Kismat mein meri chain say jeena likh De Dube na kabhi mera safeena likh De Jannat to Thikana hai magar Duniya mein Aye Katib-e-Taqdeer Madina Likh De Tajdar e haram Ho Nigah e karam Hum ghareebon kay din bhi sanwar jaye ge Hamiy e baikasan, kya kahe ga jaha Aap kay dar say khali agar jaye ge Tajdare Haram Tajdare Haram Chashm e rehmat ba kusha Sue manandaze nazar Ae Qureshi Lakabi Hashamiyo Muttalabi Tajdare Haram Tajdare Haram Ka Tumse Kahu ae Rab ke kamar Tum janat ho man ki batiyaan Dar furkat toh ae ummi laqab Kate na katat hai ab ratiyan Tori preet mein sudh budh sab pisri Kab tak ye rahegi be khabri Gaahe ba figan duzdi da nazar Kabhi sun bhi toh lo hamri batiyan Tajdar e haram, Ho Nigah e karam Koi apna nahi gham ke maare hain ham Aapke dar pe fariyad laye hain ham Ho nigahe karam warna chokhat pe ham Aapka naam le le ke mar jayenge ham Tajdar e haram, Ho Nigah e karam Maikashon aao aao madine chalen Chashm e saki e kausar se peene...