Posts
Showing posts with the label gulam mustafa qadri
- Get link
- X
- Other Apps
kaaba dikhade maula! Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allahu allah allahu allahallahu allah allahu allah kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah har aankh chahti hai kaaba dikhade maula! hasrat pukarti hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah koh-e-safa se dodun marwa ki chotiyon tak khwahish machal rahi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah aheram phir pahen kar tauf-e-haram karun main meri dua yahi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah minaar unche unche dikhla de tu haram ke pasti mein zindagi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah yaad-e-haram mein aan...
- Get link
- X
- Other Apps
aye jalwaa-e-janaana Naat-Khwaan: Gulam Mustafa aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ek baar karam farmaana mere khwaab mein aajana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana hasrat hai ke anwaar-e-sarkaare umam dekhein aankhein bhi to hon aisi jin aankhon se ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana roze ke tasawwur mein noor noor hai chehre par aaeena hamein dekhe aaeene ko ham dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana ham chhod ke is dar ko barbaad hue kya kya is dar se lipat jaayein fir unka karam dekhein aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana aye jalwaa-e-janaana har naksh hi roze ka hai jannati nazaara kis naksh ko ham chumein kis naksh ko ham dekhein aye jalwaa-...
- Get link
- X
- Other Apps
aaye mere mustafa marhaba sad marhaba mustafa ya mustafa ..... mustafa ya mustafa mustafa ya mustafa ..... mustafa ya mustafa saara aalam keh utha marhaba sad marhaba aaye mere mustafa marhaba sad marhaba badshah-e-do jahan tumsa koi hai kahaan assalaam aye jaane jaan... khoob badla hai zamaana mustafa kya aa gaye har jagah aamad ka charcha mustafa kya aa gaye mustafa ya mustafa saara aalam keh utha aaye mere mustafa marhaba sad marhaba kharch karta hi rahunga mehfil-e-milaad par jholi mein hai unka sadqa mustafa kya aa gaye mustafa ya mustafa saara aalam keh utha de rahe hain ambiya saare mubaarak-badiyaan eesa ta aadam ka naara mustafa kya aa gaye mustafa ya mustafa saara aalam keh utha kya bigaadengi mera toofaan ki tugyaaniyaan main nahin hoon besahaara mustafa kya aa gaye mustafa ya mustafa saara aalam keh utha main gulaame mustafa hoon marte marte bolu...
- Get link
- X
- Other Apps
pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka Naat-Khwaan: Gulam Mustafa Qadri pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka wirse mein maine paaya hai, sadqaa hussain ka nabiyon ki roze hashr ye farmaishein na ho azaan ho bilaal ki, sajdaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka kaafi hai mere waaste, naqle ghame hussain chaltaa hai har jahaan mein sikka hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka iska saboot de diya asgar ki jhang ne sheron ka sher hotaa hai baccha hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka maidaane hashr ki muje kya fikr ho naseer bhaari hameshaa rehtaa hai paldaa hussain ka pushton se mein naseer hun, mangtaa hussain ka पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का पुश्तों से मैं नसीर हूँ, मंगता हुसैन का विरसे में मैंने पाया है, सदक़ा हुसैन का नबियों की रोज़े हश्र ये फ़रमाइशें ...
- Get link
- X
- Other Apps
Sikka Chalega Amena ka Laal ka Naat-Khwaan: Gulam Mustafa Qadri sikka chalega amena ka laal ka sikka chalega amena ka laal ka purnoor hai zamana subh-e-shabe wilaadat parda utha hai kiska subh-e-shabe wilaadat fasle bahaar aayi shakle nigaar aayi gulzaar hai zamaana subh-e-shabe wilaadat dil jagmaga rahe hein qismat chamak uthi hai faila naya ujaala subh-e-shabe wilaadat roohul ameen ne gaada kaabe ki chhat pe janda ta-arsh uda farera subh-e-shabe wilaadat baanta hai do jahan mein tune ziya ka baada dede hasan ka hissa subh-e-shabe wilaadat aayi nayi hukumat sikka naya chalega aalam ne rang badla subh-e-shabe wilaadat sikka chalega amena ka laal ka sikka chalega amena ka laal ka subh taybaah mein hui bant-ta hai baada noor ka sadqa lene...