizwan Khan || Roman(ENG) & हिंदी(HINDI)

Roman(ENG): Ya Mustafa Ya Mujtaba Ya Mustafa Ya Mujtaba Dikhaaya Jo Taybaah ka Mujko nazaara Ata karde bakhshish ka muzda Khudaara Ya Mustafa Ya Mujtaba Ya Mustafa Ya Mujtaba Ye Ummat ki kashti bhanwar mein fasi hai Mile Isko Rehmo Karam ka kinaara Ya Mustafa Ya Mujtaba Ya Mustafa Ya Mujtaba Hamaare Saron se chhate gam ke baadal Karo Aap gar ungaliyon se ishaara Ya Mustafa Ya Mujtaba Ya Mustafa Ya Mujtaba Base Mere Dil mein Shahe deen ki ulfat Tumhaare liye jaan kar dun nisaara Ya Mustafa Ya Mujtaba Ya Mustafa Ya Mujtaba Hai peshe nazar Mere Roze ki jaali Karam karde aasin pe Aaqa Khudaara Ya Mustafa Ya Mujtaba Ya Mustafa Ya Mujtaba Meri Rooh tan se juda jab ke howe Karun waqte rukhsat bhi Tera nazaara Ya Mustafa Ya Mujtaba Ya Mustafa Ya Mujtaba Sanwar jaaye Shakir ki qismat yakinan Agar Aap kehdo ke Tu hai Hamara Ya Mustafa Ya Mujtaba Ya Mustafa Ya Mujtaba हिंदी(HINDI): या मुस्तफा या मुज्तबा या मुस्तफा या मुज्तबा दिखाया जो तयबाह का मुझको नज़ारा...

Aj Aashikaane Jashn manaae Ke Aamena da laal aa gaya Lyrics

Aamena da laal aa gaya Aamena da laal aa gaya Aj Aashikaane Jashn manaae Ke Aamena da laal aa gaya Ta yun galiyaan baazaar sajaae Ke Aamena da laal aa gaya Khiar karma di joli wich paiye Teri Rabb ne Halima sun lai aye Tere kar dere noora ne laaye Ke Aamena da laal aa gaya Aj Aashikaane Jashn manaae Ke Aamena da laal aa gaya Ta yun galiyaan baazaar sajaae Ke Aamena da laal aa gaya Sona aaya te dukh muk gaye ne , Kethe jaake andhere lukh gayene Aj har base noorane chhaye , Ke Aamena da laal aa gaya Aj Aashikaane Jashn manaae Ke Aamena da laal aa gaya Ta yun galiyaan baazaar sajaae Ke Aamena da laal aa gaya Aj maniya de Paak chad gaye ne , Aj sunniya nu jaag chad gaye ne Kaiyaan ron waale munh ne banaye , Ke Aamena da laal aa gaya Aj Aashikaane Jashn manaae Ke Aamena da laal aa gaya Ta yun galiyaan baazaar sajaae Ke Aamena da laal aa gaya Sone gal naal lona aj odh ke , Taayun fir de yateem sinaa taan ke Taayun gali gali shor machaye , Ke Aam...

Mera Maslak hai Ya Rasulallah Lyrics

Mera Maslak hai Ya Rasulallah Meri pehchaan Ya Rasulallah Kitna meetha hai Ya Rasulallah Lab pe rehta hai Ya Rasulallah Sab gamon se najaat paane ka Ek wazifa hai Ya Rasulallah Dile Munkir ko cheerne ke liye Kaam aata hai Ya Rasulallah Shakhs lagta hai Wo bada pyara Jo bhi kehta hai Ya Rasulallah Kaun deewaana hai jo maheshar mein Kehta firtaa hai Ya Rasulallah Maa ki aagosh mein the jab Shaakir Tab se sikha hai Ya Rasulallah

Dil ki Duniya ko sajao Aaqa Lyrics

Dil ki Duniya ko sajao Aaqa Apni Ulfat mein jilao Aaqa Shoqe Deedar mein soun jis shab Apna Deedar karao Aaqa Apni Ulfat mein jilao Aaqa Dil ki Duniya ko sajao Aaqa Mere Dil ki hai Tamanna har dam Apna Ghar isko banao Aaqa Hubbe Duniya se bachana Mujko Mujko Apna hi banao Aaqa Fikre Duniya mein na aansu niklen Apni Ulfat mein rulao Aaqa Jitne Momin hein pareshan hein Data Sabki bigdi ko banao Aaqa Shakire Razvi hai aasi Shaha Muzda bakhshish ka sunao Aaqa

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Husain Tumko Zamaana Salaam kehta hai Lyrics / हुसैन तुमको ज़माना सलाम कहता है / حسین! تم کو زمانہ سلام کہتا ہے

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Karbala ke Jaan Nisaron ko salam Lyrics / कर्बला के जाननिसारों को सलाम / کربلا کے جان نثاروں کو سلام

Mere Husain Tujhe Salaam Lyrics / मेरे हुसैन तुझे सलाम / میرے حسین تجھے سلام

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics / उस हुसैन इब्न-ए-हैदर पे लाखों सलाम / اس حسین ابنِ حیدر پہ لاکھوں سلام

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Hum Husain wale hein Lyrics / हम हुसैन वाले हैं / ہم حسین والے ہیں