Siddiq Maula Mere Maqabat || Hafiz Tahir Qadri
Roman(English)
Siddiq-e-Akbar Siddiq-e-Akbar
Siddiq-e-Akbar Siddiq-e-Akbar
Ya Ameerul Mo'mineen Ya Ameerul Mo'mineen
Pehle Sahabi Mere Siddiq hein
Pehle Khallifa Mere Siddiq hein
Bilal ko Ghulami se Aazad karaye
Imamate Ali Umar Usman karaye
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Nabi ke baad jo Afzal hein Sare Aalam mein
Wahi hai Shane Sadaqat Abubakar Siddiq
Pehla Madadgar Pehala Sahabi
Nabi ne Jise Har kadam pe Dua di
Zameen pe Wo Arshe Bari dekhta hai
Wo Sabse nirala Wo sabse juda hai
Dua ke liye Wo agar lab hila de
Khuda Uspe Apne Khazane luta de
Wohi Shani Hasnain ka hai Mukhatab
Usi ke liye hai bade sab Maratib
Wo Siddiqe Akbar ke Jiska Lakab hai
Wo Pehla Khalifa Wo Pehal Arab hai
Jab bhi Khuda se Dua mangta hai
Wo Apne liye Mustafa Mangta hai
Meri Jaan Qurbaan Jaane Wafa pe
Me Raazi Wo Raazi ho Uski Riza pe
Meri Jaan Jaane Wafa ke liye hai
Mera Ha Lafaz Mustafa ke liye hai
Mein So baar lotun Mein So baar aaun
Mein Qurban jaun Mein Qurban jaun Mein Qurban jaun
Kya khub Pyari hei Uski Duaein
Gunahon se Mahfooz Uski Adaein
Wo Pehla Mujahid Wo Pehla hai Ghazi
Wo Pehla Khalifa Wo Pehla Namazi
Zameen pe Charage Wafa banke aaya
Habeebe Habeebe Khuda banke aaya
Tera Saani Paida hua hai na hoga
Koi mard aesa hua hai na hoga
Wo Siddiqe Akbar ke Jiska Lakab hai
Wo Pehla Khalifa Wo Pehal Arab hai
Sadaqat ka paykar Samandar Wafa ka
Wo Ghamkhwar Pehla Rasoole Khuda ka
Nabi se Wo Nazrein hatata nahi hai
Jahan par Nabi hein Wo ab bhi Wahi hai
Wo Imaan lane Bachane mein Pehla
Wo Baare Khilafat uthane mein Pehla
Sadaqat Shuja'at mein Wo sabse aage
Nabi ki Ita'at mein Wo sabse aage
Rasoole Khuda pe fida hone wala
Wo Jaane Wafa par fida hone wala
Wo Saare ka Saara Khuda ke liye tha
Wo zinda fakat Mustafa ke liye tha
Wo Siddiqe Akbar ke Jiska Lakab hai
Wo Pehla Khalifa Wo Pehal Arab hai (x3)
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Fakat Bashar hi nahin Arsh par Firishte bhi
Hein karte Aapki Izzat Abubakar Siddiq (x3)
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Ali ka ho nahin sakta Wo Roze Mehshar tak
Jo rakkhe Tujse Adawat Abubakar Siddiq
Mustafa ke Dilbaro Dildaar bhi Siddiq hein
Jaan-Nisar Aese ke Yaare Ghar bhi Siddiq hein
Dushmane Deen ke liye Talwar bhi Siddiq hein
Hifze Deen ki Aahni Deewar bhi Siddiq hein
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Awwal bhi Tu hai Maula Afzal bhi Tu hai Maula
Umar ne keh diya Abubakar... Abubakar...
Usman ki Sada Abubakar... Abubakar...
Haidar ne bhi kaha Abubakar... Abubakar...
