Khuda Mujse Maa ki Mahobbat na chhine Lyrics

Khuda Mujse Maa ki Mahobbat na chhine
Agar chhin'na hai Zameen chhin le
Zameen chhin le aasman chhin le
Mere Sar ki bas ek Ye chhat na chhine

Agar Maa na hoti Jahan mein na ata
Jo aanchal na hota kahan Sar chhupata
Mera Laal keh ke bulati hai Mujko
In honton ki Mere Hansi chhin le
Ke Gham deke Mujko Khushi chhin le
Yehi Ek bas Mujse Daulat na chhine
Khuda Mujse Maa ki Mahobbat na chhine

Agar Maa ka Sar pe nahin hath hoga
To fir kaun hai jo Mere Sath hoga
Kahan Munh chhupa kar roya karunga
To fir kiski godi mein soya karunga
Mere samne Maa ki Jaan chhin karke
Meri Khushnuma Dastan chhin karke
Mera Josh aur Meri Himmat na chhine
Khuda Mujse Maa ki Mahobbat na chhine

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام