Roman(ENG): marhaba , marhaba , marhaba , ya mustafa ! marhaba , marhaba , marhaba , ya mustafa ! mere aaqa ka taraana dekho gaayega zamaana aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana sun ke aashiq machaltaa rahega, noor wale ka danka bajega aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana dil ka gunchaa khila , ruh ko sukh milaa aaj tashreef laye habeeb-e-KHuda zikr-e-mehboob kar , naat-e-sarkar pad shab ko milad ki mehfilo.n se sajaa ye zamane ko sunaa do , sari duniya ko batado ab to aaqa ka sikka chalega , noor waale ka danka bajega mere aaqa ka taraana , dekho gaayega zamana aaj mai.n bhi sunau.n , aaj tum bhi sunaana aaqa ka taraana , aaqa ka taraana , aaqa ka taraana unka sikka to jaari kahaa.n na hua ? is zamee.n me.n hua , aasamaa.n me.n hua kya arab , kya ajam , har jagaah me.n hua unka charchaa rahegaa rahegaa s...