Posts

Showing posts with the label siddiqe akbar

Siddiq hai Pehla Lyrics / सिद्दीक़ है पहला / صدیق ہے پہلا

siddiq hai pehla siddiq hai pehla Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri siddiq hai pehla siddiq hai pehla siddiq hai pehla siddiq hai pehla afdalul bashar baad-az-ambiya ameerul momineen aba-bakr siddiq aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla wo pehla musalman, khalifa wohi pehla, haidar ka hai pyara usmaano umar ne bhi hai rehbar jise maana siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla siddiq ke gustaakh zara hosh mein aao kuchh khauf to khaao dhundhe se na mil paayega aesa tumhe aaqa siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe khada karke bataya siddiq hai pehla fir saare sahaba ne yahi naara lagaya siddiq hai pehla khud saanp se daswa liya paaon na hataya, kya ishq nibhaya kya aur bhi duniya mein wafaadar hai aesa siddiq hai pehla aaqa ne musalle pe kha...

Salare Sahaba Wo Pahla Khalifa Lyrics - सालारे सहाबा वो पहला खलीफा - English Hindi Urdu

Image
saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa Roman(ENG): parwaane ko charaag to bulbul ko phool bas siddeeq ke liye KHuda ka rasool bas mustafa ka ham-safar, abu bakar, abu bakar gali-gali, nagar-nagar, abu bakar, abu bakar lutaaya jisne apna ghar, abu bakar, abu bakar ahesaan jiska deen par, abu bakar, abu bakar hei.n charche jiske 'arsh par, abu bakar, abu bakar lagega naara farsh par, abu bakar, abu bakar saalar -e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara duniya-e-sadaaqat mei.n tera naam rahega siddiq tere naam se islaam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara siddiq ke gustaakh se to jang rahegi jo inse jalega wahi na-kaam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa sarkaar ka pyaara, siddiq hamaara har sunni ka naara siddiq hamaara be-laus  mohabbat ka sila khoob mila hai ta-hashr muhammad ke sang aaraam rahega saalar-e-sahaaba, wo pahla khalifa s...

Siddiq Maula Mere Maqabat Lyrics || सिद्दीक़ मौला मेरे || Roman-English Hindi Urdu || Hafiz Tahir Qadri

Image
rasool-e-paak ki chaahat, abubakar siddiq Roman(ENG): siddiq-e-akbar , siddiq-e-akbar siddiq-e-akbar , siddiq-e-akbar ya ameerul mo'mineen , ya ameerul mo'mineen pahle sahaabi , mere siddiq hei.n pahle khallifa , mere Siddiq hei.n bilaal ko ghulaami se aazad karaaye imaamat-e-'ali, 'umar, 'usmaan karaaye siddiq maula mere, siddiq maula siddiq maula mere, siddiq maula rasool-e-paak ki chaahat, abubakar siddiq hei.n aap fakhr-e-KHilaafat, abubakar siddiq siddiq maula mere, siddiq maula siddiq maula mere, siddiq maula nabi ke ba'ad jo afzal hei.n saare aa'lam mei.n wahi hai shan-e-sadaaqat, abubakar siddiq pahla madadgaar , pahla sahaabi nabi ne jise har qadam pe dua di wo afzal bashar ba'ad az-ambiya hai wo jaan-e-sadaaqat, wo jaan-e-wafa hai firishte usi ki adaao.n pe aashiq usi ki namazei.n, duaao.n pe aashiq sahaabi ho aisa imaamo.n se aa'la muhammad se har dam wafa karne waala wo siddiq-e-akbar ke jiska laqab hai wo pahla KHalifa, wo pahla 'ar...

Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki - Manqabat Lyrics || Maulana Bilal Raza Qadri

Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Rizaa-e-Mustafa hi hai Rizaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Wohi Atqaa , Wohi Awfa , Wohi Aadal , Wohi Afzal Hai kaisi Munfarid Har Har adaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Lutaaya Jisne Maalo Jaan ko Raahe Nubuwwat mein Nabi pe Har Quraabat thi Fidaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Diya kis ko Musalla , Mustafa ne bhi Khuda ne bhi Nazar aayi Ye Azmat baarha Siddiqe Akbar ki Maqaame Afzale Ummat ko baaham tolne waalon Ali Maula se puchho Iqtidaa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Wohi Chamkaa Zamaane mein Wilaayat ki bulandi par Padi Ik baar bhi Jispe Nigaah Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki Aye Aasif ! Ye Nigaahe Mustafa ki hi Tajalli hai Mili Saadaat se Mujko ataa Siddiqe Akbar ki Musallam hai Zamaane mein Wafaa Siddiqe Akbar ki

Shane Siddiqe Akbar Mankabat Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Pyara Pyara Siddik hai Pyara Pyara Siddik hai Meri Aan Meri Jaan Mere Siddike Akbar Har Ek Momin ki Pehchan Mere Siddike Akbar Mere Siddike Akbar Mere Siddike Akbar Pehla Pehla Pehla Khalifa Salare Salare Sahaba Har Ek Sunni Dil se Bola Mera Aaqa Mera Maula Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Shane Siddike Akbar pe Kurban Mein Razdare Risalat ki Kya Baat hai Jisko Siddik Khud Mustafa ne kaha Wo Sarapa Sadakat ki Kya Baat hai Meri Aan Meri Jaan Mere Siddike Akbar Har Ek Momin ki Pehchan Mere Siddike Akbar Sari Khalkat ki Rehmat Samete huye Jis Jagah per hein Siddik Lete huye Us Muhammad ke Hujre pe Kurban Mein Rashke Firdose Jannat ki Kya Baat hai Meri Aan Meri Jaan Mere Siddike Akbar Har Ek Momin ki Pehchan Mere Siddike Akbar Pehla Pehla Pehla Khalifa Salare Salare Sahaba Har Ek Sunni Dil se Bola Mera Aaqa Mera Maula Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar Abu Bakar ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है / کیا بتاؤں کی کیا مدینہ ہے

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है / وہ جسکے لئے محفل کَونَیْن سجی ہے

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics / अपने मालिक का में नाम लेकर / اپنے مالک کا میں نام لیکر

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام