Haidare Karraar Lyrics || Hafiz Tahir Qadri || Roman(Eng) & हिंदी

Roman(Eng) : 

Jashne Maula-e-Qaayenaat jaari rahega jaari rahega
Sunni hai to fir Dil se Tu Ali Ali bolega

Haidare Karraar Haidare Karraar 
Haidare Karraar Haidare Karraar

Hai Chaar Yaaron mein Ik Yaar
Haidare Karraar Haidare Karraar 
Hue Khalifa-e-Sarkaar Haidare Karraar

Tumhare Naam ko Sun kar ke Aaj tak Maula
Laraz rahe hein Ye Kuffar
Haidare Karraar Haidare Karraar

Mili hai Maahe Rajab ki Ye Terwih Tumse
Ye Ahle Haq ka hai Tahewaar
Haidare Karraar Haidare Karraar

Shere Khuda hai Ali Ali Jaane Nabi hai Ali Ali
Chothaa Khalifaa Ali Ali Sabke Maula Ali Ali

Teri Chaahat Ali Ali Meri Chaahat Ali Ali
Baabe Wilaayat Ali Ali.. Ali Ali.. Ali Ali ..

Nabi ki Nind pe kar di Namaaze Asar fidaa
Nabi se thaa yun Teraa Pyaar
Haidare Karraar Haidare Karraar 

Jo Ahle-Bayto Sahaaba pe Jaan dete hein
Wohi hein Tere Wafaadaar

Ahle Nazar ki Aankh ka Taaraa Ali Ali
Ahle Wafaa ke Dil ka Sahaara Ali Ali

Hai Chaar Yaaron mein Ik Yaar
Haidare Karraar Haidare Karraar 

Ke Soye Maut ke bistar pe Jo Shabe Hijrat
Wohi hai Saahibe Izzat 
Haidare Karraar Haidare Karraar 

Adoo-e-Deen se Kyun kar darun ke Jab Mere
Hein Har Qadam pe madadghaar
Haidare Karraar Haidare Karraar 

Hai Chaar Yaaron mein Ik Yaar
Haidare Karraar Haidare Karraar 

Gataaye Kaise koi Aapki Fazeelat ko
Hein Aap Haq ke Alamdaar
Hai Chaar Yaaron mein Ik Yaar
Haidare Karraar Haidare Karraar 

Shahe Danaa ke Waseele se Apni Chokhat par
Bulaa-eeye Muje Ik baar 

Ahle Nazar ki Aankh ka Taaraa Ali Ali
Ahle Wafaa ke Dil ka Sahaara Ali Ali

Hai Chaar Yaaron mein Ik Yaar
Haidare Karraar Haidare Karraar

Inhein mila Asadullah ka Lakab Tabsee
Hein Badshaahon ke Saalaar
Haidare Karraar Haidare Karraar

Jashne Maula-e-Qaayenaat jaari rahega jaari rahega
Sunni hai to fir Dil se Tu Ali Ali bolega

हिंदी : 


जश्ने मौला-इ-क़ायनात जारी रहेगा जारी रहेगा
सुन्नी है तो फिर दिल से तू अली अली बोलेगा

हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार
है चार यारों में इक यार हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार
हुए खलीफा-इ-सरकार , हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

तुम्हारे नाम को सुन कर के आज तक मौला
लरज़ रहे हैं कुफ्फार हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

मिली है माहे रजब की ये तेरविह तुमसे
ये अहले हक़ का है तहेवार हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

शेरे खुदा है अली अली , जाने नबी है अली अली
चौथा खलीफा अली अली , सबके मौला अली अली

तेरी चाहत अली अली , मेरी चाहत अली अली
बाबे विलायत अली अली अली अली अली अली

नबी की नींद पे कर दी नमाज़े असर फ़िदा
नबी से था यूँ तेरा प्यार , हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

जो अहले बयतो सहाबा पे जान देते हैं
वही हैं तेरे वफादार !!!

अहले नज़र की आँख का तारा अली अली
अहले वफ़ा के दिल का सहारा अली अली
है चार यारों में इक यार , हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

के सोये मौत के बिस्तर पे जो शबे हिजरत
वही है साहिबे इज़्ज़त , हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

आड़ू-इ-दीन से क्यों कर डरूं के जब मेरे
हैं हर क़दम पे मददगार, हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

है चार यारों में इक यार , हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

गटाये कैसे कोई आपकी फ़ज़ीलत को
हैं आप हक़ के अलमदार, हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

है चार यारों में इक यार , हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

शहे दाना के वसीले से अपनी चौखट पर
बुलाइये मुझे इक बार, 

अहले नज़र की आँख का तारा अली अली
अहले वफ़ा के दिल का सहारा अली अली

है चार यारों में इक यार , हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

इन्हें मिला असदुल्लाह का लक़ब तब्सी
हैं बादशाहों के सालार , हैदरे कर्रार , हैदरे कर्रार

जश्ने मौला-इ-क़ायनात जारी रहेगा जारी रहेगा
सुन्नी है तो फिर दिल से तू अली अली बोलेगा

Comments

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu