Tere siwa ma'bood hakeeki Koi nahi hai Koi nahi Lyrics
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Tere siwa ma'bood hakeeki
Koi nahi hai Koi nahi
Tere siwa maksoode hakeeki
Koi nahi hai Koi nahi
Tere siwa mash'hood hakeeki
Koi nahi hai Koi nahi
Ab to rahe bas ta dame akhir
Wirde zaban ae mere ilahi
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Yaad mein teri sab ko bhula dun
Koi na mujko yaad rahe
Tujpe sab ghar bar luta dun
Khana dile abad rahe
Sab khushiyon ko aag laga dun
Gham se tere dil shaad rahe
Ab to rahe bas ta dame akhir
Wirde zaban ae mere ilahi
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Mujko sarapa zikr bana de
Zikr tera ae mere khuda
Nikle mere har din muh se
Zikr tera ae mere khuda
Halk se nikle saans ke badle
Zikr tera ae mere khuda
Mujko sarapa zikr bana de
Zikr tera ae mere khuda
Nikle mere har din muh se
Zikr tera ae mere khuda
Halk se nikle saans ke badle
Zikr tera ae mere khuda
Ab to rahe bas ta dame akhir
Wirde zaban ae mere ilahi
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
pahelu mein jab tak qalb rahe
Aur Tan mein jab tak jaan rahe
Lab pe tera hi naam rahe
Aur dil mein tera hi khayal rahe
Lekin tujse gafil hargiz hargiz
Dil na mera ek aan rahe
pahelu mein jab tak qalb rahe
Aur Tan mein jab tak jaan rahe
Lab pe tera hi naam rahe
Aur dil mein tera hi khayal rahe
Lekin tujse gafil hargiz hargiz
Dil na mera ek aan rahe
Ab to rahe bas ta dame akhir
Wirde zaban ae mere ilahi
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Lailaha Illallah Lailaha Illallah
Who is the singer and author of this beautiful nasheed
ReplyDeleteHis name is Adnan shaykh ie me
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteKhwaja Azizul Hassan Majzoobi (R). He is a dear khalifa of Hakeemul Ummat Mujadid e Millat Molana Ashraf Ali Thanvi (R).
ReplyDeleteFrom my childhood i am.a fan of this hamd. and its on youtube also
ReplyDelete