Mere Maula karam ho karam Lyrics || मेरे मौला करम हो करम
Roman(ENG):
Mere Maula Karam ho Karam
Mere Maula Karam ho Karam
Mere Maula Karam ho Karam
Tujse fariyad karte hein Ham
Mere Maula karam ho karam
Mere Maula karam ho karam
Ye Zameen aur ye Aasman, Tere qabze mein hein Do Jahaan
Sab pe Tu hi to hai maherban, Ham Tere dar se jaayein kahan
Tuhi Sunta hai sab ki sada, Tu hi rakhta hai sab ka bharam
Sab pe Tu hi to hai maherban, Ham Tere dar se jaayein kahan
Tuhi Sunta hai sab ki sada, Tu hi rakhta hai sab ka bharam
Mere Maula karam ho karam
Mere Maula karam ho karam
Mere Maula karam ho karam
Bhul baithe hein Tera kaha, Tune Quran mein jo likha
Aaj hein dar-badar is tarha, Koi bikhre ladi jis tarha
Aaj hein dar-badar is tarha, Koi bikhre ladi jis tarha
Ek kar hamko behre Shaha, Hamne khud pe kiye hein sitam
Mere Maula karam ho karam
Mere Maula karam ho karam
Mere Maula karam ho karam
Jaayein to kahan jaayein, Tere dar ke siwa Maula
Taskeen kahan paayein, Tere dar ke siwa Maula
Taskeen kahan paayein, Tere dar ke siwa Maula
Is duniya pe Tere karam ka Saya Maula
Daman kahan failayein , Tere dar ke siwa Maula
Mere Maula karam ho karam
Mere Maula karam ho karam
Be kason ko sahara mile , Dubton ko kinara mile
Sar se Tufan pal mein tale, Jo Tera ek ishara mile
Tu kare jo maherbaniyan, Dur ho jaye har ek gham

हिंदी(HINDI):
मेरे मौला करम हो करम
मेरे मौला करम हो करम
तुजसे फरियाद करते हैं हम
मेरे मौला करम हो करम
ये ज़मीं और ये आसमां, तेरे क़ब्ज़े में हैं दो जहां
सब पे तू ही तो है महेरबान, हम तेरे दर से जाएं कहाँ
तु ही सुनता है सब की सदा, तू ही रखता है सबका भरम
मेरे मौला करम हो करम
मेरे मौला करम हो करम
भूल बैठे हैं तेरा कहा, तूने क़ुरआन में जो लिखा
आज हैं दर-बदर इस तरह, कोई बिखरे लड़ी जिस तरह
एक कर हमको बहर-ए-शहा, हम ने खुद पे किये हैं सितम
मेरे मौला करम हो करम
मेरे मौला करम हो करम
जाएं तो कहाँ जाएं तेरे दर के सिवा मौला
तस्कीन कहाँ पाएं तेरे दर के सिवा मौला
इस दुनिया पे तेरे करम का साया मौला
दामन कहाँ फैलाएं, तेरे दर के सिवा मौला
मेरे मौला करम हो करम
मेरे मौला करम हो करम
बेकसों को सहारा मिले, डूबतों को किनारा मिले
सर से तूफ़ान पल में टले, जो तेरा एक इशारा मिले
तू करे जो मेहरबानियां, दूर हो जाए हर एक ग़म
मेरे मौला करम हो करम
मेरे मौला करम हो करम
Comments
Post a Comment