- Get link
- X
- Other Apps
taibaa ke jaane wale jaa kar bade adab se
Naat-Khwaan: Owais Raza Qadri
taibaa ke jaane wale jaa kar bade adab se
mera bhi kissa-e-gham kehna shahe arab se
kehna ke shahe aali ek ranjo gham ka maara
donon jahaan mein iska hai aap hi sahaara
halaat-e-pur-alam se har dam guzar raha hai
aur kampte labon se fariyaad kar raha hai
baare gunah apna hai dosh par uthaye
koi nahin hai aesa jo puchhne ko aaye
bhatka hua musaafir manzil ko dhundhta hai
taariqiyon mein maahe kaamil ko dhundhta hai
seene mein hai andhera dil hai siyaah-khaana
ye sab meri haqeeqat sarkar ko sunana
kehna mere nabi se mehroom hun khushi se
sar par ek abre gham hai ashkon se aankh nam hai
paamaale zindagi hun sarkar ummati hun
ummat ke rehnuma ho kuch arze haal sunlo
fariyaad kar raha hun main dil-figar kab se
mera bhi kissa-e-gham kehna shahe arab se
taibaa ke jaane wale jaa kar bade adab se
mera bhi kissa-e-gham kehna shahe arab se
kehna ke kha raha hun main thokarein jahaan mein
tumhi batao aaqa jaaun bhala kahaan mein
mehsoos kar raha hun duniya hai ek dhoka
matlab ke yaar hain sab koi nahin kisi ka
kisko main apna jaanun kiska main lun sahaara
mujhko to mere aaqa hai aapka sahaara
tumhi sunoge meri tumhi karam karoge
donon jahaan mein tumhi mera bharam rakhoge
tum daadkhahe-aalam mein ek naseebe barham
tum bekason ke wali main be-nawa suwaali
tum aasi yon ka yaara main gardishon ka maara
rehmat ho tum saraapa main murtakib khataa ka
hun sharmsaar apne a’maal ke sabab se
mera bhi kissa-e-gham kehna shahe arab se
taibaa ke jaane wale jaa kar bade adab se
mera bhi kissa-e-gham kehna shahe arab se
aye aazime madina jaa kar nabi se kehna
soze gham-e-alam se ab jhal raha hai seena
kehna ke dil mein lakhon armaan bhare hue hain
kehna ke hasraton ke nashtar chubhe hue hain
hai aarzu ye dil ki main bhi madine jaaun
sultaan-e-do jahaan ko sab daag-e-dil dikhaun
kaatun hazaar chakkar taibaa ki har gali ke
yunhi guzar dun main ayyaam zindagi ke
phoolon pe jaan nisaarun kaanton pe dil ko vaarun
zarron ko dun salaami dar ki karun gulaami
diwaron dar ko chumun kadmon pe sar ko rakh dun
mehboob se lipat kar rota rahun barabar
aalam ke dil mein hai ye hasrat na-jaane kab se
mera bhi kissa-e-gham kehna shahe arab se
taibaa ke jaane wale jaa kar bade adab se
mera bhi kissa-e-gham kehna shahe arab se
तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से
तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से
मेरा भी किस्सा-ए-ग़म कहना शह-ए-अरब से
कहना के शह-ए-आली एक रंज़-ओ-ग़म का मारा
दोनों जहाँ में इसका है आप ही सहारा
हालाते पुर-अलम से हर दम गुज़र रहा है
और कांपते लबों से फ़रियाद कर रहा है
बार-ए-गुनाह अपना है दोष पर उठाए
कोई नहीं है ऐसा जो पूछने को आए
भटका हुआ मुसाफ़िर मंज़िल को ढूंढता है
तारिकियों में माहे-कामिल को ढूंढता है
सीने में है अंधेरा दिल है सियाह-ख़ाना
ये सब मेरी हक़ीक़त सरकार को सुनाना
कहना मेरे नबी से महरूम हूँ ख़ुशी से
सर पर एक अब्र-ए-ग़म है अश्कों से आँख नम है
पामाले ज़िंदगी हूँ सरकार उम्मती हूँ
उम्मत के रहनुमा हो कुछ अर्ज़-ए-हाल सुन लो
फ़रियाद कर रहा हूँ मैं दिल-फ़िगर कब से
मेरा भी किस्सा-ए-ग़म कहना शह-ए-अरब से
तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से
मेरा भी किस्सा-ए-ग़म कहना शह-ए-अरब से
कहना के खा रहा हूँ मैं ठोकरें जहाँ में
तुम ही बताओ आक़ा जाऊँ भला कहाँ मैं
महसूस कर रहा हूँ दुनिया है एक धोखा
मतलब के यार हैं सब कोई नहीं किसी का
किसको मैं अपना जानूँ किसका मैं लूं सहारा
मुझको तो मेरे आक़ा है आपका सहारा
तुम ही सुनोगे मेरी तुम ही करम करोगे
दोनों जहाँ में तुम ही मेरा भरम रखोगे
तुम दादख़ाहे-आलम में एक नसीबे बरहम
तुम बे-कसों के वली मैं बे-नवा सवाली
तुम आसियों का यारा मैं गर्दिशों का मारा
रहमत हो तुम सरापा मैं मुरतकिब ख़ता का
हूँ शर्मसार अपने आ’माल के सबब से
मेरा भी किस्सा-ए-ग़म कहना शह-ए-अरब से
तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से
मेरा भी किस्सा-ए-ग़म कहना शह-ए-अरब से
ऐ आज़िम-ए-मदीना जा कर नबी से कहना
सोज़-ए-ग़म-ए-अलम से अब झल रहा है सीना
कहना के दिल में लाखों अरमान भरे हुए हैं
कहना के हसरतों के नश्तर चुभे हुए हैं
है आरज़ू ये दिल की मैं भी मदीने जाऊँ
सुल्तान-ए-दो जहाँ को सब दाग़-ए-दिल दिखाऊँ
काटूँ हज़ार चक्कर तैबा की हर गली के
यूं ही गुज़र दूँ मैं अय्याम-ए-ज़िंदगी के
फूलों पे जान निसारूं कांटों पे दिल को वारूं
ज़रों को दूँ सलामी दर की करूं ग़ुलामी
दीवारों दर को चूमूं क़दमों पे सर को रख दूँ
महबूब से लिपट कर रोता रहूं बराबर
आलम के दिल में है ये हसरत न जाने कब से
मेरा भी किस्सा-ए-ग़म कहना शह-ए-अरब से
तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से
मेरा भी किस्सा-ए-ग़म कहना शह-ए-अरब से
طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے
طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے
میرا بھی قصۂ غم کہنا شہِ عرب سے
کہنا کہ شاہِ عالی اک رنج و غم کا مارا
دونوں جہاں میں اس کا ہے آپ ہی سہارا
حالاتِ پُر الم سے ہر دم گزر رہا ہے
اور کانپتے لبوں سے فریاد کر رہا ہے
بارِ گناہ اپنا ہے دوش پر اٹھائے
کوئی نہیں ہے ایسا جو پوچھنے کو آئے
بھٹکا ہوا مسافر منزل کو ڈھونڈتا ہے
تاریکیوں میں ماہِ کامل کو ڈھونڈتا ہے
سینے میں ہے اندھیرا دل ہے سیاہ خانہ
یہ سب میری حقیقت سرکار کو سنانا
کہنا میرے نبی سے محروم ہوں خوشی سے
سر پر ایک ابرِ غم ہے اشکوں سے آنکھ نم ہے
پامالِ زندگی ہوں، سرکار امتی ہوں
امت کے رہنما ہو کچھ عرضِ حال سن لو
فریاد کر رہا ہوں میں دلفگر کب سے
میرا بھی قصۂ غم کہنا شہِ عرب سے
طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے
میرا بھی قصۂ غم کہنا شہِ عرب سے
کہنا کہ کھا رہا ہوں میں ٹھوکریں جہاں میں
تم ہی بتاؤ آقا جاؤں بھلا کہاں میں
محسوس کر رہا ہوں دنیا ہے ایک دھوکہ
مطلب کے یار ہیں سب، کوئی نہیں کسی کا
کس کو میں اپنا جانوں کس کا میں لوں سہارا
مجھ کو تو میرے آقا ہے آپ کا سہارا
تم ہی سنو گے میری، تم ہی کرم کرو گے
دونوں جہاں میں تم ہی میرا بھرم رکھو گے
تم داد خواہِ عالم میں اک نصیب برہم
تم بے کسوں کے ولی، میں بے نوا سوالی
تم عاصیوں کا یارا، میں گردشوں کا مارا
رحمت ہو تم سراپا، میں مرتکب خطا کا
ہوں شرمسار اپنے اعمال کے سبب سے
میرا بھی قصۂ غم کہنا شہِ عرب سے
طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے
میرا بھی قصۂ غم کہنا شہِ عرب سے
اے عازمِ مدینہ جا کر نبی سے کہنا
سوزِ غمِ الم سے اب جھل رہا ہے سینہ
کہنا کہ دل میں لاکھوں ارمان بھرے ہوئے ہیں
کہنا کہ حسرتوں کے نشتر چبھے ہوئے ہیں
ہے آرزو یہ دل کی میں بھی مدینے جاؤں
سلطانِ دو جہاں کو سب داغِ دل دکھاؤں
کاٹوں ہزار چکر طیبہ کی ہر گلی کے
یوں ہی گزار دوں میں ایامِ زندگی کے
پھولوں پہ جان نثاروں کانٹوں پہ دل کو واروں
ذروں کو دوں سلامی، در کی کروں غلامی
دیوار و در کو چوموں، قدموں پہ سر کو رکھ دوں
محبوب سے لپٹ کر روتا رہوں برابر
عالم کے دل میں ہے یہ حسرت نہ جانے کب سے
میرا بھی قصۂ غم کہنا شہِ عرب سے
طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے
میرا بھی قصۂ غم کہنا شہِ عرب سے
More Lyrics :
hajj kalam
hajj special
naat
owais qadri naat
T
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laakhon salaam ...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Ya Nabi Salam Alayk Lyrics / या नबी सलाम 'अलैक - All versions
ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik rabb-e-sallim 'ala rasulallah marhaba marhaba rasulallah ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik rahmato.n ke taaj waale! do jahaa.n ke raaj waale! 'arsh ki me'raaj waale! aasiyo.n ki laaj waale! ya nabi salaam 'alaik, ya rasool salaam 'alaik ya habeeb salaam 'alaik, salawaatulla 'alaik hai tamanna ye KHuda se kahi.n, aisa howe hind se fir soo-e-madina, mera jaana howe roza-e-paak ke chogird firu.n main aisa jaise parwaana sar-e-sham' pe firta howe hu.n main mushtaq-e-ziyaarat, ye tamanna hai shaha! puri allah meri, ab ye tamanna howe ...
Ya Nabi Mujh pe bhi Ek Nigahe Karam Lyrics / तुझको भेजा गया है करम के लिए
ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam - English karam ki bhik dar-e-mustafa se mangte hein ham apni haajatein, haajat-rawa se mangte hein unhein khabar hai ke ham log, mushkilon se nijaat waseela unko bana kar khuda se mangte hein ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye sarwar-e-ambiya! taajdar-e-haram! tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye rashq-e-firdos ban jaae duniya meri ek lutf-e-nazar mujh pe bhi ya nabi paas aae khushi door ho jaae gham tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye wajh-e-rahmat teri zaat purnoor hai saari makhluq mein baat mash'hoor hai kya falak kya zameen, kya arab kya ajab tujhko bheja gaya hai karam ke liye ya nabi mujh pe bhi ek nigaah-e-karam tujhko bheja gaya hai karam ke liye do jahaanon ka maalik banaya tujhe har tarha se nawaza h...







.png)


Allah paak ham sabko Hamare Nabi e Paak Muhammad SAW ke dar ki Hazri naseeb farma Or madeene me iman ki mout ata farma
ReplyDeleteAameen
Deletethank you for lyrics
ReplyDelete