Nabi ke Paas Jo soye hue hein rahat se
Wohi hein Sahibe Izzat Abubakar Siddiq
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Mukhalifin tadapte rahenge yunhi Tere
Na hogi kam Teri Shohrat Abubakar Siddiq
Mustafa ke Dilbaro Dildaar bhi Siddiq hein
Jaan-Nisar Aese ke Yaare Ghar bhi Siddiq hein
Dushmane Deen ke liye Talwar bhi Siddiq hein
Hifze Deen ki Aahni Deewar bhi Siddiq hein
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Sahabiyon ki Jama'at ke Peshwa hein Aap
Sabhi ko Tujse hai Ulfat Abubakar Siddiq
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Qayam Roze Jaza Ham ko bakhshwa lenge
Rafike Malike Jannat Abubakar Siddiq
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq-e-Akbar Siddiq-e-Akbar
Ya Ameerul Mo'mineen Ya Ameerul Mo'mineen
Pehle Sahabi Mere Siddiq hein
Pehle Khallifa Mere Siddiq hein
Bilal ko Ghulami se Aazad karaye
Imamate Ali Umar Usman karaye
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Nabi ke baad jo Afzal hein Sare Aalam mein
Wahi hai Shane Sadaqat Abubakar Siddiq
Pehla Madadgar Pehala Sahabi
Nabi ne Jise Har kadam pe Dua di
Wo Afzal Bashar Baad az Ambiya hai
Wo Jaane Sadaqat Wo Jaane Wafa hai
Firishte Usi ki Adaon pe Aashiq
Usi ki Namazein Duaon pe Aashiq
Sahabi ho Aesa Imamon se Aala
Muhammad se Har dam Wafa karne wala
Wo Siddiqe Akbar ke Jiska Lakab hai
Wo Pehla Khalifa Wo Pehal Arab hai
Bashar ki Sadaqat ka Mein yaar thehra
Sadaqat ka uncha Wo Minaar thehra
Chatanon se Mazboot Uska Kadam tha
Wo Chalta hua Ek Baabe Haram tha
Wo Sara tha Taalime Quraan Jaisa
Khuda ka ka Ek Ek Wo Farman Jaisa
Khuda Unse Raazi hua Wo Khuda se
Kaha khudse Aameen Uski Dua pe
Wo Jaane Sadaqat Wo Jaane Wafa hai
Firishte Usi ki Adaon pe Aashiq
Usi ki Namazein Duaon pe Aashiq
Sahabi ho Aesa Imamon se Aala
Muhammad se Har dam Wafa karne wala
Wo Siddiqe Akbar ke Jiska Lakab hai
Wo Pehla Khalifa Wo Pehal Arab hai
Bashar ki Sadaqat ka Mein yaar thehra
Sadaqat ka uncha Wo Minaar thehra
Chatanon se Mazboot Uska Kadam tha
Wo Chalta hua Ek Baabe Haram tha
Wo Sara tha Taalime Quraan Jaisa
Khuda ka ka Ek Ek Wo Farman Jaisa
Khuda Unse Raazi hua Wo Khuda se
Kaha khudse Aameen Uski Dua pe
Zameen pe Wo Arshe Bari dekhta hai
Wo Sabse nirala Wo sabse juda hai
Dua ke liye Wo agar lab hila de
Khuda Uspe Apne Khazane luta de
Wohi Shani Hasnain ka hai Mukhatab
Usi ke liye hai bade sab Maratib
Wo Siddiqe Akbar ke Jiska Lakab hai
Wo Pehla Khalifa Wo Pehal Arab hai
Jab bhi Khuda se Dua mangta hai
Wo Apne liye Mustafa Mangta hai
Meri Jaan Qurbaan Jaane Wafa pe
Me Raazi Wo Raazi ho Uski Riza pe
Meri Jaan Jaane Wafa ke liye hai
Mera Ha Lafaz Mustafa ke liye hai
Mein So baar lotun Mein So baar aaun
Mein Qurban jaun Mein Qurban jaun Mein Qurban jaun
Kya khub Pyari hei Uski Duaein
Gunahon se Mahfooz Uski Adaein
Wo Pehla Mujahid Wo Pehla hai Ghazi
Wo Pehla Khalifa Wo Pehla Namazi
Zameen pe Charage Wafa banke aaya
Habeebe Habeebe Khuda banke aaya
Tera Saani Paida hua hai na hoga
Koi mard aesa hua hai na hoga
Wo Siddiqe Akbar ke Jiska Lakab hai
Wo Pehla Khalifa Wo Pehal Arab hai
Sadaqat ka paykar Samandar Wafa ka
Wo Ghamkhwar Pehla Rasoole Khuda ka
Nabi se Wo Nazrein hatata nahi hai
Jahan par Nabi hein Wo ab bhi Wahi hai
Wo Imaan lane Bachane mein Pehla
Wo Baare Khilafat uthane mein Pehla
Sadaqat Shuja'at mein Wo sabse aage
Nabi ki Ita'at mein Wo sabse aage
Rasoole Khuda pe fida hone wala
Wo Jaane Wafa par fida hone wala
Wo Saare ka Saara Khuda ke liye tha
Wo zinda fakat Mustafa ke liye tha
Wo Siddiqe Akbar ke Jiska Lakab hai
Wo Pehla Khalifa Wo Pehal Arab hai (x3)
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Fakat Bashar hi nahin Arsh par Firishte bhi
Hein karte Aapki Izzat Abubakar Siddiq (x3)
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Ali ka ho nahin sakta Wo Roze Mehshar tak
Jo rakkhe Tujse Adawat Abubakar Siddiq
Mustafa ke Dilbaro Dildaar bhi Siddiq hein
Jaan-Nisar Aese ke Yaare Ghar bhi Siddiq hein
Dushmane Deen ke liye Talwar bhi Siddiq hein
Hifze Deen ki Aahni Deewar bhi Siddiq hein
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Awwal bhi Tu hai Maula Afzal bhi Tu hai Maula
Umar ne keh diya Abubakar... Abubakar...
