Dayare data se ho kar jo mushk bu aaye LyricsDayare data se ho kar jo mushk bu aaye
Saba ko chahiye uske kadam ko chhu aaye

Ye makabat dare data pe kaise pahunchau
Na khush-bayan hun na andaz e guftagu aaye


Ye khwab hai ke gulamon mein tere shamil hun
So ganj-bakhsh ye tabir hu-bahu aaye

Ba faize data kamale sukhan kadam chume
Jab huzure data hamari bhi guftagu aaye

Mile wo sham'a ke irfaano aagehi chamke
Har taare nafas se sada e huu aaye

Comments

Popular Naat Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Lyrics

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics

Ya Rabbe Mustafa Tu Muje Hajj pe bula Lyrics || Hafiz Tahir Qadri