Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan Lyrics

Gaazi Abbaas Gaazi Abbaas
Gaazi Abbaas Gaazi Abbaas

Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan
Jukte hein jahan Shah bhi Tera Wo Aastaan

Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan

Tu Kamre bani Hashim Zohra ki Dua hai
Sayaa Tere Alam ka Do Jag pe ba Khuda hai
Tere Aalam ko chumne jukta hai Aasmaan

Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan

Shere Khuda hein Baaba Shere Karbala Tu
Tere Dar pe Jo bhi aaye mushkil kare kusha Tu
Tere diye jalaata hai Is liye jahan

Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan

Tu Shahenshah hai Aaqa Do jag mein Teri Shaahi
Panjtan hai Tuj pe nazaan Aesi wafaa nibhaee
Shahid Tere Alam par Panjtan ka Ye nishasn

Abbas Tere Dar sa Duniya mein Dar kahan

Comments

Post a Comment

Facebook Page

Popular Naat Lyrics

Kya Muhammad ka Pyara nahin hun Lyrics

Ya Husain Ibne Ali kehte hein ye Sare Gulam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Fatima Teri Chadar ka kya puchhna || फातिमा तेरी चादर का क्या पूछना || فاطمہ تیری چادر کا کیا پوچھنا || Lyrics

Shah Saware Karbala ki Shah Sawari ko Salam Lyrics || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi)

Marhaba Marhaba , Aye Ali ke Pisar || मरहबा मरहबा, अये अली के पिसर || Lyrics || Sandali Ahmad

Us Husain Ibne Haidar pe lakhon Salam Lyrics Eng & hindi || Ahmed Raza Qadri

Chahate aap to khud daud kar aata pani Lyrics|| चाहते आप तो खुद दौड़ कर आता पानी || چاہتے آپ تو خود دوڑ کے آتا پانی || Roman(Eng) & हिंदी(Hindi) & (URDU) اردو

Hussain Ibn e Ali ne karbala me Ghar lutaya hai Lyrics

Humne Aankhon se dekha nahi hai Magar Lyrics in English ~ Hindi ~ Urdu