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(ENG): Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Nabi Mustafa aa gaye Mustafa chha gaye Milaad Hamara hai , Sunni ka Ye Naara hai Is Kaam mein jeena hai , Is Kaam mein marna hai Har haal mein karna hai, Aur karte hi jaana hai Ye Naara Hamaara rahega sadaa, Ye waada Hamara rahega sada Sarkaar se waada hai , Milaad na chhodeinge Milaad Hamara hai , Milaad na chhodeinge Kapde naye paheneinge, Ham khud ko sanwaareinge Aamad pe Juluson ki , caron ko sajaeinge Usshaaq ka Naara hai Milaad na chhodeinge Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Sarkaar se waada hai , Milaad na chhodeinge Milaad Hamara hai , Milaad na chhodeinge Aankhon mein sajaa Sapnaa , Bas Ek Mission Apna De jaaeinge wirse mein , bas Jashn Muhammad ka Naslon ko sikhaana hai , Milaad na chhodeinge Ya Saiyyadi Ya Rasulallah Ya Saiyyadi Ya Rasulallah Sarkaar se waada hai , Milaad na chhodeinge Milaad Hamara hai , Milaad na ch...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng): Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Baharon Phool barsaao , Sitaron Noor barsaao Ke Rehmat ki gadi hai Be karaaron Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Chalo Mehfil sajaate hein Chalo jande lagaate hein Nabi ke Aashikon Galiyaan Sawaaro Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Har Ek shay gungunaati hai , Fazaa bhi muskuraati hai Charaagaan ghar pe karte , Deen Daaron Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Aye Bibi Aamena Tum ko Mubaarak Aamade Aaqa Ye keh kar wirde Dil se Jaan nisaaron ! Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Sajaa kar Masjidein Apni Zamaane ko bataa daalo Khushi Sarkaar ki hai Taabe Daaron ! Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Jumte rehnaa Gulaame Mustafa hun mein Shara...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng): Teri Mehfil mein sajaawaan, Mein Tere Naare laawaan Tere naal bahaaran aaiyan , Ke Ashikaan di gal ban gai Galiyaan mohalle yachi shor mach gayasi Jag Mere Aaqa nu Halima chuk leya Hath mal diyaan reh gaiyaan daiyaan Ke Aashikaan di gal ban gai Tere naal bahaara aaiyan, Ke Ashikaan di gal ban gai Dukha deyaan maareyanu haase mil gaye ne Rodeyaan Yatimaanu sahaare mil gaye Jado Aashikaane khushiyaan manaiyaan Ke Aashikaan di gal ban gai Tere naal bahaara aaiyan, Ke Ashikaan di gal ban gai Makke wich aaiyaan hariyaliyaane Dosto Har paase huiyaan khush hyaliyaane Dosto Gali Gali wich machiyaan duhaiyaan Ke Aashikaan di gal ban gai Tere naal bahaara aaiyan, Ke Ashikaan di gal ban gai Sajnaate weriyaan da pata lag jaana aye Jadh aesi Aaqa da Milaad manaana Jadh sajna ne galiyaan sajaiyaan Ke Aashikaan di gal ban gai Tere naal bahaara aaiyan, Ke Ashikaan di gal ban gai Khizr Madine di bahaar to Mein sadqe Madani de sohne kirdaar to Mein sadqe Jadh...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng) : Maula Mushqil qushaa Maula Mushqil qushaa Haydariam Qalandaram Mastam Banda-e-Murtazaa Ali Hastam Pehswaa-e-Tamaame rindaanam Ke Sage Koo-e-Shehre Yazdaanam Lutaate khub hein Daulat Ali ke Deewaane Hein karte ab bhi Huqumat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Pachhaad dete hein Har Jhang mein Laeenon ko Jo phaad dete hein Aada-e-Deen ke seenon ko Hein rakhte Aesi Shujaa-at Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Jo waqt padhtaa hai Ghar Baar bhi lutaate hein Rizaa-e-Rabb ke liye Sar ko bhi kataate hein Magar na jhukte hein Hazrat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Hai koi Gaus koi Karbalaa ka Dulha hai Koi hai Daata koi Hind ka Shahenshaah hai Hein Aese Saahibe Izzat Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Ali ke Deewaane Munaafiqeen hein darte Ali ke Naare se Shayaateen sar hein pakadhte Ali ke Naare se Lagaake Paate...
- Get link
- X
- Other Apps
Tayba aa raha hai Tayba aa raha hai Tayba aa raha hai Tayba aa raha hai Parcham hawa mein lehraa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Dil Apni manzil ko pa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Meri aqidat ki nisbaton ko Allah ne bakhsha dawaam aesa Jiteji mujko bulva liya hai Wo dekho Tayba aa raha hai Parcham hawa mein lehraa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Dil Apni manzil ko pa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Shamso Qamar bhi hein Jinki chokhat ko chumne ko taras rahe hein Chumne khaaki wo jaa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Parcham hawa mein lehraa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Dil Apni manzil ko pa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Chashme Zadar mein khataein sab ki Ataa-e-Sarvar se maaf hongi Payam khud Rabb sunaa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Parcham hawa mein lehraa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Dil Apni manzil ko pa raha hai Wo dekho Tayba aa raha hai Tumhare mathon ko chum lu Mein Tayba Nagar ke Oh jaane waale Mei...
- Get link
- X
- Other Apps
Mera Maslak hai Ya Rasulallah Meri pehchaan Ya Rasulallah Kitna meetha hai Ya Rasulallah Lab pe rehta hai Ya Rasulallah Sab gamon se najaat paane ka Ek wazifa hai Ya Rasulallah Dile Munkir ko cheerne ke liye Kaam aata hai Ya Rasulallah Shakhs lagta hai Wo bada pyara Jo bhi kehta hai Ya Rasulallah Kaun deewaana hai jo maheshar mein Kehta firtaa hai Ya Rasulallah Maa ki aagosh mein the jab Shaakir Tab se sikha hai Ya Rasulallah
- Get link
- X
- Other Apps
Kahan Jaun mein Aye Mere Shaha Tere dar pe aake khada hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Muje bhik do Muje bhik do Teri bhik par Muje naaz hai Teri bhik par hi pala hun mein Muje bhik do Muje bhik do Tere dar pe sar ko juka liya Mein Apna aap mita liya Isi waste Meri Shan hai Teri Khake Paa se juda hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Yehi Khas hai Yehi aam hai Tere Naamse Mera naam hai Meri laaj hai Tere hath mein Tere aastan ka gada hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Ali Maula Zahra ke chain ka Muje Sadqa do Hasanain ka Nahin Mera Tere siwa koi Tere aastan pe pada hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Mere dard se Tu hai aashna Mere dil mein kya hai Tuje hai khabar Mere ashq mein Mera ishq hai Inhin aansuon mein chhupa hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Meri zaat Tujse chhupi nahin Jo mili hai Mujko ye Roshni Tere Noor se hai ziya Meri Teri bhik se hi Ziya hun Mein Muje bhik do Muje bhik do Teri bhik par Muje naaz hai Teri bhik par hi pala hun...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام
shaah-e-do 'aalam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam karo duur har Gam salaam assalaam har aankh hoke pur-nam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam a Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam rabb ne baDe pyaar se me'raaj me.n kahaa rahne do naa'lain ko aa jaao mustafaa qadam-e-mustafaa ka liyaa arsh ne bosaa jhuum uthe saare malaa.ik o marhabaa maa.nge jo nabii rab ne vo diyaa rab ne jo diya, nabii ne vo liyaa jhuuka 'arsh-e-aa'zam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam aapne jo kar diyaa u.nglii ka ishaaraa chaand do tukDe hua qurbaan ho gayaa jab namaaz-e-'asr 'ali ki hui qazaa aapne suraj ko dubaaraa palat diyaa aap jo kiye, mo'jize bane aap ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है
wo mera nabi mera nabi mera nabi hai Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi Laiba Fatima wo jiske liye mahfil-e-kaunain saji hai firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai wo haashmii makki madani ul 'arabii hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai ahmad hai mohammad hai wah KHatm-e-rasuul hai maKHduum o murabbii hai wahi vaalii-e-kul hai us par hi nazar saare zamane ki lagi hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai wash-shams o wad-duHa chehra-e-anwar ki jalak hai wal-layl saza gesuu-e-hazrat ki latak hai 'aalam ko ziya uske wasile se mili hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai allah ka farman "alam-nashrah la-ka sadrak" mansuub hai "wa-raf'aana la-ka zikrak" jis zaat ka quraan me.n bhi zikr-e-jalii hai wo mera nab...
Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics / अपने मालिक का में नाम लेकर
apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun ya KHuda ! aabru rakh meri tu, teri hamd-o-sana kar raha hun tu jo chahe to ban jaye qismat, mere sajdo.n ki kya hai haqiqat teri chokhat pe sar ko jhuka kar, farz apna ada kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun maine duniya ka dekha nazaara, al-madad keh ke maine pukaara mujhko apni panaho.n mein rakhna, bas yahi iltija kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun aaj mahfil mein baithe hein jitne, sab ke dil ki tamanna ho puri sab ko haji bana de tu maula! main tadap kar dua kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne mahboob ka dar dikha de, mera soya muqaddar jaga de lutf-e-duniya ko le aaj se mein, apne dil se jhuda kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha ...
Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ
sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri itna kaafi hai zindagi ke liye rakh le.n sarkar jo naukari ke liye sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke kisi shobe mein nakaam nahi hu.n sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n mere nijaat ka yahi raasta dikhai de allah mujko makka madina dikhai de roza-e-mustafa hai jaha.n par aye momino.n aashiq wahi.n pe jeeta aur marta dikhai de sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke hukmarano.n se darta nahi.n kabhi dollar se ya riyal se bikta nahi.n kabhi jis zehn me.n samaya hai faqat dast-e-karbala momin wo sar kataata hai jukta nahi.n kabhi sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n aaqa ka faisala wahi qudrat ka faisala mehshar mein hoga unki shafa'at ka fai...
Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ
labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! kariya-kariya, basti-basti, zikr nabi ka aam karo pyaare aaqa ke diwaano.n ! haath mei.n daale haath chalo hubb-e-nabi ka har dil mei.n, tum jaa ke deep jalaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! ibn-e-'ali ne karbo-bala mei.n tum ko ye paighaam diya yaad rakkho, pyaare aaqa ne tum ko paak nizaam diya tod do baahu ...







.png)

