Hua jaata hai rukhsat maahe Ramzaan Ya Rasulallah Lyrics
Hua jaata hai rukhsat maahe Ramzaan Ya Rasulallah
Raha ab chand gadiyon ka ye mahemaan Ye Rasulallah
Khushi ki laherein dodi har taraf Ramzaan jab aaya
Hai ab ranjida ranjida musalmaan Ya Rasulallah
Musarrat hi musarrat aur khushi hi thi khushi jis dam
Nazar aaya hilale mahe Ramzaan Ya Rasulallah
Khuda ke nek bande nekiyon mein lag gaye lekin
Gunah karta raha Attar e naadan Ya Rasyuallah

Comments
Post a Comment