Shahe Marda Shere Yazda Kuwwate Parwardigar Shahe Marda Shere Yazda Kuwwate Parwardigar Maidan mein aa gaye ho to fir khulke baat ho Mein to Ali ke sath hun Tum kis ke sath ho Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Panj Naara Panjtani Sawa Lakh Naara Haidari Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Naade Ali jo aa gaya Meri Zaban par Jibreel muskurane lage Aasman par Munkir ki kya majal Mere Ghar mein aa sake Naade Ali jo likkha hai Mere Makan par Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Meri Jaan Ali Imaan Ali Pehchan Ali Meri Shan Ali Beshak Ali Nabi ke Gharane ki laaj hein Mushkil kusha hein Fatima ke Sar ka Taaj hein Wo Aabru-e-Deene Risalat Ma'aab hein Allah ke Habib ka Wo Intekhab hein Pyare Nabi ne chun ke Inhe Kayinat mein Beti ka Hath de diya Haidar ke Hath mein Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Haidar Maula Ali Ali , Ali Ali Maula Unki koi misal na ko...