Posts

Showing posts with the label aayat arif

Aao, Eid manaein, Eid manaein || Aayat Arif || English ~ Hindi

Roman (Eng) : Khushiyon bhara Ye Din hai , Mil kar Khushiyaan manaein Naye Naye Kapde pahen kar , Pyaaron se milne jaayein Ruthe huon ko aaj manaake , Sabko gale lagaein Aao , Eid manaein, Eid manaein, Eid manaein Aao , Eid manaein, Eid manaein, Eid manaein Shukr Khuda ka paaya hai, Meethi Eid ka Ye Tehwaar Badon se lenge Duaaein, Aur Chhoton ko kareinge Pyaar Garam Garam Sewaiyyan, Khaaeinge ho kar Tayyar Rang be Rangi Chudiyaan Pahenein, Aur Mahendi lagwaaein Aao , Eid manaein, Eid manaein, Eid manaein Aao , Eid manaein, Eid manaein, Eid manaein Noton se Full hogi , Pocket Apni Apni In Paison se lenge Ham , Cheezein acchhi acchhi Khala , Phuppho , Chachi ke Ghar chalte hein jaldi Dada , Dadi, Nana, Nani se Eidi le aayein Aao , Eid manaein, Eid manaein, Eid manaein Aao , Eid manaein, Eid manaein, Eid manaein Dil mein nafrat rakh kar , jeena kaisa jeena hai Gharwaalon ke sath mein baithke khana pina hai Sab Dukh Dard bhula do , Ye Khushiyon ka Mahina hai Ruthe huon ko aaj manaake , Sab...

Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Lyrics || Ramzan Special || Aayat Arif || Roman(Eng) & हिंदी (Hindi)

Roman(Eng) : Aakhirat ko karne aasaan aaya hai Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Samjo to Qismat mein likkha hai ye Ramzaan Isi liye to Hamne Paaya hai ye Ramzaan Khuda ka Hampe banke Ahesaan aaya hai Aakhirat ko karne aasaan aaya hai Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Muflis ki Jholi bhi Tu bhar de Aye Maula Be-Ghar Jo hein Unko Tu Ghar de Aye Maula Kar paaun kuchh acchha miskinon ki khaatir Aesa Muje Tawangar Tu kar de Aye Maula Mauka banke Phir se Ramzaan aaya hai Aakhirat ko karne aasaan aaya hai Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai Kharch kareinge Allah ki Raah mein Apna Maal Is Ramzaan ka aese Ham kareinge Istiqbaal Jaise Ghar mein koi Mehmaan aaya hai Aakhirat ko karne aasaan aaya hai Ek baar Phir se Ramzaan aaya hai हिंदी (Hindi): आख़िरत को करने आसान आया है एक बार फिर से रमज़ान आया है समजो तो क़िस्मत में लिखा है ये रमज़ान इसी लिए तो हमने पाया है ये रमजान खुदा का हम पे बनके अहसान आया है आख़िरत को करने आसान आया है एक बार फिर से रमज़ान आया है मुफ़लिस की झोली भी तू भर दे अये मौला बे-घर जो हैं उन...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics / अपने मालिक का में नाम लेकर / اپنے مالک کا میں نام لیکر

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام