Jis simt dekhta hun nazara Ali ka hai Lyrics
Manzar fiza -e-tahar mein sara Ali ka hai
Jis simt dekhta hun nazara Ali ka hai
Gul ka kamal juzm ke chehre se ayaan
Ghode pe hai Husain nazara Ali ka hai
Marhab to neem hai sare maktal pada hua
Uthne ka ab nahin ke ye maara Ali ka hai
Tum dakhl de rahe ho akeedat ke baab mein
Dekho maamla ye hamara Ali ka hai
Tu kya hai aur kya hai tere ilm ki bisa'at
Tuj pe karam Naseer ye sara Ali ka hai
Jis simt dekhta hun nazara Ali ka hai
Gul ka kamal juzm ke chehre se ayaan
Ghode pe hai Husain nazara Ali ka hai
Uthne ka ab nahin ke ye maara Ali ka hai
Tum dakhl de rahe ho akeedat ke baab mein
Dekho maamla ye hamara Ali ka hai
Tu kya hai aur kya hai tere ilm ki bisa'at
Tuj pe karam Naseer ye sara Ali ka hai
Mash Allaha subhan Allaha
ReplyDelete