Posts

Showing posts with the label abdul habib attari

Mubarak Mubarak Huzur aa rahe hein Lyrics / मुबारक मुबारक हुज़ूर आ रहे हैं / مبارک مبارک حضور آ رہے ہیں

mubarak mubarak huzur aa rahe hein Naat-Khwaan: Abdul Habib Attari mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak mubarak huzur aa rahe hein mubarak mubarak huzur aa rahe hein na kyun aaj jhumein ke sarkar aae khuda ki khudaee ke mukhtaar aae na kyun baarwih pe hamein pyaar aae ke aae isi roz sarkaar aae mubarak mubarak huzur aa rahe hein mubarak mubarak huzur aa rahe hein huzur ki aamand... marhaba purnoor ki aamand... marhaba sadiq ki aamand... marhaba ameen ki aamand... marhaba musarrat se ham kyun na dhoomein machaaein hamare shahenshaaho sardaar aae musalmaanon sub-he bahaaran mubarak wo barsaate anwaar sarkar aae mubarak mubarak huzur aa rahe hein mubarak mubarak huzur aa rahe hein mubarak tuje aam...

Sarkare Ghouse Azam Nazre karam Khudara Lyrics in English Hindi Urdu ~ Islamic Naat Lyrics

sarkaar-e-ghous-e-aa'zam ! nazr-e-karam KHudaara sarkaar-e-ghous-e-aa'zam ! nazr-e-karam KHudaara mera khaali kaasa bhar do, mai.n fakeer hu.n Tumhaara jholi ko meri bhar do, warna kahegi duniya aise sakhee ka mangata, firta hai maara-maara sabka koi na koi , duniya me.n aasara hai mera ba-juz tumhaare koi nahi.n sahaara meera bane he.n dulha, mahfil saji hui hai sab auliya baraati, kya khub hai nazaara ye ada-e-dastageeri, koi mere dil se puchhe wahi.n aa gaye madad ko, maine jab jahaa.n pukaara ye tera karam hai ya ghaus ! jo bana liya hai apna kahaa.n mujsa ye kameena , kahaa.n silsila tumhara

Popular Naat Lyrics

अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन / اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلا سَیَّدْنا و مَولانا مُحَمّدٍ / Allah humma Sallay Ala Sayyidina Maulana Muhammadin

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics / क्या मुहम्मद का प्यारा नहीं हूँ / کیا محمد کا پیارا نہیں ہوں

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics / हमने आँखों से देखा नहीं है मगर / ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

Kya batau ki kya Madina hai lyrics / क्या बताऊँ की क्या मदीना है / کیا بتاؤں کی کیا مدینہ ہے

Wo Mera Nabi hai Wo Jiske liye Mehfil e Konain saji hai Lyrics / वो जिसके लिए महफ़िल-ए-कौनैन सजी है / وہ جسکے لئے محفل کَونَیْن سجی ہے

Kyun aake ro raha hai Muhammad ke Shehar mein / क्यों आके रो रहा है मुहम्मद के शहर में / کیوں آکے رو رہا ہے محمد کے شہر میں

Apne Malik ka Main Naam lekar Lyrics / अपने मालिक का में नाम लेकर / اپنے مالک کا میں نام لیکر

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye sare ghulaam Lyrics / या हुसैन इब्ने अली / یا حسین ابن علی