Maa Teri yaad aati hai lyrics


Rehti hai Teri Khushbuein
Ghar ke aangam mein Teri yaad aati hai
Hamse door jake Ham sabko rulake
Tujko kya mila hai Teri yaad aati hai
Maa Tu kaha Meri Maa Tu kaha
Meri Maa Meri Maa


Kab dukha hai Tere dukh jaisa
Is Duniya mein Teri yaad aati hai
Tera muskurana Hathon se khilana
Pyar se sulana Teri yaad aati hai
Maa Tu kaha Meri Maa Tu kaha
Meri Maa Meri Maa

Rehti hai Teri Khushbuein
Ghar ke aangam mein Teri yaad aati hai
Kaise Mein bhulunga bachpan ki wo yaadein
Teri mithi baatein Teri yaad aati hai
Maa Tu kaha Meri Maa Tu kaha
Meri Maa Meri Maa

Jina hai Is duniya mein Tere bin haaye
Teri yaad aati hai
Kanon mein gunjti thi aankhon ko chumti thi
Jab loriyan Tumhari tab nind aati thi
Maa Tu kaha Meri Maa Tu kaha
Meri Maa Meri Maa

Comments

Post a Comment

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Ya Sahibal Jamal Wa Ya Sayyidal Bashar Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mera Badshah Husain hai Lyrics / मेरा बादशाह हुसैन है / میرا بادشاہ حسین ہے

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics / शाह सवार-ए-कर्बला की शाह सवारी को सलाम / شاہ سوارِ کربلا کی شاہ سواری کو سلام