Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi Lyrics


Nabi-e-Akhram Shafee-e-Aazam
Sallalallahu alayhi Wa Sallam
Rehmate Aalam Noore Mujassam
Sallalallahu alayhi Wa Sallam

Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi
Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi

Sitare Lakh Chamakte hein Aasmanon mein
Misale Noore Sahar Aap sa Nahi koi

Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi
Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi





Baka ki Raah dikha di Jahane Fani ko
To Rashke Shamso Kamar Aap sa Nahi koi

Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi
Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi

Hajar Kalam kare Aur Kare Salam Shajar
Kare Jo Sab pe Asar Aap sa Nahi koi

Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi
Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi

Salam Aapki Rehmat pe Sab Jahanon ka
Fida ho Jaane Umar Aap sa Nahi koi

Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi
Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi


Comments

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Kaba Dikha de Maula Maula Lyrics / काबा दिखा दे मौला मौला

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Labbayk Allahumma Labbayk Nasheed Lyrics / लब्बैक अल्लाहुम्मा लब्बैक / لبّیک اللّٰھم لبّیک / Lyrics

Hajiyon Mustafa se keh dena Lyrics / हाजियों मुस्तफा से कह देना / حاجیوں مصطفیٰ سے کہ دینا

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Taiba ke Jane wale ja kar bade adab se Lyrics / तैबा के जाने वाले जा कर बड़े अदब से / طیبہ کے جانے والے جا کر بڑے ادب سے

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर