Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa
Mere Aqa ka tarana Dekho gayega zamana
Aaj mai bhi sunau Aaj tum bhi sunana
Aqa ka tarana Aqa ka tarana Aqa ka tarana
Mere Aqa ka tarana Dekho gayega zamana
Sun ke ashik machalta rahe ga
Noor vale ka danka bajega
Aqa ka tarana Aqa ka tarana Aqa ka tarana
Dil ka guncha khila ruh ko sukh mila
Aaj tashrif laye habeeb e khuda
Zikr e mehboob kar naat e sarkar pad
Shab ko milad ki mehfilon se saja
Ye zamane ko suna do
Sari duniya ko batado
Ab to aqa ka sikka chalega
Noor vale ka danka bajega
Mere Aqa Ka Tarana........
Unka sikka to jari kaha na hua
Is zamee mai hua asamaa mai hua
Kya arab kya ajam har jagah mai hua
Unka charcha rahega rahega sada
Ye zamane ko suna do
Sari duniya ko batado
Ab to aqa ka sikka chalega
Noor vale ka danka bajega
Mere Aqa Ka Tarana........
Noor vale ka nagma sunate raho
Leke naam e nabi muskurate raho
Yu risalat ka naara lagate raho
Jalne valon ko hardam jalate raho
Ye zamane ko suna do
Sari duniya ko batado
Ab to aqa ka sikka chalega
Noor vale ka danka bajega
Mere Aqa Ka Tarana........
Hai Munavvar ke dil ki yahi bas dua
Ishk e ahmad mai hi jaan nikle khuda
Jab janaza uthe sab kahe ba hava
Noor vale ka dekho divana chala
Ye zamane ko suna do
Sari duniya ko batado
Ab to aqa ka sikka chalega
Noor vale ka danka bajega
Mere Aqa Ka Tarana........
For More Miladunnabi naat
Click here
Mere Aqa ka tarana Dekho gayega zamana
Aaj mai bhi sunau Aaj tum bhi sunana
Aqa ka tarana Aqa ka tarana Aqa ka tarana
Mere Aqa ka tarana Dekho gayega zamana
Sun ke ashik machalta rahe ga
Noor vale ka danka bajega
Aqa ka tarana Aqa ka tarana Aqa ka tarana
Aaj tashrif laye habeeb e khuda
Zikr e mehboob kar naat e sarkar pad
Shab ko milad ki mehfilon se saja
Ye zamane ko suna do
Sari duniya ko batado
Ab to aqa ka sikka chalega
Noor vale ka danka bajega
Mere Aqa Ka Tarana........
Unka sikka to jari kaha na hua
Is zamee mai hua asamaa mai hua
Kya arab kya ajam har jagah mai hua
Unka charcha rahega rahega sada
Ye zamane ko suna do
Sari duniya ko batado
Ab to aqa ka sikka chalega
Noor vale ka danka bajega
Mere Aqa Ka Tarana........
Noor vale ka nagma sunate raho
Leke naam e nabi muskurate raho
Yu risalat ka naara lagate raho
Jalne valon ko hardam jalate raho
Ye zamane ko suna do
Sari duniya ko batado
Ab to aqa ka sikka chalega
Noor vale ka danka bajega
Mere Aqa Ka Tarana........
Hai Munavvar ke dil ki yahi bas dua
Ishk e ahmad mai hi jaan nikle khuda
Jab janaza uthe sab kahe ba hava
Noor vale ka dekho divana chala
Ye zamane ko suna do
Sari duniya ko batado
Ab to aqa ka sikka chalega
Noor vale ka danka bajega
Mere Aqa Ka Tarana........
For More Miladunnabi naat
Click here