Posts

Showing posts with the label maula maula

Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Lyrics || Farhan Ali Qadri

Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula Maula Maula Mere Maula Maula Mere Maula Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Sun le Aye Maula Hamari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Kar rahi hein Meri AAnkhein Mere Lab Bar Zabane Aaho Zari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Ab agar so jayein Ham to Khwab mein Mustakil rehti hai Jaari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Bakhsh de Meri Khata Karti hai Arz Meri Tauba Sharmsari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Tere hi Darbar mein bande Tere Karte hein sab bari bari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija Aur kahan jayein so karte hein Nadeem Ham Khuda ke Dar pe Sari Iltija Hai Fakat Tujse hi Sari Iltija

Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Lyrics || Hafiz Tahir Qadri

Image
Shahe Marda Shere Yazda Kuwwate Parwardigar Shahe Marda Shere Yazda Kuwwate Parwardigar Maidan mein aa gaye ho to fir khulke baat ho Mein to Ali ke sath hun Tum kis ke sath ho Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Panj Naara Panjtani Sawa Lakh Naara Haidari Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Naade Ali jo aa gaya Meri Zaban par Jibreel muskurane lage Aasman par Munkir ki kya majal Mere Ghar mein aa sake Naade Ali jo likkha hai Mere Makan par Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Meri Jaan Ali Imaan Ali  Pehchan Ali Meri Shan Ali Beshak Ali Nabi ke Gharane ki laaj hein Mushkil kusha hein Fatima ke Sar ka Taaj hein Wo Aabru-e-Deene Risalat Ma'aab hein Allah ke Habib ka Wo Intekhab hein Pyare Nabi ne chun ke Inhe Kayinat mein Beti ka Hath de diya Haidar ke Hath mein Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Unki koi misal na ko...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام