Noore nigahe aamina shokato shane Fatima Lyrics

Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin
Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin

Noore nigahe aamina shokato shane Fatima
Tere hi dam kadam se hai  Ronake daare Aayesha



Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin
Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin

Tujsa koi shakil hai Aur na koi jameel hai
Tere hi dar ka paswa Hazrate Jibraeel hai

Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin
Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin

Tujse zamana sha'd sha'd sabke dilon mein teri yaad
Teri janab se kabhi koi gaya na na-murad

Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin
Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin

Apne dukhon ki dastan leke Niyaze khasta jaan
Aaya bahot hi door se dar pe tere shahe shahan

Salle Ala Nabiyena Salle Ala Muhammadin
Salle Ala Shafiyena Salle Ala Muhammadin

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu