Meri Jholi ko bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad ke Lyrics

Meri Jholi ko bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad ke
Gunahgaaron ka bhi karde bhala Sadqe Muhammad ke

Meri Jholi ko bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad ke

Hamare haal par Maula Karam Apna sadaa rakhna
Tu hi Shaitaan se Imaan waalon ko bacha rakhna
Har Ek Tufaan mein de aasra Sadqe Muhammad ke

Meri Jholi ko bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad ke
Gunahgaaron ka bhi karde bhala Sadqe Muhammad ke

Samajti hai Ye Duniya Apna Ham Imaan de denge
Magar Imaan ki khaatir Ham Apni Jaan de denge
Hamein Is aazmaaish se bachaa Sadqe Muhammad ke

Meri Jholi ko bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad ke
Gunahgaaron ka bhi karde bhala Sadqe Muhammad ke

Teri Rahmat ko Ro Ro ke haan Mein Khalik jaga denge
Ye Parde Aasmaan ke Ham Duaaon se hilaa denge
Hamein Noore Nazar se fir milaa Sadqe Muhammad ke

Meri Jholi ko bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad ke
Gunahgaaron ka bhi karde bhala Sadqe Muhammad ke

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया