Mere Gause Azam Jilani by Yusuf Memon Lyrics

Mai Bekas hun Mai Bebas hun
Sun lo meri pukar meeran
Gause Azam Jilani
Dar pe bulalo Bigdi bana do
Bagdadi Sarkar meeran
Gause Azam Jilani



Dur hun mai Bagdad nagar se
Dur karo ye duri
Aaj dikhado apna jalva
Hasrat kardo poori
Hadio Rehbar Muniso Yavar
Waliyon ke sardar
Hazrat Gause Azam Jilani

Barah baras ki dubi kasti
Tumne pal mai ubhari
Mehboobe sub'hani ho tum
Ye hai shan tumhari
Waliyon ke gulshan mai aayi
Aap ke dam se bahar 
Hazrat Gause Azam Jilani

Allah Allah unka rutba 
Sab waliyon mai aala
Sab nabiyon mai jaise afzal
Kaali kamli waala
Esa rutba esi azmat 
Kaun kare inkar
Hazrat Gause Azam Jilani

Gaus Kutab Abdal Kalandar
Aap ke dar ke sawaali
Jisne jo manga wo paaya
Lauta na koi khali
Bat ta hai Hasanain ka Sadka
Hazrat Gause Azam Jilani

Ham hai parvane unke
Khalkat jinki deewani
Wo hai Muhayyudi Saiyyed
Abdul Qadir Jilani
Gause Azam kardenge 
Ham sabka beda paar
Hazrat Gause Azam Jilani




Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu