Aaj tak hai Labe Shabbir ka Pyasa Pani Lyrics


Sekdon Saal huye Jab na Mila tha Pani
Aaj tak hai Labe Shabbir ka Pyasa Pani

Karbala Samne Aati Jo lashein lekar
Aankh to Aankh hai par tan se bhi rista Pani

Kesi basti mein Muhammad ka Musafir thehra
Dhup Khaima thin Daree ret Nazara Pani

Tishnagi Us ki Samandar ko bula sakti thi
Kat sakta tha Wo talwar se chalta Pani

Kiske Sar Fat'ha ka Tarikh ne Sahera bandha
Surkhroo Kaun hai Donon mein Lahu ya Pani

Jab bhi Zikre Shohda Dil mein Musafar chheda
Aankhein Ek Zakhm bani Aankh se tapka Pani


Comments

  1. is main bus ake choti se ghalti ha . is ko sahih karden is asar main tan ki jaga pathar ai ga

    Aankh to Aankh hai par tan se bhi rista Pani

    yeah ha sai

    Aankh to Aankh hai pathar se bhi rista Pani

    ReplyDelete

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Wo Mera Nabi hai, Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Shahe Do Alam Salam Assalam Lyrics / शाह-ए-दो 'आलम सलाम अस्सलाम / شاہِ دو عالم سلام اَلسَّلام

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Peshe Haq Muzda Shafaat ka Sunate Jaaeinge Lyrics / पेश-ए-हक़ मुज़्दा शफ़ा'अत का सुनाते जाएंगे