Posts
Showing posts with the label ujagar naat
- Get link
- X
- Other Apps
dar-e-ahmad ka mangta hai wo ibrahim khushtar hai - English maslak-e-raza ke tarjumaan sunni razwi aapki pahechaan aalim-e-ba'amal , sufi-e-basafa maulana ibrahim khushtar siddiqi dar-e-ahmad ka mangta hai wo ibrahim khushtar hai raza ka naam-lewa hai, wo ibrahim khushtar hai muballigh hai jo mazhab ka, muhafiz hai jo maslaq ka ye aala kaam jiska hai, wo ibrahim khushtar hai dar-e-ahmad ka mangta hai wo ibrahim khushtar hai raza ka naam-lewa hai, wo ibrahim khushtar hai nabi ke deen ki khaatir guzaari zindagi saar asaasa sab lutaaya hai wo ibrahim khushtar hai dar-e-ahmad ka mangta hai wo ibrahim khushtar hai raza ka naam-lewa hai, wo ibrahim khushtar hai kafan jiska salaamat hai, badan jiska salaamat hai hazaron ne ye dekha hai, wo ibrahim khushtar hai dar-e-ahmad ka mangta hai wo ibrahim khushtar hai raza ka naam-lewa hai, wo ibrahim khushtar hai ujagar sochta hun kitna uncha hai qad-e-khushtar wo siddiqi gharana hai, wo ibrahim khush...
- Get link
- X
- Other Apps
nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra - English ya sayyada! ya taiyyaba! ya tahira! ya aabida! ya sayyada! ya taiyyaba! ya tahira! ya aabida! nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra khuda ki khaas inaayat hai, fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra nabi ki aal hamara azeem wirsa hai ye la-zawaal wirasat hai, fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra zamana kehta hai jinko hasan-husain ki maa rasool-e-paak ki itrat hai, fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra tumhare naam jo utri hai aayat-e-tatheer ye be-misaal qaramat hai, fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra nabi ke jism ka tukda hai zauj-e-haidar ali ke paas amaanat hai fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra tumhare baalon dekha na chand suraj ne haya ki chadar-e-izzat hai fatima zahra nabi ke ghar mein jo rahmat hai fatima zahra raza-o-sabr ki malika, nabi ki shehzadi ibadaton ki haqe...
- Get link
- X
- Other Apps
hai khatm-e-nabuwwat ke liye jaan bhi hazir ye faisala hai apna yahi baat hai aakhir hai khatm-e-nabuwwat ke liye jaan bhi hazir islam ki buniyad hai ye khatm-e-risaalat hai naqsh dilon par nabi ki mohr-e-nabuwwat faisala hai apna yahi baat hai aakhir hai khatm-e-nabuwwat ke liye jaan bhi hazir jab la-nabiyya-ba'di muhammad ne kaha hai ab jo nabi ka dawa kare jutha bada hai ye faisala hai apna yahi baat hai aakhir hai khatm-e-nabuwwat ke liye jaan bhi hazir mirzaee qadiyani hai kafir bade kafir na shak karo islam se ho jaoge bahir ye faisala hai apna yahi baat hai aakhir hai khatm-e-nabuwwat ke liye jaan bhi hazir siddiq ki talwar ne kazzab ko maara yun khatm-e-nabuwwat pe kada pahera lagaya ye faisala hai apna yahi baat hai aakhir hai khatm-e-nabuwwat ke liye jaan bhi hazir wallah adhura tha nabuwwat ka mahel bhi sarkar ke aane se hi taqmeel hui thi ye faisala hai apna yahi baat hai aakhir hai khatm-e-nabuwwat ke liye jaan bhi hazir ghar baar...