Usman ki Sada Abubakar... Abubakar...
Haidar ne bhi kaha Abubakar... Abubakar...
Nabi ke Paas Jo soye hue hein rahat se
Wohi hein Sahibe Izzat Abubakar Siddiq
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Mukhalifin tadapte rahenge yunhi Tere
Na hogi kam Teri Shohrat Abubakar Siddiq
Mustafa ke Dilbaro Dildaar bhi Siddiq hein
Jaan-Nisar Aese ke Yaare Ghar bhi Siddiq hein
Dushmane Deen ke liye Talwar bhi Siddiq hein
Hifze Deen ki Aahni Deewar bhi Siddiq hein
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Sahabiyon ki Jama'at ke Peshwa hein Aap
Sabhi ko Tujse hai Ulfat Abubakar Siddiq
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Qayam Roze Jaza Ham ko bakhshwa lenge
Rafike Malike Jannat Abubakar Siddiq
Rasoole Paak ki Chahat Abubakar Siddiq
Hein Aap Fakhre Khilafat Abubakar Siddiq
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
Siddiq Maula Mere Siddiq Maula
صديق أكبر صديق أكبر
صديق أكبر صديق أكبر
يا أمير المؤمنين يا أمير المؤمنين
پہلے صحابی میرے صديق ہیں
پہلے خللیفہ میرے صديق ہیں
صديق أكبر صديق أكبر
يا أمير المؤمنين يا أمير المؤمنين
پہلے صحابی میرے صديق ہیں
پہلے خللیفہ میرے صديق ہیں
بلال کو غلامی سے آزاد کرایہ
امماتے علی عمر عثمان کرائے
صدیق مولا میرے صدیق مولا
صدیق مولا میرے صدیق مولا
رسولے پاک کی چاہت ابو بکر صدیق
ہیں آپ فخرے خلافت ابو بکر صدیق
نبیوں کے بعد جو افضل ہے سارے عالم میں
وہی ہے شانے صداقت ابو بکر صدیق
پہلا مددگار پہلا صحابی
نبی نے جسے ہر قدم پر دعا دی
وہ افضل بشر بعد از انبیاء ہے
وہ جانے صداقت جانے وفا ہے
فرشتے اسی کی اداؤں کے عاشق
اسی کی نمازیں دعاؤں پہ عاشق
صحابی ہو ایسا اماموں سے اعلیٰ
محمّد سے ہر دم وفا کرنے والا
وہ صديق أكبر کے جسکا لقب ہے
وہ پہلا خلیفہ وہ پہلا عرب ہے
بشر کی صداقت میں یار ٹھہرا
صداقت کا اونچا وہ مینار ٹھہرا
چٹانوں سے مضبوط اسکا قدم تھا
وہ چلتا ہوا ایک بابے حرم تھا
وہ سارا تھا تعلیمے قران جیسا
خدا کا کا ایک ایک وہ فرمان جیسا
خدا ان سے راضی ہوا وہ خدا سے
کہا خود سے آمین اس کی دعا پے
زمیں پے وہ عرشے بری دیکھتا ہے
وہ سب سے نرالا وہ سب سے جھدہ ہے
دعا کے لئے وہ اگر لب ہلا دے
خدا اسپے اپنے خزانے لوٹا دے
working......
کیا بات mashaAllah
ReplyDelete