Mera Maslak hai Ya Rasulallah Lyrics


Mera Maslak hai Ya Rasulallah
Meri pehchaan Ya Rasulallah

Kitna meetha hai Ya Rasulallah
Lab pe rehta hai Ya Rasulallah

Sab gamon se najaat paane ka
Ek wazifa hai Ya Rasulallah

Dile Munkir ko cheerne ke liye
Kaam aata hai Ya Rasulallah

Shakhs lagta hai Wo bada pyara
Jo bhi kehta hai Ya Rasulallah

Kaun deewaana hai jo maheshar mein
Kehta firtaa hai Ya Rasulallah

Maa ki aagosh mein the jab Shaakir
Tab se sikha hai Ya Rasulallah

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)