Ya Mustafa Ya Mujtaba by qari Rizwan khan Lyrics

Ya Mustafa Ya Mujtaba
Ya Mustafa Ya Mujtaba

Dikhaya jo tayba ka mujko nazara
Ata karde bakhshish ka mujda khudara

Ya Mustafa Ya Mujtaba
Ya Mustafa Ya Mujtaba


Ye ummat ki kashti bhanwar mein fasi hai
Mile isko rehmo karam ka kinara
Ya Mustafa Ya Mujtaba

Hamare saron se chhate gham ke badal
Karo aap ghar ungaliyon se ishara
Ya Mustafa Ya Mujtaba

Base mere dil mein shahe deen ki ulfat
Tumhare liye jaan kar dun nisara
Ya Mustafa Ya Mujtaba

Hai peshe nazar mere roze ki jaali
Karam karde aasin pe aaqa khudara
Ya Mustafa Ya Mujtaba

Meri ruh tan se juda jab ke howe
Karun wakte rukhsat bhi tera nazara
Ya Mustafa Ya Mujtaba

Sanwar jaaye Shakir ki kismat yakinan
Agar aap kehdo ke tu hai hamara
Ya Mustafa Ya Mujtaba

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)