Jhoomta Jhoomta Mein Madine Chala || Asad Raza Attari


Marhaba Mukaddar fir Aaj Muskuraya hai
Fir Mujhe Madine mein Mere Shah ne Bulaya hai

Fir Madine ke Mujko Bulawa mila
Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala
Saya Afgan hui Rehmate Mustafa
Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala

Kaif sa Chha gaya Mein Madine Chala
Jhumta Jhumta Mein Madine Chala
Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala

Mere Aaqa ka Dar hoga Peshe Nazar
Chahiye Aur Kya Mein Madine Chala
Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala





Ghumbade Sabz par Jab Padegi Nazar
Kya Suroor Aayega Mein Madine Chala
Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala

Sabz Ghumbad ka Noor Zang kar dega Door
Payega Dil Jila Mein Madine Chala
Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala

Kya Karega Idhar Bandh Rakhte Safar
Chal Ubaide Raza Mein Madine Chala

Lutf to Jab Mile Mujhse Murshid kahe
Chal Ubaide Raza Mein Madine Chala
Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala

Fir Madine ke Mujko Bulawa mila
Tum Chalo na Chalo Mein Chala Mein Chala

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا