Posts
Showing posts with the label urs e alahazrat
- Get link
- X
- Other Apps
wah kya baat aala hazrat ki raza raza raza raza raza raza mere aaqa-o-maula sarkar aala hazrat mere aaqa-o-maula sarkar aala hazrat lakh jalte rahein dushmanane raza kam naa honge kabhi mad-ha khwaane raza keh rahe hein sabhi aashiqaane raza maslake aala hazrat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe salamat rahe salamat rahe wah kya baat aala hazrat ki wah kya baat aala hazrat ki main hun sunni mera dil hai diwaana aala hazrat ka mera markaz bana hai aastana aala hazrat ka nabi ke ishq mein qurbaan kar di zindagi jisne zamaana jaanta hai aashiqaana aala hazrat ka roze mahshar agar mujhse puche khuda bol aale rasool tu laaya hai kya arz karunga laaya hun ahmed raza ya khuda ye amaanat salamat rahe mere murshid raza mere rehbar raza mere hadee raza kabhi bhi aapne gairon ke haq mein kuchh nahin likha nabi ke waaste tha shaayeraana aa...
- Get link
- X
- Other Apps
maslake aala hazrat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe ya khuda charkhe islam par taa-abad mera taaj-e-shariyat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe aye bareli mera baabe jannat hai tu yaani jalwa-gahe aala hazrat hai tu bil-yaqeen markaz-e-ahle sunnat hai tu ye teri markaziyat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe aye raza ham pe tera ye ehsaaan hai ke bana sunniyat ki tu pahechaan hai tere daaman se nisbat meri shaan hai nisbat-e-aala hazrat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe roze mahshar agar mujhse puuchhe khuda ke bol aale rasool tu laaya hai kya to arz kardunga laaya hoon ahmad raza ya khuda ye amanat salamat rahe maslake aala hazrat salamat rahe मसलक-ए-आला हज़रत सलामत रहे ...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman : Sunniyon ke Peshwaa Aye Imaam Ahmed Raza Sunniyon ke Peshwaa... Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Hubbe Nabi aur Hubbe Sahaaba mein chal kar Ishqe Ali bhi Dil mein chalte hein rakh kar Ahle Bayt ke Dil se Chaahat waale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Jinko naa Quraan mein dikhe Aaqa ki Shaan Jinko naa aata hai Samaj Kanzul Imaan Wo Najdi to Qaume Ghalazat waale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Basti Basti Kariya Kariya Kaanara Is Naare se Ghunj uthaa Aalam Saara Sun lo Ham to Taaje Shariyat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda ke Razwi Rangat wale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Jisne Pilaaya Ishqe Raza ka Jaam Hamein Aur Sikhaya Pyare Raza ka Naam Hamein Us Murshid ki Dil se Ulfat waale hein Ham Sunni to Aala Hazrat wale hein Shukre Khuda...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman (Eng) : Aye Raza Aye Raza Aye Raza Aye Raza Aye Raza Aye Raza Mere Raza Mere Raza Mere Raza Mere Raza Sunniyat ki hai Pehchaan Mere Aala Hazrat se Ilm ka milaa Faizaan Mere Aala Hazrat se Sunniyat ki hai Pehchaan Mere Aala Hazrat se Faizaane Raza Jaari rahega Faizaane Raza Jaari rahega Kis tarha bhatak jaaun Haadi hein Raza Mere Pukhta hai Mera Imaan Mere Aala Hazrat se Sunniyat ki hai Pehchaan Mere Aala Hazrat se Is liye to Dil mein hai Aal bhi Sahaaba bhi Sikha hai Adab har aan Mere Aala Hazrat se Sunniyat ki hai Pehchaan Mere Aala Hazrat se Faize Raza Jaari rahega Faize Raza Jaari rahega Qalb mein Mere aayi Mustafa ki Ulfat aur Ishqe Hazrate Hassan Mere Aala Hazrat se Sunniyat ki hai Pehchaan Mere Aala Hazrat se Faize Raza Jaari rahega Faize Raza Jaari rahega Yun to aaye hein Jitne Hind mein Sukhanwar bhi Sabki hi badhi hai Shaan Mere Aala Hazrat se Sunniyat ki hai Pehchaan Mere Aala Hazrat se Faizaane Raza Jaari rahega Faizaane Raza Jaari rahega Jabse thaama hai Bekhud Damane...