- Get link
- X
- Other Apps
aamena ke dil ke tukda mustafa hai mustafa siddiq se puchha mustafa sadaqat boli mustafa faruq se puchha mustafa adalat boli mustafa usmaan se puchha mustafa sakhawat boli mustafa haidar se puchha mustafa shuja’at boli mustafa hasnain se puchha mustafa shahadat boli mustafa mere ghaus se puchha mustafa wilayat boli mustafa aamena ke dil ke tukda mustafa hai mustafa laadla naazon ka pala mustafa hai mustafa mithi mithi pyari pyari dilnashin baaton se jo aamena ka dil lubhata mustafa hai mustafa jisne roshan ghar halima sadiya ka kar diya wo halima ka chahita mustafa hai mustafa jannati aezan jiske ek ishaare par mile donon aalam ka shahenshah mustafa hai mustafa kiski aamad hai zamana chaar su roshan hua saare aalam ne pukara mustafa hai mustafa ho mubarak arsh-e-haq se aaj mahboob-e-khuda aamena ke ghar jo aaya mustafa hai mustafa saltanat hai mahed mein bhi aasmaan ke chaand par noor hai jiska khilo...
- Get link
- X
- Other Apps
yahaan bapa ka sikka chalta hai - English main hu attari mujhe attariyon me rakh khuda murshidi attar peer e ba safa ke vaste yahaan bapa ka sikka chalta hai attar se nisbat hai mujko is naam ka sadqa milta hai ik main kya sara zamana hi bapa se mahobbat karta hai yahaan bapa ka sikka chalta hai kis qadar shadab dekho gulshan e attar hai hai karam allah ka aur rehmat e sarkar hai yahaan bapa ka sikka chalta hai ban gaye lakhon muballig aap ke zere asar gung thi jiski zabaan wo shola e guftar hai yahaan bapa ka sikka chalta hai attar se nisbat hai mujko is naam ka sadqa milta hai ik main kya sara zamana hi bapa se mahobbat karta hai yahaan bapa ka sikka chalta hai aap ki takreer main tehreer main taseer hai aap ki ulfat main yaron sara hi sansar hai yahaan bapa ka sikka chalta hai sabz sar pe hai imama zulfen kali kali hai pairhan main sadgi hai ba saba kirdar hai yahaan bapa ka sikka chalta hai mushkilon...
- Get link
- X
- Other Apps
sara nizaam-e-hasti bolo kis ka hai - English sara nizaam-e-hasti bolo kis ka hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai maa ke pet mein bin maange vo deta hai fir bhi bande na shukri kyu karta hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai machhli jaal mein aati hai jab ghaafil ho ae bande ye zikr nijaat ka zariya hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai darwaze band kar ke gunaah kyu karta hai tanhaai mein dekhne wala allah hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai tu hi ruton ko subh-o-shaam badalta hai tu hi murda zinda karne wala hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai beej se pauda paude se phir ped bana kheton mein hariyaali tu hi laata hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai is duniya mein sukh aur dukh to milte hain sabr o shukr ujagar karte rehna hai khaaliq maalik allah hai bas allah hai सारा निज़ाम-ए-हस्ती बोलो किस का है - Hindi सारा निज़ाम-ए-हस्ती बोलो किस का है ख़ालिक़ मालिक अ...
- Get link
- X
- Other Apps
mere mustafa hi aakhri nabi hein ya rasulallah ant khatamun nabiyyeen ya rasulallah ant khatamun nabiyyeen muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein mere mustafa hi aakhri nabi hein is khatm-e-nabuwwat pe yun pehra lagana hai bas khun ka har katra aaqa pe bahaana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein jab tak na qayamat ho kazzab na dikhaye har daur mein jhuthon ko suli par chadhana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein mirzai munafiq ka islam se kya rishta mirza ka jo haami hai wo apna nishana hai muslim ka tarana hai, imaan ka taqaza hai ham sab ka aqeeda hai, ye khatm-e-nabuwwat mere mustafa hi aakhri nabi hein angrez ki saazish se mirzaee bana tola is j...
