Tala al badru alaina Lyrics by Aqsa abdul haq
Tala al badru alaina
Aae sarkar e madine
Lae anwar e madina
Hai kadam bo se risalat
Gulo guzaar e madina
Kundani rang hai gehra
Hai libasa je sunehra
Chandni raat ne pehnaa
Tala al badru alaina

Logo(n) aawaz do sabko
Dekh lo kaside rab ko
Roashni gaar e hira ki
Mil gayi parda e shab ko
Barish e najmo qamar hai
Aaj se hukme sehar hai
Raat ko raat na kehna
Tala al badru alaina

Jene payee hein muradein

Unki rahon ko saja de
Gul bichhaye hein saba ne
Aao ham aankhein bichha dein
Chand ubhra hai liye taaj
Minsani'atil wada aaj
Wajabasshukru Alayna
Tala al badru alaina

Hashmi wo mutalabi hai
Fakre ummi wo abi hai
Aap hi haq ke nabi hai
Dafa e teera shabi hai
Muzda ho naw e bashar ko
Ab tamanah e saher ko
Kishta e shab nahi rehna
Tala al badru alaina

Aae sarkar e madine
Lae anwar e madina
Hai kadam bo se risalat
Gulo guzaar e madina
Kundani rang hai gehra
Hai libasa je sunehra
Chandni raat ne pehnaa
Tala al badru alaina
Marhaba ya Mustafa

Comments

Post a Comment

Facebook Page

Followers

Popular Naat Lyrics

Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Eng & Hindi Lyrics

Shahe Do alam Salam Assalam Lyrics

Wo jiske liye Mehfile Konain saji hai Lyrics || Roman(Eng) and Hindi(हिंदी)