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng) : Jo Qaum ka Imaam hai Ahmed Raza Jo Sunniyat ki Shaan hai Ahmed Raza Imaan bachane ke liye likkha Kanzul Imaan hai Raza Raza Mere Raza Raza Raza Raza Mere Raza Raza Aabroo-e-Mominaan Ahmed Raza Khan Qadri Rahnuma-e-Gumrahaan Ahmed Raza Khan Qadri Raza Raza Mere Raza Raza Raza Raza Mere Raza Raza Ilm mein Bahre Rawaan Ahmed Raza Khan Qadri Deen mein Gohar-Fishaan Ahmed Raza Khan Qadri Raza Raza Mere Raza Raza Raza Raza Mere Raza Raza Chashme Imaan se agar dekho to hai Imaan ki Jaan Jaane Jaan Roohe Rawaan Ahmed Raza Khan Qadri Raza Raza Mere Raza Raza Raza Raza Mere Raza Raza Deen ka Dushman ho ya ho Dost Sab ke Waste Hai Teri Haq-Goh Zabaan Ahmed Raza Khan Qadri Raza Raza Mere Raza Raza Raza Raza Mere Raza Raza De Mubarak Baad Unko Qadri Razwi Jameel Jinke Murshid hein Miyaan Ahmed Raza Khan Qadri Raza Raza Mere Raza Raza Raza Raza Mere Raza Raza Jo Qaum ka Imaam hai Ahmed Raza Jo Sunniyat ki Shaan hai Ahmed Raza Imaan bachane ke liye likkha Kanzul Imaan hai Tune Baati...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng) Aala Hazrat Hamari Jaan hai Aala Hazrat Hamari Jaan hai Ishqo Mahobbat Ishqo Mahobbat Aala Hazrat Aala Hazrat Ishqo Mahobbat Ishqo Mahobbat Aala Hazrat Aala Hazrat Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Leke Aaya hai Jiska Qalam Inqelaab Rehbare Raahe Haq Jiski Har Ek Kitaab Haan Wohi Sunniyat ka hai Jo Aaftaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Aaj bhi Jiska Faizo Karam Aam hai Jiska Jaari Har Ek Simt Paygham hai Mustafa ki Nazar ka hai Jo Intekhab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Qasre Batil hua Jis se Zayro Zabar Hai Bareli mein Wo Aalami Naamwar Jis se Batil ki haalat hui hai Kharaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Murshide Paak Tere hein Aale Rasool Hein Shagufta Jo Baage Risalat ke Phool Jinki Rehmat ke chhae hein Tujpe se Hath Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Mera Ahmed Raza La-Jawaab Jo bhi Sh...
- Get link
- X
- Other Apps
Roman(Eng): Aala Hazrat Hamari Jaan hai Aala Hazrat Hamari Shaan hai Imaame Ahle Sunnat Mere Aala Hazrat Imaame Ahle Sunnat Mere Aala Hazrat Mein Aala Hazrat wala hun Mein Aala Hazrat wala hun Mera Mazboot hai Imaan Mein Aala Hazrat wala hun Luta dunga Nabi par Jaan Mein Aala Hazrat wala hun Mein Aala Hazrat wala hun Mein Aala Hazrat wala hun Mere Raza Raza Raza Raza Raza Raza Bareli wale Imaan ka kabhi Soda nahin karte Mere Markaz ki hai Ye Shaan Mein Aala Hazrat wala hun Mere Raza Raza Raza Raza Raza Raza Nabi ke Ishq mein Jisne guzaare Raat Din Apne Mein Us Aashiq pe hun Qurbaan Mein Aala Hazrat wala hun Mein Aala Hazrat wala hun Mein Aala Hazrat wala hun Rasulallah ko Mein Jaanta hun Haaziro Naazir Yahi Quraan ka hai Aelaan Mein Aala Hazrat wala hun Imaame Ahle Sunnat Mere Aala Hazrat Imaame Ahle Sunnat Mere Aala Hazrat Mein Aala Hazrat wala hun Mein Aala Hazrat wala hun Agar Munkir mein hai Himmat to Mere Saamne aaye Liye baitha hun Mein Quraan Mein Aala Hazrat wala hun Aala ...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है
kya bataun ki kya madina hai kya bataun ki kya madina hai bas mera mudda'aa madina hai uth ke jaaun kahan madine se kya koi dusra madina hai kya bataun ki kya madina hai uski aankhon ka noor to dekho jiska dekha hua madina hai kya bataun ki kya madina hai dil mein ab koi aarzu hi nahin ya muhammad hai ya madina hai kya bataun ki kya madina hai duniya wale to dard dete hein zakhmi dil ki dawa madina hai kya bataun ki kya madina hai mere aaqa! mujhe bula lijiye mujhko bhi dekhna madina hai kya bataun ki kya madina hai dil fida hai madine wale pa...
Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام
shaah-e-do 'aalam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam karo duur har Gam salaam assalaam har aankh hoke pur-nam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam a Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam rabb ne baDe pyaar se me'raaj me.n kahaa rahne do naa'lain ko aa jaao mustafaa qadam-e-mustafaa ka liyaa arsh ne bosaa jhuum uthe saare malaa.ik o marhabaa maa.nge jo nabii rab ne vo diyaa rab ne jo diya, nabii ne vo liyaa jhuuka 'arsh-e-aa'zam salaam assalaam shaah-e-do 'aalam salaam assalaam Gariibo.n ke hamdam salaam assalaam aapne jo kar diyaa u.nglii ka ishaaraa chaand do tukDe hua qurbaan ho gayaa jab namaaz-e-'asr 'ali ki hui qazaa aapne suraj ko dubaaraa palat diyaa aap jo kiye, mo'jize bane aap ...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है
wo mera nabi mera nabi mera nabi hai Naat-Khwaan: Zohaib Ashrafi Laiba Fatima wo jiske liye mahfil-e-kaunain saji hai firdaus-e-bari jiske wasile se bani hai wo haashmii makki madani ul 'arabii hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai ahmad hai mohammad hai wah KHatm-e-rasuul hai maKHduum o murabbii hai wahi vaalii-e-kul hai us par hi nazar saare zamane ki lagi hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai wash-shams o wad-duHa chehra-e-anwar ki jalak hai wal-layl saza gesuu-e-hazrat ki latak hai 'aalam ko ziya uske wasile se mili hai wo mera nabi mera nabi mera nabi hai allah ka farman "alam-nashrah la-ka sadrak" mansuub hai "wa-raf'aana la-ka zikrak" jis zaat ka quraan me.n bhi zikr-e-jalii hai wo mera nab...
Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics / अपने मालिक का में नाम लेकर
apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun ya KHuda ! aabru rakh meri tu, teri hamd-o-sana kar raha hun tu jo chahe to ban jaye qismat, mere sajdo.n ki kya hai haqiqat teri chokhat pe sar ko jhuka kar, farz apna ada kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun maine duniya ka dekha nazaara, al-madad keh ke maine pukaara mujhko apni panaho.n mein rakhna, bas yahi iltija kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun aaj mahfil mein baithe hein jitne, sab ke dil ki tamanna ho puri sab ko haji bana de tu maula! main tadap kar dua kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha hun apne mahboob ka dar dikha de, mera soya muqaddar jaga de lutf-e-duniya ko le aaj se mein, apne dil se jhuda kar raha hun apne maalik ka main naam lekar, bazm ki ibtida kar raha ...
Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ
sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri itna kaafi hai zindagi ke liye rakh le.n sarkar jo naukari ke liye sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke kisi shobe mein nakaam nahi hu.n sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n mere nijaat ka yahi raasta dikhai de allah mujko makka madina dikhai de roza-e-mustafa hai jaha.n par aye momino.n aashiq wahi.n pe jeeta aur marta dikhai de sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n duniya ke hukmarano.n se darta nahi.n kabhi dollar se ya riyal se bikta nahi.n kabhi jis zehn me.n samaya hai faqat dast-e-karbala momin wo sar kataata hai jukta nahi.n kabhi sarkar ka naukar hu.n koi aam nahi hu.n aaqa ka faisala wahi qudrat ka faisala mehshar mein hoga unki shafa'at ka fai...
Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ
labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik ya rasool-allah ! labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! kariya-kariya, basti-basti, zikr nabi ka aam karo pyaare aaqa ke diwaano.n ! haath mei.n daale haath chalo hubb-e-nabi ka har dil mei.n, tum jaa ke deep jalaao unche mei.n uncha nabi ka janda, ghar-ghar mei.n lehraao khud ko mita denge, hum jaan luta denge naamus-e-aaqa par, hum sar kataa denge labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! haazir hei.n, haazir hei.n, haazir hei.n hum labbaik labbaik labbaik ya rasool-allah ! ibn-e-'ali ne karbo-bala mei.n tum ko ye paighaam diya yaad rakkho, pyaare aaqa ne tum ko paak nizaam diya tod do baahu ...







.png)