- Get link
- X
- Other Apps
main qadri deewana, main qadri mastana main qadri hun shukr hai rabb-e-qadeer ka daaman hai mere hath mein, peeran-e-peer ka ya peer-e-peera! al-madad ya meer-e-meera! al-madad ya shah-e-jeelan! al-madad ya ghaus-ul-aazam! al-madad deewana deewana deewana deewana deewana deewana main qadri deewana, main qadri mastana ya ghaus! faqeeron ki, tum laaj nibha jaana main qadri deewana, main qadri mastana baghdad ki galiyaan hein, aur urs ka mela hai langar jo yahaan dekha, hamne kahin dekha na main qadri deewana, main qadri mastana ya peer-e-peera! al-madad ya meer-e-meera! al-madad ya shah-e-jeelan! al-madad ya ghaus-ul-aazam! al-madad baghdadi faqiron ka, ye haal bhi dekha hai mahol faqiraana, andaaz hai shaahana main qadri deewana, main qadri mastana jeelan ke waali to sakhiyon ke shahenshah hein bhar denge tera daman, baghdaad chale aana main qadri deewana, main qadri mastana mere ghaus ke lehje mein, roshan hai shari'at bhi har baat ...
- Get link
- X
- Other Apps
tayyaba tahera saiyyeda ma aayesha - English Naat Khvan : Hafiz Tahir Qadry tayyaba tahera saiyyeda ma aayesha saiyyeda ma aayesha saiyyeda ma aayesha ye fakira aalima hai saiyyeda ma aayesha ilm mein sab se juda saiyyeda ma aayesha aap ke bistar mubarak par bhi aati thi wahi kya makaam-o-martaba hai saiyyeda ma aayesha mustafa ne jaan di jab sar tha teri god mein ye to aizaz-e-khuda hai saiyyeda ma aayesha aap ki tasweer le kar aaye the rooh-ul-ameen zauz-e-shah-e-ambiya hai saiyyeda ma aayesha aayesha ka hujra anwar roza-e-sarkar hai ye mohabbat ka sila hai saiyyeda ma aayesha aap ki paaki mein utrin hein athra ayatein ye gawahi-e-khuda hai saiyyeda ma aayesha azmatein aisin ujagar arsh par naare lage tayyaba aur taahera hai saiyyeda ma aayesha तय्यबा ताहेरा सैय्यदा माँ आयशा तय्यबा ताहेरा सैय्यदा माँ आयशा सैय्यदा माँ आयशा, सैय्यदा माँ आयशा ये फ़कीरा आलिमा हैं सैय्यदा माँ आयशा इल्म में सबसे जुदा सैय्यदा माँ आयशा आपके बि...
- Get link
- X
- Other Apps
madine mujhko bulalen bahot udas hu main - English hamein bulaalein aaqa hamein bulalein aaqa aaqa badi ummid hai sarkar qadmon mein bulaaeinge karam ki jab nazar hogi madine ham bhi jaaenge madine mujhko bulaalein bahot udaas hun main gham-e-jahaan se bachaalein bahot udaas hun main karam huzoor ho aisa ke saara ghar aaye mera sawal na tale bahot udaas hun main mai pichhle saal to aqa madine aaya tha huzoor phir se bulaalein bahot udaas hun main badi panaah mein aaya jo aaya taiba mein meri hayat bachale bahot udaas hun main udasiyon ne mere ghar pe pehra dala hai musibaton se nikalein bahot udaas hun main nahin hai gair ujagar gulam aapka hai gira hua hun uthalein bahot udaas hun main मदीने मुझको बुला लें, बहुत उदास हूँ मैं - Hindi हमें बुला लें आका, हमें बुला लें आका आका बड़ी उम्मीद है सरकार कदमों में बुलाएंगे करम की जब नज़र होगी मदीने हम भी जाएंगे मदीने मुझको बुला लें, बहुत उ...
- Get link
- X
- Other Apps
juda batil ko haq se kar diya farooq-e-aazam ne - English farooq-e-aazam hai farooq-e-aazam hai hubb-e-sahaba zindabad bugz-e-sahaba murdabad juda batil ko haq se kar diya farooq-e-aazam ne alam-e-islam ka uncha kiya farooq-e-aazam ne aap hai dua-e-rasool aap hai muraade-rasool ilahi ke naam ki taseer thi ya khat ki haibat thi ruke dariya ko jaari kar diya farooq-e-aazam ne juda batil ko haq se kar diya farooq-e-aazam ne umar ko dekh kar shaitan khud rasta badal leta vo paaya haq se logo dabdaba farooq-e-aazam ne juda batil ko haq se kar diya farooq-e-aazam ne juda kaise karoge hashr tak inko nabi se tum liya pehlu-e-mahboob-e-khuda farooq-e-aazam ne juda batil ko haq se kar diya farooq-e-aazam ne nabi ke baad gar koi nabi hote umar hote nabi se paa liya ye martaba farooq-e-aazam ne juda batil ko haq se kar diya farooq-e-aazam ne musaffa aaeena-e-qalb kyu na ho ujagar ka ise bhi apne daaman mein liya faroo...
- Get link
- X
- Other Apps
teri bargah mein maula main tauba karta hun - English teri bargah mein maula main tauba karta hun muje bakhsh de khudaya main tauba karta hun teri bargah mein maula main tauba karta hun mere jurm ki siyahi, kahin kar na de tabahi mere haal par karam ho, muje bhik de ilahi meri magfirat ho maula, main tauba karta hun teri bargah mein maula main tauba karta hun main fira hun mara mara, na mila koi sahara mera bewafa jahan mein, na hua kahin guzara tere dar pe laut aaya main tauba karta hun teri bargah mein maula main tauba karta hun jo gunah karte karte hua kabr mein utarna mera kya banega maula jo tera karam na hoga tere khauf ne rulaya main tauba karta hun teri bargah mein maula main tauba karta hun yunhi isyaan mein ujagar maine zindagi bitadi maine apni kul kamai dono hathon se luta di mere hath kuchh na aaya main tauba karta hun teri bargah mein maula main tauba karta hun तेरी बारगाह में मौला मैं तौ...
- Get link
- X
- Other Apps
kaaba dikha de maula! - English Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allahu allah allahu allahallahu allah allahu allah kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah har aankh chahti hai kaaba dikhade maula! hasrat pukarti hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah koh-e-safa se dodun marwa ki chotiyon tak khwahish machal rahi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah aheram phir pahen kar tauf-e-haram karun main meri dua yahi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah minaar unche unche dikhla de tu haram ke pasti mein zindagi hai kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! kaaba dikhade maula! allahu allah allahu allah allahu allah allahu allah yaad-e-har...
- Get link
- X
- Other Apps
khuda ki nazron me rehta mere sarkar ka chehra khuda ki nazron me rehta mere sarkar ka chehra wo noor-e-haq ka hai jalwa mere sarkar ka chehra yahi hai rashq-e-mehr-o-ma yahi to hai shah-e-khubaan haseenon se haseen chehra mere sarkar ka chehra hue ummat mein wo aala sahaba ban gaye wo log jinhone ankhon se dekha mere sarkar ka chehra hazaron parde the haaye magar phir bhi chamak aisi ke jaise chand ka tukda mere sarkar ka chehra qadam to chand se thehre bhala chehre ko kya likhun har ek tashbeeh se baala mere sarkar ka chehra qasam hai husn-e-yusuf ki jahaan bhar mein nahin koi misaal aisi jawab aisa mere sarkar ka chehra bilal-e-habshi hai kaabe ki chhat par rukh kahaan karte azaan dene ka ab qibla mere Sarkar ka chehra nakeeron ne jo puchha qabr mein ye kis ka jalwa hai ujagar jum kar bola mere sarkar chehra ख़ुदा की नज़रों में रहता मेरे सरकार का चेहरा ख़ुदा की नज़रों में रहता मेरे सरकार का चेहरा वो नूर-ए-हक़ का है जलवा मेरे सरकार का चेहरा ...
- Get link
- X
- Other Apps
baarwi ka chand aaya baarwi ka chand baarwi ka chand aaya baarwi ka chand baarwi ka chand aaya baarwi ka chand jande lagaao, ghar ko sajaao karke charagaan, khushiyaan manaao baarwi ka chand aaya baarwi ka chand baarwi ka chand aaya baarwi ka chand baccha baccha muskuraaya baarwi ka chand aaya khushiyon ka toofan laaya baarwi ka chand aaya baarwi ka chand aaya baarwi ka chand baarwi ka chand aaya baarwi ka chand jande lagaao, ghar ko sajaao karke charagaan, khushiyaan manaao shadmani ke taraane gunjte hein dahar mein wajd mein har shakhs aaya baarwi ka chand aaya baarwi ka chand aaya baarwi ka chand baarwi ka chand aaya baarwi ka chand jande lagaao, ghar ko Sajaao karke charagaan, khushiyaan manaao baarwi ka chand aaya baarwi ka chand baarwi ka chand aaya baarwi ka chand roshni hi roshni hai, chandni hi chandni zarra zarra jagmagaaya, baarwi ka chand aaya baarwi ka chand aaya ...
- Get link
- X
- Other Apps
main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein salleala nabiyyina salleala muhammadin salleala nabiyyina salleala muhammadin wa ala aalihi wa sahbihi wa sallim ye jashne muhammad to sadaa jaari rahega milaad rahaa hai milaad rahega main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein milaad rahaa hai milaad rahega milaad rahaa hai milaad rahega ye ishqe sahaaba hai ise zindaa rakheinge sarkaar ka milaad sadaa karte raheinge ye jashne musarrat to sadaa jaari rahega milaad rahaa hai sadaa milaad rahega milaad rahaa hai milaad rahega milaad rahaa hai milaad rahega main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein marhabaa ya mustafa marhabaa ya mustafa islaam ka payghaam sadaa zindaa rahega sarkaar tera naam sadaa zindaa rahega ...
- Get link
- X
- Other Apps
mera maula maula hussain hai muftiyane daar se kehti hai karbala bid'at usi ka zikr jo jeena silkha gaya tum se to ek babari masjid na bach saki mera hussain sari shriyat bacha gaya mera maula maula hussain hai jo hua nawasa-e-mustafa wo ali ka beta hussain hai jo yazeediyat ko fanaah kare chale karbala wo hussain hai bibi fatima ka wo ladla mera badshah wo hussain hai mera maula maula hussain hai kya sunaun wakiya karbala haaye teer neza kahan laga jise chumate rahe mustafa wo hussaini sar tha kata hua sara ghar ka ghar bhi luta diya wo jo kar gaya wo hussain hai mera maula maula hussain hai yahi bole hazrate hoor shaha ya hussain aapka shukriya ke yazeediyon se nikal kar jo hussainiyon mein bitha diya ...
- Get link
- X
- Other Apps
humko bulaana ya rasulallah aakhri waqt hai kya ronake duniya dekhun ab to bas ek hi dhun hai ke madina dekhun humein bulaana aaqa, humein bulaana aaqa humein bulaana aaqa, humein bulaana aaqa humko bulaana ya rasulallah humko bulaana ya habiballah badi ummid hai sarkaar qadmon mein bulaaenge karam ki jab nazar hogi madine hum bhi jaayenge agar jaana madine mein hua hum ghum ke maaron ka makine gumbade khazra ko haale dil sunaaenge kabhi to sabz gumbad ka ujaala hum bhi dekhenge humein bulwaayenge aaqa madina hum bhi dekhenge humko bulaana ya rasulallah humko bulaana ya habiballah seene pe haath rakh ke main dil ko dhoondhta hoon dil mujhko dhoondhta hai darbaare mustafa mein dhadak utthega ye dil ya dhadakna bhool jaayega dile bismil ka us dar par tamaasha hum bhi dekhenge humein bulwaayenge aaqa madina hum bhi dekhenge humko bulaana ya rasulallah humko bulaana ya h...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...







.png)

