Ae Shahenshah-e-Madina Assalat-o-Wassalam


Ae Shahenshah-e-Madina Assalat-o-Wasslam
Ae Shahenshah-e-Madina Assalat-o-Wassalam

Zeenat-e arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam

Rabbi-habli-Ummati Kehte Huway Paida Huay
Hak ne farmaya ke bakhsha Assalat-o-Wassalam

Ae Shahenshah-e-Madina, Assalat-o-Wassalam,
Zeenat-e-arsh-e mu’alla, Assalat-o-Wassalam

Sar Jhuka kar ba adab Ishq-e Rasoolallah may,
Keh raha he har Sitara Assalat-o-Wassalam

Ae Shahenshah-e-madina, Assalat-o-Wassalam,
Zeenat-e-arshe-e mu’alla, Assalat-o-Wassalam

Momino padhthay raho Tum apnay aqa par Durood
Hay Farishto ka wazifa, Assalat-o-Wassalam

Ae Shahenshah-e-madina, Assalat-o-Wassalam,
Zeenat-e-arshe-e mu’alla, Assalat-o-Wassalam

Jab Firishtay qabr mein Jalwa Dhikhaye Aap ka
Ho zuban par Pyare Aqa Assalat-o-Wassalam,

Ae Shahenshah-e-madina, Assalat-o-Wassalam,
Zeenat-e-arshe-e mu’alla, Assalat-o-Wassalam

Mein woh Sunni hu Jameel-e-Qadri Mar'ne ke ba’d
Mera Laasha bhi kahe ga Assalat-o-Wassalam

Ae Shahenshah-e-madina, Assalat-o-Wassalam,
Zeenat-e-arshe-e mu’alla, Assalat-o-Wassalam

Comments

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)

Shahe Do Aalam Salaam Assalaam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)