Posts

Showing posts from November, 2017

Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Lyrics || Furqan Qadri

Mera Akida hai Saccha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Ye Hadiso Quran mein Baat yahi hai Waliyon mein Kehti hai Sari Duniya Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Khwab mein NoorudDin ke Wo Dushman aake dikhate hein Ab To mano hein Zinda Haziro Nazir hein Aaqa Yaume Mehshar aayenge Banke Shahid Banke Gawah Sari Kaumon par Aaqa Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Ab Bhi Khwab mein aate hein Dil ki Baat Batate hein Ghaib ayan Un par sara Haziro Nazir hein Aaqa Bugze Nabi Jo rakhte hein Dushman Aaqa ki na suno Ye hai Sahaba ka Naara Haziro Nazir hein Aaqa Mera Akida hai Sachcha Haziro Nazir hein Aaqa Bole ga Baccha Baccha Haziro Nazir hein Aaqa Hazir hein Wo Roze mein Sari Duniya dekhte hein Jab chahein Jalwa-aara Haziro Nazir hein Aaqa Unki Hayate Akdas par Itna Ujagar...

Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Lyrics || Haji Bilal Attari

Marhaba Marhaba Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Salar ki Aamad Marhaba Mukhtar ki Aamad Marhaba Tajdar ki Aamad Marhaba Shandar ki Aamad Marhaba Ghamkhwar ki Aamad Marhaba Shaheryar ki Aamad Marhaba Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Aaqa ka Yaume Wiladat hai Ye Jashn Hamara hai Ye Din to Khuda ki Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Sarkar ki Aamad Marhaba Sardar ki Aamad Marhaba Salar ki Aamad Marhaba Mukhtar ki Aamad Marhaba Tajdar ki Aamad Marhaba Shandar ki Aamad Marhaba Ghamkhwar ki Aamad Marhaba Shaheryar ki Aamad Marhaba Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Har Samt barasti Rehmat hai Ye Jashn Hamara hai Is Din se Hamko Nisbat hai Ye Jashn Hamara hai Shaher Shaher Gali Gali Jashn MiladunNabi Aashikane Mustafa ka Jazba-e-Ishke Nabi Sarkar ki Aamad Marhaba S...

Maula Mera wi Ghar howe Lyrics || Usman Ubaid Qadri

Tu Sab da Malik Khalik Aye Do Jag da Tu Sultan aye Har be-Zar te Har be-Ghar te Maula Dil wich arman aye Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Mere Darwaze te likhiya Nabi Paak da Naa howe Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Milade Mustafa Maula Mein Apne Ghar karanayein Nabi Maula da Dastar-Khwan Apne win Sajanayein Khawan wa Mein Jitte Langar Koi Aesi bhi Than howe Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Zahure Mustafa Barah Rabiul Awwal Manawanga Mein Maahe Noor wich Apna Sara Ghar Sajawanga Aawe Oh Roz Khushiyan da Mere Ghar wich Sama howe Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Vazu Akhiyan da ho jawe Nabi di Deed Jad howe Kisi Sacche Momin di Dua Koi na radd howe Sukhan da Chan rawe chad'da Dukhan da Har Din Paran howe Maula Mera vi Ghar howe Utte Rehmat di chhan howe Dua Puri howe Jis wela O wella wakha Maula O Din Khurshid di Tu Zindagi de wich leya Maula Madine di Gali howe Te aayi Meri Kaza howe Ma...

Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Lyrics || Milad Raza Qadri

Dhoom har Janib machi hai Aap ke Milad ki Har Musalman ko khushi hai Aapke Milad ki Jin ke Amalon mein hai Sab kuchh Par Nahin Chahere pe Noor Unke Daman mein kami hai  Aap ke Milad ki Beshumar Us par barasti hein Khuda ki Rehmatein Bazm Jis Ghar mein saji hai Aap ke Milad ki Na Koi Jannat ka lalach Na koi Dozakh ka Khauf Kyun ke Nisbat mil gayi hai Aapke Milad ki Jiske Sadke mein mila hai Sari Duniya ko wujud Kya Pur-Azmat gadi hai Aapke Milad ki Noor ko Aaqa mile Deedar ki khairat ab Chakari Jo Isne ki hai Aapke Milad ki

