Ramzaan hai amaan Lyrics
Kaliyon ke Tabassum mein
Bulbul ke tarannum mein
Ramazaan ki tajalli hai
Har lab ke takallum mein
Sahera hai khayama
Gulzar hai maidaan
Ramzaan Ramzaan
Ramzaan hai amaan
Saheri ki sajawat hai
Iftaar karawat hai
Har khane ki khushbu mein
Imaan ki harawat hai
Shadabi e Imaan
Sar shada o farmaan
Ramzaan Ramzaan
Ramzaan hai amaan
Din raat ibadat hai
Sub'ha sham tilawat hai
Roze bhi namazein bhi
Imaan mein halawat hai
Kaheta hai ye wijdaan
Shaitan hai pareshan
Ramzaan Ramzaan
Ramzaan hai amaan
Ye mah aman bhi hai
Ye Rashk e chaman bhi hai
Saya figan numa ho
Ameer ki lagan bhi hai
Har lab ki ye muskaan
Har shakhs ki amaan
Ramzaan Ramzaan
Ramzaan hai amaan
Bulbul ke tarannum mein
Ramazaan ki tajalli hai
Har lab ke takallum mein
Sahera hai khayama
Gulzar hai maidaan
Ramzaan Ramzaan
Ramzaan hai amaan
Saheri ki sajawat hai
Iftaar karawat hai
Har khane ki khushbu mein
Imaan ki harawat hai
Shadabi e Imaan
Sar shada o farmaan
Ramzaan Ramzaan
Ramzaan hai amaan
Din raat ibadat hai
Sub'ha sham tilawat hai
Roze bhi namazein bhi
Imaan mein halawat hai
Kaheta hai ye wijdaan
Shaitan hai pareshan
Ramzaan Ramzaan
Ramzaan hai amaan
Ye mah aman bhi hai
Ye Rashk e chaman bhi hai
Saya figan numa ho
Ameer ki lagan bhi hai
Har lab ki ye muskaan
Har shakhs ki amaan
Ramzaan Ramzaan
Ramzaan hai amaan
Comments
Post a Comment