Posts
Showing posts with the label hafiz ahesan
- Get link
- X
- Other Apps
ja kar koi taiba mein ye aaqa ko bataae - English Naat-Khwan: Hafiz Ahsan Qadri ya rasulallah! ya habiballah! aye zahra ke baaba! hasnain ke naana! badi ummid hai sarkar qadmon mein bulaeinge karam ki jab nazar hogi, madine ham bhi jaaeinge agar jaana madine mein hua ham gham ke maaron ka maqeen-e-gumbad-e-khazra ko haal-e-dil sunaeinge ja kar koi taiba mein ye aaqa ko bataae guzre hue lamhon ki bahot yaad sataae jab se soo-e-bat'ha ka ye shaidaee hua hai tab se dil-e-betaab kahin chain na paae ja kar koi taiba mein ye aaqa ko bataae kisi surat yahaan par ab hamara jee nahin lagta hamein baad-e-saba le ja uda kar unke kuche mein mujhse koi ye maal ye daulat sabhi le kar lauta de wo pal jo the madine mein bitaae ja kar koi taiba mein ye aaqa ko bataae phir aae bulaawa mujhe darbaar-e-nabi se allah kabhi khair se ye din bhi dekhaae ja kar koi taiba mein ye aaqa ko bataae imaan kisi shakhs ka qaamil nahin hota jab tak ke wo sarkar pe imaan na la...
- Get link
- X
- Other Apps
madine mujhko bulalen bahot udas hu main - English hamein bulaalein aaqa hamein bulalein aaqa aaqa badi ummid hai sarkar qadmon mein bulaaeinge karam ki jab nazar hogi madine ham bhi jaaenge madine mujhko bulaalein bahot udaas hun main gham-e-jahaan se bachaalein bahot udaas hun main karam huzoor ho aisa ke saara ghar aaye mera sawal na tale bahot udaas hun main mai pichhle saal to aqa madine aaya tha huzoor phir se bulaalein bahot udaas hun main badi panaah mein aaya jo aaya taiba mein meri hayat bachale bahot udaas hun main udasiyon ne mere ghar pe pehra dala hai musibaton se nikalein bahot udaas hun main nahin hai gair ujagar gulam aapka hai gira hua hun uthalein bahot udaas hun main मदीने मुझको बुला लें, बहुत उदास हूँ मैं - Hindi हमें बुला लें आका, हमें बुला लें आका आका बड़ी उम्मीद है सरकार कदमों में बुलाएंगे करम की जब नज़र होगी मदीने हम भी जाएंगे मदीने मुझको बुला लें, बहुत उ...
- Get link
- X
- Other Apps
zabaan se kya main kahun, aap se chhupa kya hai zabaan se kya main kahun, aap se chhupa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai nabi ke ishq ki lazzat bilaal se puchho bilaal jante hen ishq-e-mustafa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun kaha khuda ne sar-e-hashr bakhsh di ummat mere habeeb bata aur chahta kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun gale men dekha jo patta teri gulaami ka kaha nakeeron ne ab is se puchhna kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun mere huzur ko khud jaisa bolne waale tum unki zaat ke baare men janta kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya main kahun wo kya bataega quraan ke rumuuz bhala jise pata hi nahin shan-e-mustafa kya hai wo jante hen mere dil ka majra kya hai zabaan se kya...
- Get link
- X
- Other Apps
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...
- Get link
- X
- Other Apps
chaand-taare hi kya dekhte reh gaye salle ala nabiyyina salle ala muhammadin chaand-taare hi kya dekhte reh gaye unko arzo sama dekhte reh gaye padke roohul ameen sura-e-wadduha surate mustafa dekhte reh gaye wo imaamat ki shab wo saf-e-ambiya muqtadi muqtada dekhte reh gaye wo gaye arsh tak aur roohul ameen sidratul muntaha dekhte reh gaye kya khabar kisko kab jaam-e-kausar mila ham to unki ada dekhte reh gaye nek-o-bad par hua unka yaksa karam log achchha bura dekhte reh gaye hoke gham aaye naseer unke jalwon mein hum shaan-e-rabbul ula dekhte reh gaye चाँद-तारे ही क्या देखते रह गए सल्ले अला नबीय्यिना सल्ले अला मुहम्मदिन् चाँद-तारे ही क्या देखते रह गए उनको अरज़ो समा देखते रह गए पढ़के रूहुल अमीन सूरा-ए-वद्दूहा सूरत-ए-मुस्तफा देखते रह गए वो इमामत की शब वो सफ़-ए-अंबिया मुक़्तदी मुक़्तदा देखते रह गए वो गए अर्श तक और रूहुल...
- Get link
- X
- Other Apps
khuda ne mujhko diya maa teri duaon se khuda ne mujhko diya maa teri duaon se maa teri duaon se mila hai jo bhi mila maa teri duaon se maa teri duaon se jahaan jahaan bhi gaya log dil bichha ne lage ye ahetiraam mera maa teri duaon se teri duaon se maa teri duaon se maa ki dua jannat ki hawa maa ki dua jannat ki hawa ye kaamiyabiyan shohrat qadam qadam pe mili naseeb aisa mila maa teri duaon se teri duaon se maa teri duaon se tawaaf maine kiya, sa‘ee-e-marwa bhi jo maine umrā kiya maa teri duaon se teri duaon se maa teri duaon se mujhe giraane pe haasid tule hue the magar main dushmanon se bacha maa teri duaon se teri duaon se maa teri duaon se qasam hai isme ujagar ka kuchh kamaal nahin urooj isko mila maa teri duaon se teri duaon se maa teri duaon se ख़ुदा ने मुझको दिया माँ तेरी दुआओं से ख़ुदा ने मुझको दिया माँ तेरी दुआओं से ...
