Duniya ka Sabse bada Jashn hai Lyrics || दुनिया का सबसे बड़ा जश्न है || Hafiz Tahir Qadri || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)
Roman(ENG):
Assalamu Alayk Ya Ya Rasulallah
Assalamu Alayk Ya Habeebi Ya Nabiyallah
Saj gayi hai Ye Zameen, Saj gaya hai Aasmaan
Mustafa ke Noor se Saj gaya hai Kul Jahaan
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Salle Ala
Duniya ka Sabse bada Sabse bada Jashn hai
Mere Sarkaar ke Milaad ka Ye Jashn hai
Aaqa ka Jashn hai , Maula ka Jashn hai
Pyaare ka Jashn hai Jashn hai
Jab Baarwi ka Chaand Zamaane pe chha gaya
Butt gir gaye Zameen pe Shaitaan ro padaa
Taare bhi joom joom ke Qadmon mein gir gaye
Kaaba bhi Mustafa ki Salaami ko juk gaya
Saj gayi hai Ye Zameen, Saj gaya hai Aasmaan
Mustafa ke Noor se Saj gaya hai Kul Jahaan
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Salle Ala
Duniya ka Sabse bada Sabse bada Jashn hai
Mere Sarkaar ke Milaad ka Ye Jashn hai
Sabse bada hai Jashn Khuda ke Habeeb ka
Jinke Tufail banaaye hein Do Jahaan
Hote na Mustafa to na hoti Ye Kaaynaat
Zinda hein Ham Jo Aaj hai Sadqa Rasool ka
Saj gayi hai Ye Zameen, Saj gaya hai Aasmaan
Mustafa ke Noor se Saj gaya hai Kul Jahaan
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Salle Ala
Duniya ka Sabse bada Sabse bada Jashn hai
Mere Sarkaar ke Milaad ka Ye Jashn hai
Shaane Nabi ka Bayaan Maksade Milaad hai
Aale Nabi se Wafa Maksade Milaad hai
Zikr ho Ashaab ka Maksade Milaad hai
Zindagi mein Roshni, Barkate Millad hai
Ilm se Ye Dosti , Barkate Milaad hai
Imaan mein Taajgi Barkate Milaad hai
Mustafa ki Guftagu Azmate Milaad hai
Ho rahi hai Chaarsoo Azmate Milaad hai
Aasikon ke Rubaroo Azmate Milaad hai
Aaya hai Aaj Wo Jise Aadam kare Salaam
Har Ek Nabi ka Rabb ne banaaya Jise Imaam
Isaa ko bhi hai Ummati hone ki Aarzu
Yusuf bhi Jispe Qurbaan hai Jibreel hein Gulaam
Saj gayi hai Ye Zameen, Saj gaya hai Aasmaan
Mustafa ke Noor se Saj gaya hai Kul Jahaan
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Salle Ala
Duniya ka Sabse bada Sabse bada Jashn hai
Mere Sarkaar ke Milaad ka Ye Jashn hai
Tala-Al Badru Alayna , Min Sani Yaatil-Wadaaee
WajabasShukru Alayna, Mada-aa Lillai Daaee
Aaye Nabi to Betiyaan dabne se bach gayin
Bewaaon ki bhi Doliyaan hein fir se saj gayin
Maaon ko Khuld , Beti ko Rehmat bana diya
Deewarein Nafraton ki Zameen mein hai dhans gayi
Saj gayi hai Ye Zameen, Saj gaya hai Aasmaan
Mustafa ke Noor se Saj gaya hai Kul Jahaan
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Salle Ala
Duniya ka Sabse bada Sabse bada Jashn hai
Mere Sarkaar ke Milaad ka Ye Jashn hai
Karke Charaagaan Saara Jahaan Jagmaga diya
Har Ghar pe Aashikon ne hai Janda laga diya
Langar kahin hai aur kahin Sharbato Sabeel
Usshaaqe Mustafa kabhi hote nahin bakhil
Saj gayi hai Ye Zameen, Saj gaya hai Aasmaan
Mustafa ke Noor se Saj gaya hai Kul Jahaan
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Salle Ala
Duniya ka Sabse bada Sabse bada Jashn hai
Mere Sarkaar ke Milaad ka Ye Jashn hai
Nabiyo ke Sultaan aaye Marhaba Ya Mustafa
Do Jahaan ki Shaan aaye Marhaba Ya Mustafa
Saahibe Quraan aaye Marahaba Ya Mustafa
Aashikon ki Jaan aaye Marhaba Ya Mustafa
Saiyyido Sardaar aaye Marhaba Ya Mustafa
Khalk ke Sardaar aaye Marhaba Ya Mustafa
Ahmade Mukhtaar aaye Marahaba Ya Mustafa
Dilbaro Dildaar aaye Marahab Ya Mustafa
Assalam Aye Jaane Aalam, Assalam Imaane Aalam
Shaahe Deen Sultaane Aalam, Marhaba Ya Mustafa
Ye Jashn koi aaj ki Ijaad to nahin,
Sadiyon se ho raha hai nayi baat to nahin
Aamad ki Apni Yaad Nabi ne manaaee hai
Khud Rabbe Kaaynaat ne Mehfil sajaaee hai
Saj gayi hai Ye Zameen, Saj gaya hai Aasmaan
Mustafa ke Noor se Saj gaya hai Kul Jahaan
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Salle Ala
Duniya ka Sabse bada Sabse bada Jashn hai
Mere Sarkaar ke Milaad ka Ye Jashn hai
Rabb ne Rasoole Paak ko bakhsha hai Wo Makaam
Insaan kya Charind bhi karte hein Ahetiraam
Suraj fire to Chaand Ishaare se Chaak ho
Baadal kare hai Saaya Shajar bhi kare Salaam
Saj gayi hai Ye Zameen, Saj gaya hai Aasmaan
Mustafa ke Noor se Saj gaya hai Kul Jahaan
Marhaba Marhaba Marhaba Ya Mustafa Salle Ala
Duniya ka Sabse bada Sabse bada Jashn hai
Mere Sarkaar ke Milaad ka Ye Jashn hai
Naamuse Mustafa ke Muhaafiz pe ho Salaam
Ahmed Raza pe Khaadime Razwi pe ho Salaam
Naamus par ho Pehraa , hai Aasim Mission yahi
Hai Jaan bhi Hamaari Rasoole Khuda ke Naam
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Ye Dil bhi Tumhara hai Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Ye Jaan bhi Tumhari hai Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Ham Ishq ke Gaazi hein Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Ham Tere Sipaahi hein Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Sauda nahin kareinge Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Imaan na becheinge Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Sab kuchh hi Tumhara hai Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
Sab kuchh hi lutaaeinge Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah
हिंदी (HINDI):
अस्सलामु अलैक या या रसूलल्लाह
अस्सलामु अलैक या हबीबी या नबीयल्लाह
सज गयी है ये ज़मीं , सज गया है आसमान
मुस्तफा के नूर से सज गया है कुल जहां
मरहबा मरहबा मरहबा या मुस्तफा
दुनिया का सबसे बड़ा सबसे बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मिलाद का ये जश्न है
आक़ा का जश्न है , मौला का जश्न है
प्यारे का जश्न है जश्न है
जब बारवी का चाँद ज़माने पे छा गया
बट गिर गए ज़मीं पे शैतान रो पड़ा
तारे भी ज़ूम ज़ूम के क़दमों में गिर गए
काबा भी मुस्तफा की सलामी को जुक गया
सज गयी है ये ज़मीं , सज गया है आसमान
मुस्तफा के नूर से सज गया है कुल जहां
मरहबा मरहबा मरहबा या मुस्तफा
दुनिया का सबसे बड़ा सबसे बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मिलाद का ये जश्न है
सबसे बड़ा है जश्न खुदा के हबीब का
जिनके तुफैल बनाये हैं दो जहां
होते न मुस्तफा तो होती न कायनात
ज़िंदा हैं हम जो आज है सदक़ा रसूल का
सज गयी है ये ज़मीं , सज गया है आसमान
मुस्तफा के नूर से सज गया है कुल जहां
मरहबा मरहबा मरहबा या मुस्तफा
दुनिया का सबसे बड़ा सबसे बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मिलाद का ये जश्न है
शाने नबी का बयान मकसदे मिलाद है
आले नबी से वफ़ा मकसदे मिलाद है
ज़िक्र हो असहाब का मकसदे मिलाद है
ज़िन्दगी में रौशनी बरकते मिलाद है
इल्म से ये दोस्ती बरकते मिलाद है
ईमान में ताजगी बरकते मिलाद है
मुस्तफा की गुफ्तगू अज़मते मिलाद है
हो रही है चारसू अज़मते मिलाद है
आशिकों के रूबरू अज़मते मिलाद है
आया है आज वो जिसे आदम करे सलाम
हर एक नबी का रब्ब ने बनाया जिसे इमाम
इसा को भी है उम्मती होने की आरज़ू
युसूफ भी जिनपे क़ुर्बान है जिब्रील हैं गुलाम
सज गयी है ये ज़मीं , सज गया है आसमान
मुस्तफा के नूर से सज गया है कुल जहां
मरहबा मरहबा मरहबा या मुस्तफा
दुनिया का सबसे बड़ा सबसे बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मिलाद का ये जश्न है
तला-अल-बदरू अलैना, मीन सनी यातील वदाई
वाजबश-शुक्रू अलेना , मदा-आ लिल्लाहि दाई
आये नबी तो बेटियां दबने से बच गयीं
बेवाओं की भी डोलियां हैं फिर से सज गयीं
माओं को खुल्द , बेटी को रेहमत बना दिया
दीवारें नफरतों की ज़मीं में हैं धंस गयीं
सज गयी है ये ज़मीं , सज गया है आसमान
मुस्तफा के नूर से सज गया है कुल जहां
मरहबा मरहबा मरहबा या मुस्तफा
दुनिया का सबसे बड़ा सबसे बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मिलाद का ये जश्न है
करके चरागाँ सारा जहां जगमगा दिया
हर घर पे आशिकों ने है झंडा लगा दिया
लंगर कहीं हैं और कहीं शरबतो सबील
उश्शाक़े मुस्तफा कभी होते नहीं बख़ील
सज गयी है ये ज़मीं , सज गया है आसमान
मुस्तफा के नूर से सज गया है कुल जहां
मरहबा मरहबा मरहबा या मुस्तफा
दुनिया का सबसे बड़ा सबसे बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मिलाद का ये जश्न है
नबियों के सुल्तान आये मरहबा या मुस्तफा
दो जहां की शान आये मरहबा या मुस्तफा
साहिबे क़ुरआन आये मरहबा या मुस्तफा
आशिकों की जान आये मरहबा या मुस्तफा
सैय्यिदो सरदार आये मरहबा या मुस्तफा
ख़ल्क़ के सरदार आये मरहबा या मुस्तफा
अहमदे मुख्तार आये मरहबा या मुस्तफा
दिलबरों दिलदार आये मरहबा या मुस्तफा
अस्सलाम अये जाने आलम, अस्सलाम इमाने आलम
शाहे दीं सुल्ताने आलम, मरहबा या मुस्तफा
ये जश्न कोई आज की ईजाद तो नहीं
सदियों से हो रहा है नयी बात तो नहीं
आमद की अपनी याद नबी ने मनाई है
खुद रब्बे कायनात ने महफ़िल सजाई है
सज गयी है ये ज़मीं , सज गया है आसमान
मुस्तफा के नूर से सज गया है कुल जहां
मरहबा मरहबा मरहबा या मुस्तफा
दुनिया का सबसे बड़ा सबसे बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मिलाद का ये जश्न है
रब्ब ने रसूले पाक को बख्शा है वो मकाम
इंसान क्या चरिन्द भी करते हैं एहतिराम
सूरज फिरे तो चाँद इशारे से चाक हो
बादल करे है साया , शजर भी करे सलाम
सज गयी है ये ज़मीं , सज गया है आसमान
मुस्तफा के नूर से सज गया है कुल जहां
मरहबा मरहबा मरहबा या मुस्तफा
दुनिया का सबसे बड़ा सबसे बड़ा जश्न है
मेरे सरकार के मिलाद का ये जश्न है
नामूसे मुस्तफा के मुहाफ़िज़ पे हो सलाम
अहमद रज़ा पे ख़ादिमें रज़वी पे हो सलाम
नामूस पर हो पहरा , है आसिम मिशन यही
है जान भी हमारी रसूले खुदा के नाम
लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
ये दिल भी तुम्हारा है लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
ये जां भी तुम्हारी है लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
हम इश्क़ के गाज़ी हैं लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
हम तेरे सिपाई हैं लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
सौदा नहीं करेंगे लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
ईमान न बेचेंगे लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
सब कुछ ही तुम्हारा है लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
सं कुछ ही लुटाएंगे लब्बैक लब्बैक लब्बैक या रसूलल्लाह
More Miladunnabi Naat Lyrics:
- Sun le Saari Duniya Ham Milaad waale Lyrics || Muhammad Khubaib Qadri
- Duniya ka Sabse bada Jashn manaaeinge Ham Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)
- Aashikane Mustafa ko Eide Miladunnabi Lyrics || Roman(ENG) & हिंदी (HINDI)
- Tera Khawan Mein Tere Geet gawan Ya Rasulallah Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
- Ham Apne Nabi Paak se yun Pyar karenge Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)
Ali
ReplyDelete