Aa gaye Sultane Payambar Lyrics || Farhan Qadri

Kis Waste Kaynat pe ye Noor hai chhaya Is ka Jawab Hazrate Jibreel hai laya Jiske liye Khuda ne ye Kaynat banayi Wo Khatme Rasul Duniya mein Tashrif hai laya Aaya hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Sohna hai Mera Nabi Nabi Nabi Nabi Aaya hai Sohna hai Aaya hai Sohna hai Sab ko Mubarak Aamade Sarwar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Rabb ne Use bakhshi hai Tokir nirali Sara Zamana hai Uske Dar ka Sawali Rabb ne ata ki Jisko hai Kausar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Labbayk Labbayk Labbayk Ya Rasulallah Karte hein Jibreel Aelan Yehi aksar Jo bhi hein Allah ke Mehbub ke Nokar Unko Mubarak Shafi-e-Mehshar Aa gaye Sultane Payambar Banke Khuda ki Rah ka Rahbar Aa gaye Sultane Payambar Wo Khilkate Awwal hein Wo Aakhari Nabi Mangaton ki Jholi bharta hai Wo Sakhiyon ka Sakhi Badshah Jiske hein Dar ke Gadagar Aa gaye Sultane Payambar ...

Muje Mustafa ke Dar se bhala Kya Mila nahin hai Lyrics

Muje Mustafa ke Dar se bhala Kya Mila nahin hai Mein Gulame Mustafa hun Mere Paas Kya nahin hai Yun hi Naat padte padte Kisi Din nikal padunga Mere Waste Madina Koi Fasla nahin hai Aaya Jab bhi Koi Mangta Use Pet bhar Khilaya Kai Din se Ghar mein chula Ali ka jala nahin hai

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Wo Noor Jalwaghar hua Jab Aamina ke Ghar Zulmat Jahan se ho gayi Kafoor Sarbasar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Be-Mislo Be-Misal hai Beshak Tumhari Zaat Khatmul Rusool Habibe Khuda Sayyidul Bashar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Duniya taras rahi thi Tumhe Rehmate Khuda Aane ko warna aaye Hazaro Payambar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Unka Jamal dekhne ko Haq ata kare Salman ka Zok Hazrate Siddik ki Nazar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Juz Unke Kis Nabi ne dikhaye hein Mo'jaze Utla fira hai Shams to Shak ho gaya Kamar Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Minwwa Wajhakal Munir Lakad Nuviral Kamar Har Ek ka Tumne Damane Ummid bhar diya Aye Rehmate Khuda Meri Janib bhi Ek...

Raza Zindabad Lyrics || Rizwan Khan Qadri

Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Wo Kal bhi Zindabad tha Wo Ab bhi Zindabad hai Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Nabi Ki Pyari Sunnaton ko Jisne Jinda kar diya Durood ko Salam ko Hamesha aam kar diya Isi liye to Sunni Unpe Jaan se nisar hein Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza ke Naame Paak par Hamari Jaan hai Fida Usi ne Ishke Mustafa Hamare Dil mein bhar diya Ke Jis se Duniya Aakhirat mein Apna beda paar hai Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Wo Kal bhi Zindabad tha Wo Ab bhi Zindabad hai Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad Raza Zindabad

Khwab mein Dar Khula Huzuri ka Lyrics

Khwab mein Dar Khula Huzuri ka Kya Wasila bana Huzuri ka Jaise Jaise huyi Pazirayi Shokh badta gaya Huzuri ka Aansuon ke Charag jhal utthe Chashm barpa hua Huzuri ka Unke Dar pe Nasib hota hai Hazri mein maza Huzuri ka Kaif mein dubte gaye Shabo Roz Daur Aesa chala Huzuri ka Hasile Zindagi Samaj Taeeb Lamha-e-Dil kusha Huzuri ka Kya Wasila bana Huzuri ka Khwab mein Dar Khula Huzuri ka

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा

Imdad kun Imdad kun Ya Ghaus-e-Aazam Dastagir Lyrics / इमदाद-कुन इमदाद-कुन या ग़ौस-उल-आ'ज़म दस्त-गीर

Sarkar ka nokar hun koi aam nahi hoon Lyrics / सरकार का नौकर हूँ कोई आम नहीं हूँ

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Kya bataun ki kya Madina hai Lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है