- Get link
- X
- Other Apps
tere siwa ma'bood-e-haqeeqi lailaha illallah lailaha illallah lailaha illallah lailaha illallah tere siwa ma'bood-e-haqeeqi koi nahi hai koi nahi tere siwa maqsood-e-haqeeqi koi nahi hai koi nahi tere siwa mashhood-e-haqeeqi koi nahi hai koi nahi ab to rahe bas ta-dam-e-aakhir wirde zaban ae mere ilahi lailaha illallah lailaha illallah lailaha illallah lailaha illallah yaad mein teri sab ko bhula doon koi na mujhko yaad rahe tujh pe sab ghar baar luta doon khaana-e-dil aabaad rahe sab khushiyon ko aag laga doon gham se tere dil shaad rahe ab to rahe bas ta-dam-e-aakhir wirde zaban ae mere ilahi lailaha illallah lailaha illallah lailaha illallah lailaha illallah mujhko sarapa zikr bana de zikr tera ae mere khuda nikle mere har din muh se zikr tera ae mere khuda halq se nikle saans ke badle zikr tera ae mere khud...
- Get link
- X
- Other Apps
KHuda ka zikr kare zikr-e-mustafa na kare KHuda ka zikr kare zikr-e-mustafa na kare hamare munh mein ho aisi zubaan KHuda na kare madine jaake nikal na shaher se baahar KHuda na-khasta ye zindagi wafa na kare nabi ke qadmon mein jis dam ghulaam ka sar ho kaza se kehdo ke ek lamha bhi kaza na kare dar-e-rasool pe aisa kabhi nahin dekha koi sawal kare aur wo ata na kare kaha KHuda ne shafa'at ki baat mahshar mein mera habeeb kare koi dusra na kare aseer jisko bana kar rakkhe madine mein tamaam umar rihaaee ki wo dua na kare shaoor-e-naat bhi ho aur zubaan bhi ho adeeb wo aadami nahin jo inka haq ada na kare ख़ुदा का ज़िक्र करे ज़िक्र-ए-मुस्तफ़ा न करे ख़ुदा का ज़िक्र करे ज़िक्र-ए-मुस्तफ़ा न करे हमारे मुँह में हो ऐसी ज़ुबां ख़ुदा न करे मदीने जाकर निकल न शहर से बाहर ख़ुदा न-ख़ास्ता ये ज़िन्दगी वफ़ा न करे नबी के क़दमों में जिस दम ग़ुलाम का सर हो क़ज़ा से कह दो के एक लम्हा भी क़ज़ा न करे दर-ए-रसूल पे ऐसा कभी नहीं देखा कोई सवाल...
- Get link
- X
- Other Apps
Aa gaye Rasulallah Ahlawwa Sahlan Marhaba Aa gaye Rasulallah Marhaba Ya Mustafa Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein hangaam khushi ka Hai sard hawa, mast faza, shokh nazara Aaye hein Nabi aaj hai hangaam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein hangaam khushi ka Mehboob-e-Khuda aaye yaha.n Rabb ne Inhe.n bheja Ummat ko mila Maula se In'aam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein hangaam khushi ka Chehron se damakti hai khushi jinno bashar ke Ailaan-e-Masarrat jo hua aam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein hangaam khushi ka Fikro ko bhula, dard mita, zikr-e-Nabi se Wo Daaman-e-Rehmat to hai paigam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai paigam khushi ka Mela sa laga Duniya mein hangaam khushi ka Milad ki Mehfil mein mili rahatein Dil ki Aagaz khushi ka hai to anjam khushi ka Milad-e-Nabi laya hai p...
- Get link
- X
- Other Apps
Mere Aaqa Tayba Wale Mere Aaqa Tayba Wale Ya Rasulallah Madine mein hame bulwaiye Ek nazar sue gariban Mustafa farmaiye Ya Rasulallah Madine mein hame bulwaiye Rehmatulil Alamin ho jaye Rehmat ki nazar Hai andheri Meri Duniya suna suna Mera ghar Apne jalwon se munawwar ghar Mera kar jaiye Ya Rasulallah Madine mein hame bulwaiye Gumbade khazra ki Mein bhi dekh lun hariyaliyan Chumlu Aankhon se Mein Aaqa Sunahri Jaaliyan Aesa qismat ka Sitaara Mustafa chamkaiye Ya Rasulallah Madine mein hame bulwaiye Kab Madine mein Meri Sarkar hogi haazri Aap jo chahein to ho jaye Meri khoti khari Saiyyeda ke waaste ab to karam farmaiye Ya Rasulallah Madine mein hame bulwaiye Mustafa Ya Mujtaba Ya Rehmatullil Aalamin Aye shafi e Roze Mehshar Aye shafi e Muznabin Izan Ehsan ko Madine ka ata farmaiye Izan Tahir ko Madine ka ata farmaiye Ya Rasulallah Madine mein hame bulwaiye
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...







.png)

