Posts

Showing posts with the label khalid naat

Gham sabhi Rahat-o-Taskeen mein dhal jate hein Lyrics / ग़म सभी राहत-ओ-तस्कीन में ढल जाते हैं / غم سبھی راحت و تسکین میں ڈھل جاتے ہیں

gham sabhi rahat-o-taskeen mein dhal jaate hain gham sabhi rahat-o-taskeen mein dhal jaate hain jab karam hota hai haalat badal jaate hain unki rehmat hai khata-posh gunaahgaaron ki khote sikke bhi saare bazaar mein chal jaate hain isme ahmed ka wazeefa hai har ek gham ka ilaaj laakh khatre ho isi naam se tal jaate hain apni aagosh mein le leta hai jab unka karam zindagi ke sabhi andaaz badal jaate hain rakh hi lete hain bharam unke karam ke sadqe jab kisi baat pe deewaane machal jaate hain aa pade hain tere qadmon mein hum bhi ye sunkar jo tere qadmon mein girte hain sambhal jaate hain koi dekhe to zara unki duhai dekar ishq saadiq ho to patthar bhi pighal jaate hain aap ko qaba-e-maqsood hi maano khalid aapke dar pe sab armaan nikal jaate hain kaif-yawar hai wahi qatre jahaan mein khalid sohbat-e-naat se qatre jo uchhal jaate hain ग़म सभी र...

Dare Mustafa ka faqeer hun Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

dar-e-mustafa ka faqeer hu.n dar-e-mustafa ka faqeer hu.n, wohi khaam jabeen-e-niyaaz hai hei.n wahi.n ke tukde naseeb mei.n, mujhe apne bakht pe naaz hai jo bula-bula ke nawaaz de, jo gada ko daulat-e-naaz de ba-juz unke kaun hai dusra, ke jo aisa banda nawaaz hai dar-e-mustafa pe jo aa gira, wo sambhal gaya wo sanwar gaya sabhi marhalo.n se guzar gaya, ke jise teri zaat pe naaz hai mujje zauq-e-'ishqe bilaal de, wohi rang mujhpe bhi daal de tu ghani hai sadqa-e-aal de, tere dar pe joli daraaz hai dar-e-mustafa se koi gada, kabhi na-muraad nahin gaya wohi dar hai KHalid-e-be-nawa, jo gunahgaaron pe baaz hai dar-e-mustafa ka faqeer hu.n. wohi khaam jabeen-e-niyaaz hai hei.n wahi.n ke tukde naseeb mei.n, mujhe apne bakht pe naaz hai

Hai Itni shadeed ab to Tamanna-e-Madina || है इतनी शदीद अब तो तमन्ना-इ-मदीना || Lyrics || Khalid Hasnain

Image
hai itni shadeed ab to tamanna-e-madina Roman(ENG): hai itni shadeed ab to tamanna-e-madina har saans se aati hai sada haaye madina jaagu.n to isi dhun mei.n rahu.n raat gaye tak so jaau.n to khwaabo.n mei.n nazar aaye madina mat aur kisi shahar ki roodaad sunaao shaida-e-madina hu.n mai.n shaida -e-madina  makka tu bhi afzal hai magar itna bataade har shahar se badh kar mujhe kyu.n bhaaye madina ho jaae ata rakht-e-safar izn-e-safar bhi ho jaae karam mujh-pe ab aaqa-e-madina khwaahish hai ke ab jaake na lautu.n mai.n wahaa.n se naazish mujhe taqdeer jo dikhlaae madina है इतनी शदीद अब तो तमन्ना-इ-मदीना हिंदी (HINDI): है इतनी शदीद अब तो तमन्ना-इ-मदीना हर सांस से आती है सदा हाए मदीना जागूँ तो इसी धुन में रहूं रात गए तक सो जाऊं तो ख़्वाबों नज़र आये मदीना मत और किसी शहर की रूदाद सुनाओ शैदा-इ-मदीना हूँ में शैदा-इ-मदीना मक्का तू भी अफ़ज़ल है मगर इतना बता दे हर शहर से बड़ कर मुझे क्यों भाए मदीना हो जाए अता रखते सफर इज़्ने सफर भी हो जाए करम मुझपे अब आक़ा-इ-मदीना ख्वाहिश है के अब जाक...

Huzur denge Zarur denge Lyrics || हुज़ूर देंगे ज़रूर देंगे || Hafiz Tahir Qadri || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Image
Roman(Eng): Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Tum Apna Daman bichha ke Mango Huzur denge Zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge Kareem Daata Raheem Aaqa Ke Dar pe koi kami nahin hai Gadaaon Aansu baha ke Mango Huzur denge zarur denge Jahaan se Maula Ali ne Manga Jahaan se Har ek Wali ne Manga Unhin ke Chokhat pe jake Mango Huzur denge zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge Rasoole Akram ke Aastane Se Maangne ka usool ye hai Durud lab per saja ke Mango Huzur denge zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge Inhin se mazbut karlo Naate Jo deke Ahesan nahin jataate Inhin ko Dil mein basa ke Mango Huzur denge zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge Rasoole Akram ki Naat Khalid Zamaane bhar ko suna chuke ho Huzur ko bhi sunaake Mango Huzur denge zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge हिंदी (Hindi): नबी नबी नबी नबी नबी नबी नबी नब...

Huzur denge Zarur denge Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Image
Roman(Eng): Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Tum Apna Daman bichha ke Mango Huzur denge Zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge Kareem Daata Raheem Aaqa Ke Dar pe koi kami nahin hai Gadaaon Aansu baha ke Mango Huzur denge zarur denge Jahaan se Maula Ali ne Manga Jahaan se Har ek Wali ne Manga Unhin ke Chokhat pe jake Mango Huzur denge zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge Rasoole Akram ke Aastane Se Maangne ka usool ye hai Durud lab per saja ke Mango Huzur denge zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge Inhin se mazbut karlo Naate Jo deke Ahesan nahin jataate Inhin ko Dil mein basa ke Mango Huzur denge zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge Rasoole Akram ki Naat  Khalid Zamaane bhar ko suna chuke ho Huzur ko bhi sunaake Mango Huzur denge zarur denge Dilon ko kaasa banaake Mango Huzur denge Zarur denge हिंदी (Hindi): नबी नबी नबी नबी नबी नबी नबी नबी  तुम अपना दामन बिछा के ...

Apne Damane Shafa'at mein chhupaye rakhna Lyrics

Apne Damane Shafa'at mein chhupaye rakhna Mere Sarkar Meri baat banaye rakhna Kisi Mansab ka talabgar hun na Duniya ka Khak hun Mein Muje Qadmon se lagaye rakhna Isi Mansab ka talabghar hun Mein bhi Aaqa Khak hun Mein Muje Qadmon se lagaye rakhna Aap yaad aaye to fir yaad na aaye koi Gair ki yaad Mere Dil se bhulaye rakhna Unke ho jaao Har ek chiz Unhi se mango Apne Daman mein ahesan paraye rakhna Jab sawa neze pe Khurshide Qayamat hoga Apni Zulfon ke Gunahgar pe saye rakhna Meine mana ke nikamma hun magar Aapka hun Is nikamme ko bhi Sarkar nibhaye rakhna Shayad Is rah se Khalid Mere Aaqa guzre Apni palkon ko sare rah bichhaye rakhna

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Wo Mera Nabi hai, Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں